forex mai stop loss ka istmal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex mai stop loss ka istmal

    g dear forex trading main stop loss ka istaml bhot he ahmiyat rakhta hy dear ager ap is main apni har trade main stop loss ka istaml karen tu ap is sy bhot he acha profit gain kar sakty han loss sy bach sakty han apny account ko save rakh sakty han dear is ka faida ye hota hy k is main jab apm stop loss ka har trade main istaml karty han tu jisy he ap ki trade loss ap ko deny lagti hy tu wo pher khud ba khud he close ho jti hy ap ko close karny ki koi zaroorat he ni parti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex mai stop loss ka istmal

      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
      forex mai hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hamy stop loss ko kabe be ignore naho karna chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai agar hum stop loss ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga forex ai acha busienss hain
      Aslam o alikoum g han my dear brother aap nay teak kaha hai kay forex trading main internet ke waja say kabi trader ko mulum nhe hota kay kya howa hai too es lay laiy stop loss zaaror lagana chahaiy
      • #18 Collapse

        Re: forex mai stop loss ka istmal

        Assalamau ALiakaum my dear bhai jan forex trading main stop loss ka use bahut acha optin hae hamen is ka use karna cahiye q ke yeh hamen zayada loss se bacha leta hae agar hum stop loss use nhe karte hain to is main hamen zayada loss ho jata hae to isi liye hamen cahiye ke hum is main hamesha stop loss ka use kiya karen q ke yeh baht lzmi hota hae apke account ke saftey ke liye
        • #19 Collapse

          Re: forex mai stop loss ka istmal

          Best trader Jo hota hai vah apni Har trade Mein stop loss ka use Karta Hai is account bhi sev rahata hai aur loss bhi kam se kam Hota Hai hi Apne account ko save bnao kar proper plane se trading karna hi best Hai Forex trading risky business hai ismein apne risk ko manage karke hi Kamyab trading ki Ja sakti hai. .
          • #20 Collapse

            Re: forex mai stop loss ka istmal

            Dear member forex trading mein humy trading karty howy wasy to stop loss nahi lagana chahiye kyun ky hum ny apne trades loss mein to close karne he nahi hote hy ess liye humy chahiye ky hum trading karty howe stop loss use nahi karna chahiye stop loss ka matlab hota hy ky jab humare koi trade loss mein jany lagy to zayada loss mein na jaye automatic he close ho jaye ess liye humy forex trading mein stop loss ka use nahi karna chahiye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: forex mai stop loss ka istmal

              Gee han jo stop loss ka use karte hai wo kabi loss zaida nai karte is liay un ka balance capital zaida hota rehta hai q k wo zaida loss nai karte profit acha kam laite hai jis ki wajah se un ka capital zaida hota jata hai stop loss forex ka hisa hai is liay stop loss ko ignore nai karna chayie isay b use karna chayie phir hum forex main kamyabi se paisa kama sake ga forex life main kamyabi se run kar sake gai

              اب آن لائن

              Working...
              X