Kya trade ke liye experience zaroori hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya trade ke liye experience zaroori hai???
    Dear Forex members trade ke liye expert Hona zaroori hai expert hone ke liye Ye aap zyada Se zyada mehnat Karen aur Forex ke bare mein knowledge Hasil Karen Tu Hi aap. Aap trade Karke profit Hasil kar Sakenge Aapka kya Khyal hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

    Asalaam Aekum dear g apki bt bilkul thk h trading ke ley experience ka hona bht zurori h qk experience ke baghr agr hm trad lgate hn to hmen lost hota h agr hm chahte hn hmen lost na ho to hmen forex m experience hasil KR ke hi entery leni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

      trade lagany ky liey experience ke zarorat hote hain hum experience demo account main rozana 2 ganty ke practice ky bad hasil karty hain hamy trade lagany ky har rules ko follow karna chahey agar hum aik dafa galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss main ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahey hamy soch samj kar trade open karne chahey
      • #4 Collapse

        Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

        G haan trade k.liye experience bhut zarori hy.. Agar ap bina experience k trade lgaien gy to apko.loss hony k chance zyada hoty hen.. Behtr hy k trade lgany sy pehly ap demo account p practice kren r kisi senior sy rahnumai len..
        • #5 Collapse

          Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

          G bilkul forex trading k lya experienced hona bhot bhot zruri hai. R forex tradinging experience hameen demo account par practise karne sa hasil hoga. Forex demo account par ham jitni practice kareen ga hamara experience utna hi zyada hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

            Ji brother trade ke liye expert hona zaroori hai aur ismein mehnat aur knowledge donon ki Zaroorat hai Jitna knowledge hoga itne Kamyab trader Ban sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain knowledge ke bagair Tu Insan aur Hawan Mein Koi Fark Nahin yah knowledge hi hai jo Man Aur animal Mein Fark karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

              G bhai trade lagany k liye achy experience ka huna bht zarori hy q k jab tak ap apna experience sai nahi krty tab tak apko koo faida bhi nahi huta aur apko iska bksan huta hybjis ki waja se apka acount wash hujata hy aur apko faida bhi nahi huta hy
              • #8 Collapse

                Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                G han dost forex pakistan mein humein trading karney k leiye expereince bahut hi zaroori hai warna es k baghair hum yahan par sahi trading nahi kar sakein gey jis ki wajah se phir hum ko es business mein loss uthana parey ga es leiye dostu es forum mein pehley trading ka expereince hasil karu apney demo account se aur phir apney real account par tarding karu.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                  Achi trading k liye experience ka hona boht zarori hai experience ko hasil aur increase krny k liye aap different sources use krty hein jis mein demo sb se pehly hai is k bad aap kisi expert trader ko bhi follow kr sakty hein jo apko guide krega k trading kaisy krni hai risk kahan lena hai aur kis pair mein nhi lena experience se aap market se profit hasil krny mein kamyab ho jaty hein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                    G Han treading kliy experience zrori Hy. Likin experience sy zeyada knowledge ki zarorat Hy. Ager knowledge aur experience na ho to pher to loss he hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                      Forex trading men kamyabi k liay experience sub se important tool hey kiun k forex trading men bonus ho ya investment kamyabi tu experience se hi milti hey aur bagher experience k trading men loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular trading start karen tu experience bhi increase hota hey aur jaldi kamyabi bhi mil jati hey
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                        hamain is k bary main learning karni ho gi aur apny expeirence k mutabiq hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forummain bi trade kar k hi hum real main bi trade karny main bi koi mushil na ho saky gi aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur earning karien gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tani1234 پيغام ديکھيے
                          Dear Forex members trade ke liye expert Hona zaroori hai expert hone ke liye Ye aap zyada Se zyada mehnat Karen aur Forex ke bare mein knowledge Hasil Karen Tu Hi aap. Aap trade Karke profit Hasil kar Sakenge Aapka kya Khyal hai?
                          Ji bilkul trading karne ke liye experience Ka Hona jaruri hai Agar aapke pass experience hi nahin hoga aur Market ki information bhi nahin Hogi to aapko market ki moment Ka Pata bhi nahin Hoga aur na hi aap Achcha kam kar Sakoge
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                            G dost trading ke liye experience ka hona bohat zaroori ha achy trading ke liye acha aur ziyada experience lazmi ha is ki bohat value ha forex me ap is ke beghair kabhi bhi forex me aik kamiyab trader nahi ban sakte experience ha to apko forex me bohat asaani ha aur agar apke pas experience nahi ha to apko forex me bohat mushkil hogy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya trade ke liye experience zaroori hai???

                              Ji bilkul trade karne ke liye experience hona lazmi hai Jitna acche experience Hoga itni acchi trade Ham kar sakte hain Agar trade mein experience hi nahin hoga to trade Mein loss ho sakta hai balki loss hone ke chances bahut badh Jaate Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X