Forex halal hai ya Haram...???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex halal hai ya Haram...???

    Forex aik business hai aur is pe hum mehnat kerty Hain daily work kerty Hain aur is pe mehnat krny ka humen bounis milta hai aur phir us bounis k sath hum investment ki bajae business kerty Hain aur profit hasil kerty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex halal hai ya Haram...???

      dekhen bhai ye ek legal businesss he hai hum yahan haram shayad nahi kamaty hum yahan mehnat karty hain or apna acha khasa demagh yahan par use karty hain tabhi kamiyab hoty hain ..hamen pak forex main learning or mehnat karni hoti hai usky bad he hum kamiyab hoty hain or earn bhe karty hain ...bina mehnat k kamai jo hoti hai shayad wo haram hoti hai magar hum yahan mehnat karty hain tabhi kamaty hain ...
      • #18 Collapse

        Re: Forex halal hai ya Haram...???

        forex totally halal ha kuyn ka ye nafa or nuksan ka asol pa kam karta ha isma koi sood shamil nahe or islam main isa jaiz qara dia gaya hai islia ye ek halal kam ha
        • #19 Collapse

          Re: Forex halal hai ya Haram...???

          Respected members Forex trading len Den ka business currency ka len Den Kiya jata hai aur jo tajarat Hai vah Islam Mein Halal hai aapko chahie ke Iske bare mein research kar leni chahie FIR isko join karna chahie Forex trading 1 Halal business hai is Mein Jitna ho sake utna De Apna knowledge improve Karen aur Kamyab bane
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex halal hai ya Haram...???

            Dear jab bhi aap Kisi kam Mein mehnat karte hain working Karte Hain To Mere Khyal se vah Halal hi hota hai haram Nahin Hota isliye aapane Agar ismein working karni hai to aap ine Baton per focus karne ki vajah mehnat Karen aur apne kaam mein kamyabi Hasil karne ki koshish karen agar aap ine Baton Mein a gaye to aap kabhi bhi Apne kam Mein Kamyab Nahin Ho Sakenge aap Har Baat Mein ulajh kar rahe ho jaenge

            اب آن لائن

            Working...
            X