Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .
    Dear friends humko forex main mehnat say Kam karna chahiy or apney rozana k Kam ko zaroor pora karna chahiy apko apki mehnat ka phal zaroor Miley ga q k Allah pak kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

    han bhai mehnat ka phal bht meetha hota hy is liay sab members ko chahiay kh wh acha bonus lany kaliay kuch kam bhi karin yani kuch members kehty hn kh hmain bonus kam mila hy lakin wh apna kam nh daikhty kh hum ny kitna kam kia tha bhai jitna hmari mehnat ho g hmain kamyabi utna hi mily g mehnat sy sab kam mumkin ho jaty hn
    • #3 Collapse

      Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubeen پيغام ديکھيے
      Dear friends humko forex main mehnat say Kam karna chahiy or apney rozana k Kam ko zaroor pora karna chahiy apko apki mehnat ka phal zaroor Miley ga q k Allah pak kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey ..
      Ji bilkul Allah Pak kisi ki mehnat ko vyast nahin karte Hain hamen jarur hard work karna chahie aur hamen hamare hardwork ka Sila jarur milta hai isliye main samajhta Hun ki Jo log hard worker hote hain vah log jarur successful Ho jaate Hain aur jo log hard worker nahin hote Hain vah log kabhi bhi successful nahin ho sakte hain hard work karna hamare liye bahut hi jaruri hota hai aur tab hi hamen success milati hai
      • #4 Collapse

        Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

        ji hun Allah kisi ki mehant ko zaya nhi kerta mehanti ki mehant aik na aik din zarore rung lati ha aik na aik din wo zarore kamiyab ho jat aha is liay humain bhi apny kam per focus kerna ho ga taky hum bhi aik successful trdaer ban sakein.
        • #5 Collapse

          Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

          g han hamain mhnt karni ho gi aur ALLAH pka mhnti logon ko hi psnd krty hain so hamain is k bary main bi planing karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main kam kar k hi hum cahi trade karni ho gi ta k earn karien agy aur hamain is forum main bi trade ka rk hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi tab hi hum real main earn ho saky gi
          • #6 Collapse

            Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

            Dear friend ap ny sahi kaha agr hum mhnat sy Kam karty hain tu harmari mhnat rang lagi hy Allah hamari I mhnat ko waste nh hony deta jo log mhnat sy Kam Karty Hain Allah ap un ko pasand Krta hy hum ko chahiye ky Pak Forex treading mn mahnat sy Kam Karen Allah py yaqeen rekhin Allah hum ko kamiyabi zaror dy ga jo log Allah py yaqeen Karty Hain wo kabhi bhi nakam nh hoty
            • #7 Collapse

              Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

              Men apki bat say totally agree karta hun dost forex trading ak esa platform hy jahan hamari ak percent ki mehnat b zaya ni hoti is men hum thori si b mehnat karen gy to uska b reward mily ga kion k Allah pak kisi ki b mehnat zaya ni kartay jo jitni mehnat karta hy usko utna reward mil jata hy so pareshan na hon Allah pak har bnday ko uski mehnat ka sila deta hy
              • #8 Collapse

                Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                Allah tala hamesh apny Bandon ko rezq deta hy. Pher chahy woh koi bhi ho. Allah tala hamesh apny Bandon ki koshesh aur mehnat ko zaya Ni krta. Pher chahy woh world ka koi bhi Kam q na ho. Ager koi apny zati Kam per mehnat kry ya pher forex forum men mehnat kry. Allah tala is ki mehnat ka phal zrror Dy ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                  Assalamu Alaikum friends Main ummid Karta Hun ki aap sab theek thaak Honge ji han friend Allah Kisi Ki mehnat Jan Karta Jo log mehnat karte hain Allah Pak unko mehnat ka phal zarur Deta Hai Forex business Mein mehnat karne wale log Hamesha kamyabi Hasil Karte
                  • #10 Collapse

                    Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                    G bilkul bhai jan ap ny tk kaha h Allah pak kise ki b mhynat ko waste ni karta h hmysha kamiyab b vhi hta jis insan k pas mhynat hti ha hm chahy duniya k jis business my b mhynat kary vaha hm success hty hy kamiyabi ki base mhynat ha agar hm forex my dil laga k mhynat karty hy hard work karty hy ek achi soch k st to Allah pak hamare mhynat ka ajar zaror data ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                      Assalamu Alaikum ji han bhai Allah Pak Kisi Ki mehnat ko se nahin karte koi bhi kam ho Hamen mehnat se karna chahie Chahe vah World ka ho ya Koi Aur Ho minut se zayia nahin jaati Ek na Ek Din Rang lati Hai aur Hamen chahie Ham Hamesha Ki Tarah mehnat Karte Rahen
                      • #12 Collapse

                        Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                        Ji haan bhai Pakistan Forex Mein Jo Bhi hamesha mehnat karta hai use uska achcha Sa fayda zarur Hasil Hota haiPakistan Forex Mein Hamen chahie Khoob mehnat Se Hi Kam Karen achcha knowledge experience usmein extend karen to acchi kamyabi Hasil ho jayegi isliye Pakistan Forex all world mein bahut famous business kaha Kiya hai Khoob achcha time invest Karen lapak Hamen mehnat ka fal harchura dega
                        • #13 Collapse

                          Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                          ALLAH PAK keise be mahnet ko zaya naho karta hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai raat mai be kam ari sakty hain hum iss maa din mai be kam kaeir sakty hain hum is mai out off balancce accoutn b ana kar be kam kari sakty hain hum is mai agare greeyd ban ky kaam kary gy to hamy loss ho jyg a
                          • #14 Collapse

                            Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                            G blkol allha Pak har kisi ko kmyab deta hy Jo bhi mhnat krta hy allha Pak is ki mhnat ko kmyab krta hyis ly ham ko chy k ham is kly mhnat at Kam krain to bhot acha ho ga is ly Jo log mhnat sy Kam krty Hain on konkmyabi zarori milti hy is ly ham ko chy k ham mhnat sy Kam krain to bhot acha h ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Allah kisi ki mehnat ko zaya nhi kartey .

                              Koshish karen Jab Bhi mehnat karna chah rahe hain to is hisab Se Kare Ki Mahindra right direction mein ho rahi ho Jab aapki mehnat right direction Mein Hogi tab aap Logon ki mehnat kabhi bhi nahin Hogi proper way ko istemal Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X