Kya trade ke liye experience zaroori hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

    G han dear bilkul trading k liay experience bahoot he zarori hy humain agr experience nahi hoga too hum trading nahi kar sakty aur experience k liay humain demo account py zyada sy zyada kaam karna chbaye tabb he hum is main apna experience hasil kar skaty hain aur paisy kama sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

      experience bahut important hai agar hamen experience nahin Hai to Ham trading nahin kar sakenge Kyunki trade karna just Koi Lot open karna nahin hai. Aapko analysis karna hota hai. Agar aapka analysis theek hoga to hi aapko profit hoga Agar aapka analysis wrong hoga to aapko loss hoga isliye bahut itihaas se kam karna padta hai Taki hamen profit Ho loss Na Ho
      • #18 Collapse

        Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

        hamy experience gaun kar ky trading karne ho ge pher he hum pasia kama skay gy forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is maai agar bager learning ky kama kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm naahi htoa forex pakistan mai legal business ban cuka hain
        • #19 Collapse

          Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

          yes dear trading karny ky liye trading ka experience aur knowledge bhi hona bhut zarori hy kun kay agar humary pas trading ka experience nahi hoga to hum ache trading kasisy karen gy aur trading ka hum knowledge bhihona chahiye kun ky knowledge ky baghir hum trading nahi kar skty hain ess liye ya dono chhezen trading mein ache earning ky liye bhut zaroori hy
          • #20 Collapse

            Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

            G bilkol aesa he hai apki bat say agree hai bat yai hai ka trade ka kam ka leye experience zarori huta hai ku ka experience ka bagair tu koi bhe kam nahi husakta hi ka humy chaheyai ka hum apny ap ko bilkol sai tarha kam karna huga agr insan ka proper dil say kam karay tu hum achi tarha kam kar sakty hi acha say kam kar sakty ahi
            • #21 Collapse

              Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

              Han g Pakistan forex min thread krny k ley experience kya knowledge bhe lazmi hi or boht waqt lgts hai thread krny min smjny min pak forex min kmiyab hony k ley mehnat krna zarori hai or experience bhe lazmi hi
              • #22 Collapse

                Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                Dear ap na bhut hi acha sawal kia h forex main trader k experince ho ga tb hi wo trading kar sakta h hamin forex ka mutaliq knowldge hasil karna chihey hamin is main mahnat aur lagan k sath kam karin gay tw hi faida ho ga hamin trading k experince demo account per practice karny sy hasil kia ja sakta h hamin lazmi rulles ko follow karna chihey
                • #23 Collapse

                  Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                  g dear trading kely experince bahut zarori hy.frex ik acha online busnes hy .so hamen chahy keh hum apna expences gain karen.senior sy rehnomai lain.in ky thread perhen.kun keh posten aur thread knowldge ka bahut bara zareya hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                    Yes bro ap bilkul thk kh rhe hain trade lgany k leye hm expert hona zrori ha forex maie hmy jitni achi trade krni ha to hmy mhnt or knowledge k sath trade kary tb he hm achy traders bn skty or or acha earn hasil kr skty hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                      g bilkul trading main expert hony k liye hamen cheye k hamesha apny pas acha experience rakhen phir he hamen trade karni cheye or kabhi bhe risky kam nahi karna cheye ..apk forex main hamen experience base par he hum kamiyab hoty hain ..
                      • #26 Collapse

                        Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                        trade k liye Experience ki zaroorat hai g haan dear forex trading Mein trading karte hue experience ki bahut zyada zarurat Hoti Hai kyun k experience ki wajah Se Hi Hamen trading ke bare mein concept aatey hain aur trading ke bare mein sahi knowledge hoti hai is liye Hamen experience ko Hasil karne ke liye demo account per bahut zyada practice Karni chahiye kyun k demo account per practice Karte Hain to is se hamara fayda hota hai forex mein experience Ka Hona bahut zaruri Hota Hai jis trader ke paas experience hota hai aur jo trading karne ke liye learning Karta Hai wohh trader hamesha Kamyab hota hai forex main experience ke liye Hi learning karne mein kamyabi milti hai Hamen demo account per bahut zyada practice Karni chahiye isse hamara fayda Hota Hai Apna time waste mat kiya Karen kyun k Jo time waste Karenge agar use time Ham Forex ki learning kar lenge to is se Hamen zyada fayda Hoga or experience ayega humein knowledge Hasil karne ke liye market ki learning karni hogi is hi wajah se humein faida hoga humein zyada Se zyada Experience Hasil karne k liye demo account per time spend karna chahiye is se humein buhat zaida faida hota hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tani1234 پيغام ديکھيے
                          Dear Forex members trade ke liye expert Hona zaroori hai expert hone ke liye Ye aap zyada Se zyada mehnat Karen aur Forex ke bare mein knowledge Hasil Karen Tu Hi aap. Aap trade Karke profit Hasil kar Sakenge Aapka kya Khyal hai?
                          Ji bilkul trading karne ke liye learning karna to bahut hi jyada important hai agar aapko Ek chij ke bare mein pata hi nahin hoga to aap usmein kam Kaise Karoge aur FIR use se success Kis Tarah Se Hasil Karoge
                          • #28 Collapse

                            Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                            For successful forex trading, it is very much important to make the profit consistently and reducing the loss as much as possible. Making profit is the main motto of every trader. To do this you need a lot of experience. Without experience you can not make money. To become an expert you need to know all the latest information and knowledge about forex. As a trader, I gather all information and knowledge from AtoZ Markets. They are very helpful and reliable. They provide Brokers' Reviews, Financial Advice, Different types of analysis and all kinds of the latest information about the forex market.
                            • #29 Collapse

                              Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                              Yess dear trade k liye knowledge bht zaruri hai q k learning se hi earning hti hai aur trading k liye apko ziada se ziada mehnat kreny ki zarurat hai aur jitna ziada AP k pas knowledge hoga apko trading men utna hi profit hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                                Trading karne ke liye experience Ka Hona bahut Jaruri hota hai isliye AAP Sab Ko chahie ki aap sab Apna experience gain Karte Rahen Kyunki aap experience Jitna Jyada gain Karenge aap ko utna. Hi jyada trading karne mein fayda Hoga aur aap utna. Hi acchi Tarah Se trading Karke acchi earning kar Payenge isliye acchi earning karne ke liye aur acchi trading karne ke liye jaruri hai ki aap acchi Tarah Se Apna knowledge or experience gain Karte Rahen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X