forex is halal or haram in islam?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: daninawaz1 پيغام ديکھيے
    doston mara sawal ya hy k forex is halal or haram in islam? but according to my knowledge ya haram ni hy q k is m sood ni hy or mehnat sy ham log currency laty or bachty han
    my brother...............it is a good question but i don't think so ya haram ha jab tak ham forex pa posting kr rha hai mager ham jab trade kr rha hota hai to wo ak tarha ha jowa hota ha jo islam mai halal nhe ha.......per ap ko is ka bara mai kese molve sa pochna chahia.........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      jis kam mein mehnat ki jaye to to wo kabhi b haram ni ho skta . forex trading main ham phly mehnat kr k experiance gain krty hain or trading krty hainn jis k against hamain profit b ho skta he or loss b.se mere khyal mein ye haram ni he.agy khuda behter janany wala he.
      • #48 Collapse

        well jnab , ap en jo thread kara ehin tu bai mein yeh kahoon gee k yeh halaal ehin , q k iss mein hm mehnat kartay ehin n hmko bonus ki sorat emin pay mlty hein k hm jtnay posts karain gein tu usi hisab se hee hmko bonus dia jahay ga
        • #49 Collapse

          janab forex aek complete halal business hai kun ke is main ap ko loss bhi ho sakta hai or is main ap ko hard work bhi karna hota hai or is main profit ki koi ratio nahi hoti hai or ap ko loss bhi ho sakta hai
          • #50 Collapse

            bro hum logon ka almiya yeh hai kai koi kam shorow kartay nai hain aur halal aur haram ki behas main pehlay hi parh jatay hain bhai mujhay sirf koi itna bata day kon aisa shaks hai jo har kam halal karta hai daily life main.
            • #51 Collapse

              dear forex ak halaal business hai jismai ham ak cheez khareeb kar rakh letya hai aur baad mai kemat barnay par sale kar detay hai so ye halaaal hai
              • #52 Collapse

                nhe je mujhe mhe lagta kay ye haram hay kio kay ham posting kar kay apny bounas sy trading karty hay mujhe mazeed information nhe hay kay ye kia hay halal kay haram
                • #53 Collapse

                  brother forex is halal kuw kay her wo business halal hai jiss may aap ko lose aur profit 2no ho iss leeye forex business halal hai aur aap yeha islamic swap free ker kay bhi kam ker sakte hai aur halal tareeke say earn ker sakte hai .
                  • #54 Collapse

                    Forex is simply a business aur business karna kuch aisa bura amal nahi hae, Ap is forex ko islam k trazu mein kiun tolte ho agar lazmi satisfaction chahiay to kisi aalam sb se discuss karen.
                    • #55 Collapse

                      Forex trading business is halal in Islam . . Because we spend our money on this business and learning techniques and hard work and fully gain a income with loss . . It's a real business . .
                      • #56 Collapse

                        ye trade ha mtlab tijarat ha kisi cheez ka lain dain ha r islam ma to ye ibaadat ka darja rakhti ha r yahan tk kaha gya ha k ''RIZQ K 9 HISSY TIJARAT MA HN R BAKI HR KAAM MA EK HISSA HA''
                        • #57 Collapse

                          bhai jaan mai is bare mai apko nhe bta sakta hai waisay haraam k means wo hota hai jis per apko kuch kaam karna nhe ho and paisa apko milta jaye per is mai to hum kaam karte hai
                          • #58 Collapse

                            yeh ap ky liyh halal yah haram hain yeh ap ko koi molvie ky muswry per aie pta chelain ga or ap ko bth dhun wesain forex my akh asi option hain jiss sy ap ko swap free account ban sktain hain or ap sood sy buch sktain or is my curenci ka lain dain hota hain or ap ko bth dhun ap is my akh acha profit ban sktian hain.
                            • #59 Collapse

                              asalam o alaikum dear members ap ne jo bhi account khulwan hai us mein se swap free account select krna ta k apka kam bhi na tootay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: daninawaz1 پيغام ديکھيے
                                doston mara sawal ya hy k forex is halal or haram in islam? but according to my knowledge ya haram ni hy q k is m sood ni hy or mehnat sy ham log currency laty or bachty han
                                boht sy log es pe sawal kr chuky hn yar ab mjy ni pata k ye halal hy ya haram hy ap log aalm s q ni puchty ta k wo ap ko behta bata sky q k yaha pe to ksi ko ni pata k ye thk hy ya ni

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X