Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

    Gee mai ap ki baat sey agree krta gho k jo bhe hard working krta ghai tou es ko hard working ka phal bhe millta hai. Es business mai hard working aur es business mai knowledge ko update krney sey ap market mai professional trader ban sakty ho. Aur ap market mai best earning hasil kr sakty ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

      Assalamo alaikum mere piaarey dosto .
      Dear friends Allah Pak kisi bhi bandey ki mehnat ko zayaa raegaan nahi Jane detaa balkeh dosto Jo shaks his kaam me bhi koshish karta hai mehnat karta hai to woh Azeem hasti mehnat kà phal zurroor detaa hai.
      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
      • #18 Collapse

        Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

        Ji bilkul Kisi Ki mehnat Jaya Nahin Hoti Hai isliye aapko mehnat Karte Rahana chahie aur Sabar se kam karna chahie Kyunki mehnat ka fal Hasil karne ke liye Shabd karna bahut Jaruri hota hai. Isliye aapko Hamesha Sabra karna chahie aur sath mein mehnat bhi Karte Rahana chahie Taki aap acchi trading kar sake aur aap apni life ko Patra kar sake aur aap apna future bright kar sake
        • #19 Collapse

          Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

          dear friend apni struggle ko continue Rakhna chahie koi bhi kam hi Karte Rahe usmein kamyabi Mil Hi Jaati Hai Allah Kamyab karne wala hai apni struggle Karte Rahana chahie Jis Kisi kam mein time Dete Hain working karte hain slow slow usmein knowledge improve Hota rahata Hai kamyabi Mil Jaati Hai
          • #20 Collapse

            Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

            Yea bat such hai key mehnat kabhi waste nahe hotie isliye humein hamesha mehnat kar key kam karna chahiyea hum jitni ziyada mehnat karengey utna he acha profit bhi hasil hoga isliye hamesha mehnat karni chahiyea or kamyab hona chahiyea
            • #21 Collapse

              Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

              Mehnat Kisi Ki Bhi Ja Ja Nahin jaati Jab Ham mehnat Karte Hain To Hamen uska fayda Jarur hota hai Forex trading business profitable business hai. Hamen is business Mein mehnat Karni chahie. Jab Ham is business Mein regular basis per mehnat karte rahenge. To Ham is business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                Apki baat bilkul theek Hy Allah Pak kse ki bhe mehnat ko zaya nahen krte chahye wo Pak forex me ho ya kse bhe business me ki gae mehnat ka sila Allah Pak zaroor deta Hy him ko chahye k apne Kam me mehnat krni chahye to him es Kam zaroor kamyabi hasil KR lete Hain
                • #23 Collapse

                  Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                  Dear friends beshuk Allah pak kisi ki mehnat ko zaya nahi karta aap ne dekha hai k insan zamin main hul chlata hai gundan ka dana is main bota hai Allah pak apne fazal se is ko ugata hai our wo kai guna ho jata hai jo jitni ziyada mehnat karta hai utni ziyada fusal hoti hai brothers Allah kisi ki mehnat ko zaya ni karta
                  • #24 Collapse

                    Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                    yes dear agar hum forex mein mehnat karen gy to he humy forex mein kmayabe mily ge kun ky jis bhi kam mein hum mehnat krty hain ALLAH humy us kam mein zaror kamyab karta hy kun ky ALLAH pak kese ki bhi mehnt ko zaya nahi karta hy , hum jis bhi kam mein mehnat karty hain humy us kam mein zaroor kamyabe hasil hoge thanks
                    • #25 Collapse

                      Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                      G haan Jo mehnat karta Hai uski mehnat kabhi zaya Nahin Hoti Hamen hamesha mehnat Karte rahna chahiye kyun ke Jab Ham hardworking karte hain aur kamyabi ke liye mehnat Karte Hain to is se Hamara fayda hota hai Hamen hardworking Karte rahna chahiye aur jo dil laga kar mehnat karte hain aur learning karte hain wohi trader Kamyab hote hain learning karne ke liye sabse pahle hardworking karna zaruri hota hai kyun ke Jo trader per learning karta Hai wahi trader hardworking kar ke Kamyab hota hai zyada se zyada mehnat Karne Wale trader ko bahut jaldi success milti Hai har member ko zyada se zyada mehnat Karni chahiye kyun ke Jab Ham mehnat Karenge to is se Ham zarur Kamyab honge mehnat Karne Wale trader ko hi kamyabi milti hai aur forex mein bhi hamesha zyada se zyada mehnat Karne Wale trader hi Kamyab hote hain Dil laga kar mehnat karne se bahut zyada access milti Hai hamesha hardworking Karte Raha Karen kyun ke hardworking Karenge to Ham Kamyab honge Jo Pakistan Forex forum per bahut zyada hard working karte hain wohi trader Kamyab trader bante Hain learning karte hain kyun ke learning karna bahut zaruri hota hai learning Karenge to market se Ham earning kar sakenge earning karne ke liye market ki learning karna zaruri hota hai profit lene ke liye learning zaruri hoti hai aur iske sath sath hardworking karna bhi bahut zaruri hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                        Han g dear Forex main mehnat sy ham kamiyab hoty hain AUR Forex main ham mehnat karty Hain Tu Allah Pak Kisi ki mehnat ko zaya Nahin karta hai Forex main hamen chaheay ky best working sy Kam Karen hamen is main ziyada time dena Hoga AUR kamiyabi hasil Karni Hoti hai AUR ziyada earninng milti hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                          g han ferned forex mein menat karni cahyee humin daily kai 50 poest karni cahyee koshish karye hum apna kam dailye ka mukmal karye jao follows new hain un ko forex kai sari in formation hone cahyee confidance se kam karye poper kam karye menat ke sath kam karye achi se achi tardeng karye takhe es mein koi loess na ho forex mein kam karne kaiyle konwalge ka hona zarori hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                            Allah pak k khzany mun kui kmi ni bs insan ko Allah pak sy mangny ka acha triqa ana chaiy jisy Allah pak chata hai wesy ham ko mngna chaiy or ham jis kam min boht mehnat krty hen or Allah pak ka shukr ada krty hen to ham ko Allah pak mayos ni hony deta blky itna atta krta hai k hmari soch bhe ni hoti utni
                            • #29 Collapse

                              Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                              dears sahi kaha k allah kisi ki bhi mahnat ko waste nhn karta dair ya sawair us ka phal zaror milta hay aur mil kar rehta hay allah taala ko mehnat bahut pasand hay bas kisi ko jaldi mil jata hay aur ksi ko dair se milta zaror hay yeah ap pe depend karta hay k ap ne mehnat jab karni hay focus karna hay aur jab aisy karyn gy to profit bhi mily ga aur jo kam kia ho ga wo bhi...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                                ASSALAM O ALIKUM g bilkul theak kaha hai apny hamen pak forex main kamiyab hony k liye mehnat karni parti hai or mehnat karny sa he kamiyab hoty hain or ALLAH pak kabhi bhe kisi ki mehnat ko zaya nahi karta hai ..jo jitni mehnat karta hai usko utni he kamiyabi milti hai ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X