New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai
    Meny dekha hai new members forum pe starting mein boht mushkil se posting krty hein aik post create krny mein kafi waqt lg jata hai unko samjh nhi ati kia likhen aksar dafa woh thak jaty hein us waqt unko guidance ki boht zarorat hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

    Yes new member k pass enough knowledge ni hoti, wo sochta hai k pata ni kiya kiya lekhna hai, but jb wo start k kuch week senior ki posts parta hai to usk mind ma es business ka sketch ban jata hai, es tarha wo easily posting karna start kar deta hai,
    • #3 Collapse

      Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

      Posting k liay bhi acha knowledge hona zaroori hey kiun k new members k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay woh achi quality ki posts nhi kar saktay iss liay aesay new members ko chahiay k woh pahlay posting k zariay aur seniors se rabta kar k acha knowledge hasil karen aur phir regular posting start karen
      • #4 Collapse

        Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

        jee han daer friends asa he hay kay new members ko starting mein kam krna posting krna bhoat he mushkil lagta hay ku kay oun ko ek tu knowledge nhi hota kay hum na type kia krna hay wo har threads ko dekh kr logo ki posting ko read kr kay apni post krta hein jis mein oun ka kafe time lag jata hay jab kay old members knowledge or experienceful ho jata hein ou ko time or mushkil face nhi krni prti.
        • #5 Collapse

          Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

          g han bilkul hamin bhi mushkil lgta hy kue keh uss wakt hmarey pas itna knowledge nhi hota y aik aik words key liy hamin sochna perta hy aour posting hamin bht time lgta hy jis ki wja sey yeh hamin boring bhi feel hotta y lekin 15 days guzer januy key bad hamrey pas kafi ziada nowledge a jata hy aour ham iss mein achi quality ki post ker key ham bht hi acha and relax fel kerty hein aour bht kam time mein ham target achive ker lety hein.
          • #6 Collapse

            Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

            g han dear forex busnes ho ya koy or busnes jaba hum 1st bar satrt karty hen to humen bahot he mushkil lagta hy njabnhum os kam ko satrt kar den gy dill laga ky karen gy to uhmen os kam ke adat par jay ge tab he huymen koy bhe mushkil pwsh naai aye ge or hum bahot he acjjhi kamyabi hasuisl kar sakty hjen same osi trah forex fourm men posts karna bhe new member ky leyt baahot he nbara masla hy
            • #7 Collapse

              Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

              Ji Han dear friend agar ap new members Hain Forex par kaàam karny Waly to ap ki post karny ki itni Achi practice nainho go agar ap nay kamyaab huna hai to ap ko Chayay ap Achi Tarah say kaam karain aur apna naaam Roshan karain agar ap nay is Tarah say kaaam Kar Lia to ap kamyaab Hain ap ko chayay ap Achi Tarah say kaam Karin aur kamyaabb bhi jain
              • #8 Collapse

                Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                G bilkul friends forex treading business k new members ko shuru shuru main posting krna bht mushkil lagta ha ma khud b forex ka new member houn jb mane forex main posting start ki to pata hi ni tha k posting krni knsi ha or kis tareeky sy krni ha lekin jb sy posting krny ki samajh ai ha dill krta ha posting krta hi rahun i love forex treading business.
                • #9 Collapse

                  Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                  Han sahi keh rhy koi bhi Kam ho mushkil to lagta hai mgr bus kch din hi sekhny k bad sub roten men ajata hai aur jinko forex k baray Jan Kari hai bounis ki values ka ilam hai wo mehnat ker rhy aur daily apni post target mukamal ker rhy
                  • #10 Collapse

                    Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                    Ji bilkul is Baat Mein Koi shak nahin hai ki new members ko starting Mein posting karna Kafi difficult lagta hai lekin Jab Kuchh time acchi Tarah Se poch Forex forum per paint kiya jaaye to Uske bad posting karne ka bahut maja bhi aata hai aur is se Hamen bahut Achcha bonus bhi Hasil hota hai isliye Ham Sab Ko chahie ki Ham Park Forex forum per daily basis per working Kiya Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                      Bilkul new members ko chahie Ke Apna knowledge improve Karen unke pass knowledge Nahin Hota experience Nahin Hota start Mein posting karne mein problem Aati Hai Lekin koi bhi Kam Hai Jab Karte rahte hain practis Ho Jaati Hai posting Bhi Karte Rahen interest Lekar knowledge Paye banaen
                      • #12 Collapse

                        Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                        g han dear apny sahi kaha hy forex ko jab koi new member join karta hy to staring mein usy bhut zayada mushkil lagte hy forum mein posting karna magar jab wo mehnat ky sath forum mein posting ko jare rakhta hy to phir ahesta ahesta uski posting asan ho jate hy kun ky phir usy forex ka bhi knowledge aa jata hyy aur aur us ki typing bhi ache ho hate hy , aur bhut sy new members forex mein jab posting karty hain to forex ko chor daty hainn kun ky wo posting karny mein bhut bor ho jaty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                          G bilkol Forex min new member ko pely post krna boht mushkl lgta hai q jo new member ko inta knowledge or experience ni hota to wo ais kam ko bor smjta hai jesy jesy new member kam krta reta hai to experience bhe bhrta jata hai or kam min dilchspi bhe lgti
                          • #14 Collapse

                            Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                            ji han new members ke liye start mein post karna mushkil hota hai lekin use trader ke liye nahin Jo forex ke bare mein acha knowledge rakta hai kyunki form per Ham apna apna knowledge share karte hain isliye acha trader hamesha apne knowledge ko form per easily share kar sakta hai usko jyada pareshani nahin hoti
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New members ko starting mein posting krna boht mushkil lgta hai

                              Ji aapane theek kaha hai ki new members ko Forex mein Posting karna bahut Mushkil lagta hai New members ko chahie ki vah apni learning ko increase Karen Thali jao aur experience Aasan Karen Jaise Jaise Unki learning increase Hogi vaise vaise unko kam karna Aasan lagega. Agar forest Mein Hamen Las Ho bhi Jaaye To Hamen Sab aur Himmat rakhni chahie aur apne loss ko recover Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X