New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

    Jin logo ko forex ke smj ha un k leye posting koi muskil nhi hn new members jo f6 ko nhi samjty in k leye bht muskil start maie hota ha phr ihestaihesta smjh jaty hain or achi post krty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

      yes, new members have faced too much difficulties in the posting because they not able to know the terms and conditions of the forex trading.They needed the proper guidelines which help them to earn maximum with the less work. If strategy is proper and according tp forex forum then it is usful for newly enter members in the Forex trading and any other trading platform.
      • #18 Collapse

        Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

        Ji han bilkul sahi hai ke new members ke liye Shuru Shuru mein post karna bahut Mushkil Hota Hai Agar new members Dil lagakar mehnat Karen to vo bhi Aastha Aastha Forex ke bare mein jaane ke bad unke Liye bhi. Post karna Aasan Ho Jaati Hai isliye mere doston ghabrana Nahin balke zyada Se zyada mehnat Karke Forex Mein Hamen Kamyab hona hai
        • #19 Collapse

          Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

          G han dear bilkul new member ko bhot mushkil ka samna kerna prta hy ager posting start mein kerte han to mushkil zror hoti hy kuin ke new ke pass knowledge nahi hota hy jiase jiase wo time guzrte han utna un ka experience gain hota hu tab wo aik time ke bad posts quality wali kerte han to bonus bhe acha milne lagta hy es liye posting quality mein kerni cheye
          • #20 Collapse

            Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

            Ji bilkul aapke sath agri hun. Hamen new members ki Hosla afzai Karni chahie aur unhen posting mein aane wale missile se Agar karna chahie aur unko lead karna chahie Shuru Shuru Mein Sabko missile hote hain lekin time ke sath sab sikh Jaate Hain
            • #21 Collapse

              Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

              ji han bahut difficult lagta hai kya jo bhi new member hote hain. Kyunki aasan Kam lagta Hai jarur hai. Lekin hi nahin Hai is mein bahut mehnat lagti Hai hai aur time Dena padta hai isliye Jab unko really karna padta hai to unhen problem hoti Hai to hamen aisa kam karna chahie hamen problem pila ho, aur hamara kam bhi achcha ho to apna time table set Karen aur use per kam Karen aur achcha kam karne ki koshish karen koi bhi kisi ki cheating nahin Karni chahie.
              • #22 Collapse

                Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                Kio k un ki typing bhi slow hoti hy our un ko itna khas pta bhi nai hota hy k unho ny kiya likhna hy agr ham sai sahi ham kam kry agr ham sahi sahi ham kam krty hy to hamay sagi sahi kam kry agr ham sahi sahi ham kam kry gy to ham sahi ham kam kry gy to hamy acha faida hoga agr ham sahi achi ham mynat kry gy to ham kafi zeada ham achi trha sy ham. Kamyab ho sgty hy
                • #23 Collapse

                  Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                  aslam aslamo alikum dear freinds. gah shuru shru main posting kerna bohat mushkil lagta ha.is main kaam kernywala bor hona shuru ho jata ha.or chahta ha k main is borig kaam sy shotraka pa lun.lakin agher hum is kaam ko timetable k sath kery to y kaam boring nahi hota balk humara kaam b ho jata ha or free time b mil jata ha.
                  • #24 Collapse

                    Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                    ji.haan bilkul dear ye baat bilkul sahi hai new members ke liye bilkul posting karna mushkil hota hai new members ke liye kafi problems ko face karna hota hai dears hum bhi kabhi new the humne bhi kafi problems kafi jadojehed or mehnat ke baad kuch thora boht seekha hai new members bhi seekh jayege waqt ke sath sab kuch sekh jayege
                    • #25 Collapse

                      Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                      Dears yeah sirf posting ki haad tak nhn balk jo bhi kaam karyn start main ap ko bahut tough lagta hay lakin phr ahista ahista ap ki routine set ho jati hay aur ap ko bahut profit milta hay aur jaisy jaisy routine set hoti hay to ap perfect hoty jaty hain aur jab ap ka experience barhata hay to phr kaam main interest bhi paida hota hay aur phr mushkil kaam bhi mushkil nhn lagta hay,.....
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                        starting Mein posting karne mein Mushkil hoti hai ji haan dear Jo new member hote hain unko starting Mein posting karne mein bahut zyada time lagta hai kyun k unko aadat nahin Hoti posting karne ki new member ko hamesha Mushkil Hoti Hai posting karne mein hamesha Ham Jab zyada mehnat karte hain to uski wajah se Ham Kamyab hote hain Forex Mein mehnat karne wala trader hi Forex Mein Kamyab Hota Hai har member ko Forex Mein zyada Se zyada hard working Karte rahna chahiye Jab Ham forex mein zyada hard working Karenge to Hamen success milegi Forex Mein success Hasil karne ke liye mehnat karna bahut zaruri Hota Hai Aur forex mein mehnat karna hamare liye bahut zyada zaruri hai mehnat karne se Ham Aur Forex mein Kamyab ho sakte hain aur demo account per zyada Se zyada practise Karne Se hamara experience bharega isliye Hamen demo account per zyada Se zyada practise karni chahiye kyun k demo account hamari practice ke liye Hota Hai aur jab Ham demo account per bahut zyada practice Karte Hain to is se hamara bahut zyada fayda hota hai Forex trading Mein demo account per zyada time spend karna chahiye demo account per time spend karne se experience bhi aayega aur trading karne ka tarika bhi aaega yah hamesha zyada Se zyada mehnat Karne ki wajah Se Hota Hai har trader ko har member ko is mein zyada Se zyada mehnat karni chahiye woh mehnat karne wala trader hi Forex Mein Kamyab hota hai proper time ke sath time table k management bana kar Ham Forex mein time de kar time spend Kar ke learning bhi kar sakte hain aur hardworking bhi kar sakte hain uski wajah se Ham mein kamyabi milti hai aur is ki wajah se Ham Kamyab hote Hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X