Forex halal hai ya Haram...???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex halal hai ya Haram...???
    Forex halal hai ya haram hamen isase karne ki ijaajat Islam ne Di hai ya nahin Di hamen yah karni chahie ya nahin karni chahie forex trading karni chahie ya nahin karni chahie..???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex halal hai ya Haram...???

    Forex ma halal ya haram ka kuch ni kaha ja sakta, kuch log esy haram kehty hai kiu k es k paiso ka kuch pata ni chalta k wo kaha sy aty hai or kidar ko jaty hai, but kuch log ese halal kehty hai kiu k es ma mehnat bhot zayada hai or loss b zayada hota hai, profit kbi kbi hota hai,
    • #3 Collapse

      Re: Forex halal hai ya Haram...???

      bhai yh aik legal business hy or is main profit bhi hota hy or loss bhi jis business main loss na ho wh haram hota hy yh islam ky ain asoln ky mutabik bnaya gya hy is liay yh ak halal business hy or yh online hy is ko her members join ker sakty hn yh bht hi asan hy lakin is main mehnat ki bht zarorat hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex halal hai ya Haram...???

        Forex halal hya iss may koi sak nahi iss may tagarat kartya hya hum or tagarat may hram nahi hota or iss mya hum bamani bhi nahi kar saktya iss liya ya hllal hya or hum ko iss may mahnat karni chya
        • #5 Collapse

          Re: Forex halal hai ya Haram...???

          It is halal.
          • #6 Collapse

            Re: Forex halal hai ya Haram...???

            Mehnat jis kaam ho woh halaal hota h r jis kaam m business related ho woh b i think halaal hota hai baaki ab hm koe molvi to nhi h jo bta saken ksi molvi c pioch len
            Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
            • #7 Collapse

              Re: Forex halal hai ya Haram...???

              m,y dear and respected members yahan esy mouzo per discusion nahee ki jati ap trading ker rahy hein to ker lein apko jesa best laghta hy ager haraam hein to cvhor dein or ager halal ho to kerty rahin ap ksi achy ustad k sath mashwra ker lein forex bhut hi acha bussniss hy ham yahan jo bho kaam kerty hein hamin uska bouns mil sakta hy ..
              • #8 Collapse

                Re: Forex halal hai ya Haram...???

                G yeh question bilkul thek hy kh forex trading halal hy ya haram dekho yeh aik asool hy kh jhan kam krty ho jb kam khtm ho jata hy to woh ap ko kam khtm krny k bad ap ko kam krny k paisy milty hn agr ap ny acha kam kia hy to woh mazeed ap ko achy paisy dy ga is liye kam krna koi gunah ni hy is mn hum member jitni zayada post krty hn utny zayada paisy aur profit hasil hota hy kunkh hum forex trading mn post share krty hn nah k kisi k agy hath to ni philaty apno haton sy post likhty hn r jitni achi post hoti hy utna he knowledge r experience mn izafa r profit mn bhi bhot fayda hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex halal hai ya Haram...???

                  Forex mein different logon k different views hain kyun keh kch log kehtay hain haram hai kch log kehtay hain keh halal hai is liay yeh kehna mushkil hai keh yeh halal hai ya haram wesy tu islami point of view se yeh sari bataein positive hain keh is mein loss or profit bhi hai lekin aik hi chez hai keh jis mein trade krain woh hamray in hand hona zarori hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex halal hai ya Haram...???

                    Forex totally halal Hai Ham isko easily liye kar sakte hain. Koi issue nahin Hai main ulama se discuss kiya hai ya aur ham aasani se isko kar sakte hain aur yahan per maje kahunga ke ye Ek ikhtalafi masla hai lekin ulama ne iski ijaazat Di Hai aap pe depend karta hai ki aap kis ko mante hain aur jab aap kiska bhi manenge to usko aapko follow Karna lajmi Hai ab chahe vah kiska Hai yah aapke hak Mein Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex halal hai ya Haram...???

                      Ji han brother aapane yah Baat bilkul sahi kahi hay k Forex Islam Mein haram hai ya Halal to Iske bare Mein Kuchh log to kehte hain Ki yah Halal hai aur kuchh Kahate Hain Ki haram hai iska Kisi Ko Maloom Nahin ke uska matlab rakam kahan se I hai aur kahan gayi hai isliye Is ke bare Mein Kuchh Nahin kaha ja Sakta
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex halal hai ya Haram...???

                        is ky vary mein mera khayal ha key for ex haram ha kyo key hamary is mein mahnat hot I ha our mehnat kabhi haram nahi Hoyt balky halal hoti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex halal hai ya Haram...???

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsalman پيغام ديکھيے
                          Forex halal hai ya haram hamen isase karne ki ijaajat Islam ne Di hai ya nahin Di hamen yah karni chahie ya nahin karni chahie forex trading karni chahie ya nahin karni chahie..???
                          Bhai Agar aapane yah baat puchni hai to Kisi Bade Alim Se Pucho Yahan per Jo log kam Karte Hain Unki Itni knowledge nahin hai ki aapko automatic reply kar sake isliye aap Kisi Bade Alim Se poochh Kar yah jawab lo
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex halal hai ya Haram...???

                            Mere khayal sy jis business maie loss or profit dono ho wo business hall hota ga ye to hm py depend hota ha k hm forex k peso ko kis trhn istemal kr rhe hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex halal hai ya Haram...???

                              Forex Fourm ka business best.business hy.forex forum ka business online international business hy forex forum ka business kamyab business hy ks se jo kam kerty hain wo mrmber is business mein achi earining ker rhy hain kamab ho rhy hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X