forex is halal or haram in islam?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    The answer is 50, 50. Haram b hai or halal b. Is sb ka inhisaaar is baat py hai ap trading kis tarah or kis account me kr rhy ho.
    As a muslim, we should use the account type "swap free".
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mere khayal k mutabiq ye halal he wo is liye k agar ap ko sirf profit hota he to wo haram he lekin agar ap ko is me loss or profit brabr he to ap k liye ye halal he baki ap ki aalim se poch len
      • #18 Collapse

        assalam o alaikum brother. your question is very importent because as muslim we should think about ever job that is halal or haram before starting.i dont know with islamic refrence but my point of view is that forex trading is halal because if we do will work then we will earn money other wise no. if we will not work then we have no any loss.
        • #19 Collapse

          g nhai jan ap ki bt bilkul thk h ye kam sud se pak h or hum is me mehnat kar k paisy kamaty hen this is a very gud business
          or ye business harm nhe h.
          • #20 Collapse

            forex islam main halal ha aur aap ko is profit be hota ha ur aap ko loss ka bi samana karna parta ha is liye aap ko is main bht se chances hote hain ke aap is main bht sa kmain aur bht sa profit hasil karen
            • #21 Collapse

              mery khayal ma forex 2 tarha sy ho sakti ha ye halal bi ho sakti ha or haram bi ku k ager jo log forex ma apna paisa invest kar k trading karty ha to wo haram ha lkn ager ap forum par puri mehnat sy balance bana kar trade karty ha to ye halal ha ku k is ma ap ki mehnat ha or mehnat hi insan ka risk e halal kamany ka zareya ha.
              • #22 Collapse

                je bhai je forex trading halal hay ya haram es kay baray mein tu aik mufti sahab he aap ko theik say btta saktay hein q k aap ka sawal islami hay ye aap us mufti sahab say puchein jo online business kay baray mein janta ho aur un ko jaded masahl ka ilam ho
                • #23 Collapse

                  forex halal hai aur har musli is work ko kar sakta hai koi aisa nahin keh sakta ki yeh haram hai kion ki koi bhi aisa kam jis main profit aur loss dono hon vo khabi bhi haram nahin hota
                  • #24 Collapse

                    ]my dera her wo kam jis me ap mehnat krty ho ho or kisi ka loss nahi krty ya kisi ko takleef nahe daty wo hala e hota he haram to wo hota he jo mehnat ky bagir kmaya jay
                    • #25 Collapse

                      forex ak esa business hai jo puri dunia me kia jaa raha hai our bht se islami counrties me b ho raha hai .jesy ke ham janty ha ke forex ak business ha isi liy ye haalal ha
                      For signals and info and also skrill deal only intersted people add...
                      My Skype id is>>> Sunny.Forex:o
                      • #26 Collapse

                        Forex aik halal business hai ye haram nh hai kyn k is mai hum mehnt sy earn krty hain so ye halal business hai ap jb koi kam apny hath sy kr k aur jaiz treeqy sy paisy kmaty hain to wo haram nh ho skta halal ho ga..
                        • #27 Collapse

                          forex trading platform bilkul halal hai kukay log yahaan par mesnat say kam kar kay paisay kamty hai jo ka islam may halal hai na ka haram
                          • #28 Collapse

                            Assalam o alaikum
                            Doston islam mai sood haram hy jis bhi tarha liya ho forex traiding mai bhi yahi chakkar hy yahan ap jb account banate hy tu waha option ata hy swap acount and swap free account.
                            Agr ap sawap account chose kartey hain tu ap ki earning haram ho jati hy
                            And agr swap free account banatey hain tu ap ki earning hala ho jati hy
                            • #29 Collapse

                              Being a muslim its our duty that we must have to be knowledge about this, in my knowledge and understading forex is halal in islam because its fulfill all of islamic requirment which is mondetory in islam. and its alos legal business in pakistan
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                look brother koi b kam karny sy pahly hamain ye zaror sochna chahiye k wo kam halal hai ya haram or jahan tak forex business ki bat hai to mujhy nahi lagta k ye kam haram hai kun k hum is ma mahnat karty hain or apna muawza hasil karty hain or is main kisi kisam sood nahi shamil hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X