forex is halal or haram in islam?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    es k baray min mujh ko ni pata or na he es k baray main koi vat suni hai k ye kia hai haram ya halal hai forex
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      my dear friend, many peoples post this question daily, and i was also confused in first and i also think that we work in this business by our hands then how it will be haram for us, then a friend post a written fatwa that forex is halal,,
      • #33 Collapse

        forxe islam mai halaal hai aur jaha tak mainay para hai net se search ki hai ye halaal hai
        • #34 Collapse

          Brother aapnay bhot achi thread ki hai aur mujeh aapki thread bhot achi lagia kunkay yeh ek assa sawal hai jiss kay baray mein har musalman janna chahata hai aur mein iss per yeh kehna chata hoon kay yeh 100% hala hai kunkay iss mien Islamic account hai aur iss per meinay alam-e-deen say baat ki hai oun ki guftu gu say sabit hota hai kay ek halal hai.
          • #35 Collapse

            g ya main nai janta main forex ka bussiness kyia hy iss ka mughy koi illam nahie hy i think kay joo bussines main insan mahnat kertha hy woo bussiness halal hooooo
            • #36 Collapse

              asalam o alikum! friend i think forex haram nahi hain keun k es business main profit bhi hota hain or loss bhi or es main mehnat bhi hoti hain es liye ye haram nahi hain
               
              • #37 Collapse

                jee bhai jes business main mehnt ki jye wo business kabhi haram nahi ho sakta aap es ko kar sakte hain ye business haram nahi hain
                   
                • #38 Collapse

                  jee haan forex aik acha business hain es main aap mehnat karte ho or es main aap ko profit bhi ho sakta hain or loss bhi ho sakta hain es liye ye haram nahi ho sakta............................................. ....................................
                   
                  • #39 Collapse

                    mery bhai iss me khud mehnat karni ha ku k iss me koi ye to nahi k paisy rakh k beth mry knowledge k mutabik bhi yea haram ni hy q k is main loss or profit hta hy
                    • #40 Collapse

                      jahan tak forex ki baat ha to main aap ko batata chalun ke forex se kamaya hua hr aik aik paisa islam main halaal ha kiun ke islam main halal cheez wo hoti ha jis ko mehnat mazdoori se kamaya gaya ho aur forex forum bhi issi principle pe kaam krta ha ke jitni mehnat karo utna earn kr lo
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: daninawaz1 پيغام ديکھيے
                        doston mara sawal ya hy k forex is halal or haram in islam? but according to my knowledge ya haram ni hy q k is m sood ni hy or mehnat sy ham log currency laty or bachty han
                        yes of course........... FOREX IS HALAL IN ISLAM.. YAE PART TIME JOB KI TARHA HAI HAM YHN MEHNAT KAR K APNI SKILLS SHOW KARTY HAIN OR TRADING KAR K EARNNNING KARTY HAIN....
                        • #42 Collapse

                          this very important question but mera khyal he k ye halal rozi q k iss me bohat mehnat lagai jati hai or mehnat ki rozi halal rozi hoti hai.
                          • #43 Collapse

                            bohat acha sawal hai kuch log forex ko haraam samjhty hain per ye haram bilkul nbi nahi hai ku k yaha hamain profit bi ho sakta hai aur loss bi dosry business ki tarha ye bi aik business hain so ye haraam nahi hai
                            • #44 Collapse

                              ji haan dear wesay mujhay itni to knowledge nahi hay mager mairay khyaal mai forex islam mai haram nahi hay halal job hai ku kay hum is bussniss mai bhut mahnat kartay hain and yai bhut achaa busniss hai hamay chaiye kay hum is bussniss mai bhut ,mahnat karen and mahnat wala kammharam nahi hota,........................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                AOA. bhai shb ap ka swal buhat acha ku k san sai pehly ham ko yehii sov=chna chahiay btt bat ye hai k mery bhai iss me khud mehnat karni ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X