loss is easy thing but succes is difficut ri8

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Ji han bhai loss is quite easy q k is k lye hamain kisi kisam ki mehnat ki zaroorat NAE hoti in fact hamari aaram parsti ki wja say hi hamain loss hota hai lakin success k lye hamain thori mehnat karni part I hai which is difficult
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Yes if you do not have proper knowledge and experience then you will loss your amount here, but making profit is very tough for every trader in that market, it take a long time to be a good trader here, so why trader need to keep patience, without patience no one can able to make profit from that market, so first try to learn Forex properly and then join in that market.
      • #63 Collapse

        every loss teach us how to get the next trade in to the profit if we learn from our mistakes looses are very good things
        • #64 Collapse

          Aisi koi baat nahi, kabhi kabhi profit bhi chand seconds mein ho jata hai lekin masla yeh hai ke hum greedness mein yeh baaten yaad nahi rakhte.
          • #65 Collapse

            yeh bat apki bilkul sahi hey mein apse agree karta hun aur is ke sath mein apko yeh bhi kehna chahunga keh agar aap is business mein acha experience hasil karne mein kamiyab ho jatey hain to phir is main success apke liye koi mushkil nahin hoti hey.
             
            • #66 Collapse

              loss tu ise business main yaqineen hay ager ap dehk baal k trade nahin karain aur trade laga dain gey tu loss hoga lakin jo market trend ko understand kartey hain or mukhtalif techniques sikh kar phir trade lagate hain unkay profit k chances ziyada hotey hain.
              • #67 Collapse

                G han bilkul.ye bat to boohat he common hai.kisi bhi business main loss karna koi mushkil nahin hai lekin earning karny kay liey experience require hota hai.forex trading main bhi wo traders he earning karty hain,jo kay issy samjty hain.
                • #68 Collapse

                  mjay ap ki baat samnj nahai aye k loss assan hai and success mushkil say milti hai haan aik lehaz say thee hai k loss jaldi ho jata hai and success beri mehnat k baad milti hai.
                  • #69 Collapse

                    yes dear bilkul loss karna boht easy hota he, aur success get karna kafi difficult, but agar trader ke pass well experience and good planing he to woh easily successful trade kar ke boht jald forex business me success get kar sakhta he.
                    • #70 Collapse

                      forex trading me loss boht asani se hu jaya krta ha mgr success boht mushkil se milti ha is liye ap is kam me jitna experience hasil karen gy ye ap k liye utna hi acha ha. success hasil krne k liye mehnat krna boht zarori hota ha kisi bhi field me.
                      • #71 Collapse

                        Assalam walikom aap to bilkul sahi hi keh rahai hn kai loss is easy but sucees is very difficult but agar hum bohat mehnat karai aur dimag lagai to is line ka ultaha karsaktau hai forex mai
                        • #72 Collapse

                          Baat ye ap forex ko samjh kar trading nhi karty hum ko seref jaldi jaldi profit cahye jo ir ko learn keye bageer nhi melta aur loss ho jata hy is leye ap kehty han loss asan hy aur kamzaabi mushkal success hemesha mushkal hi hota hy success k leye ap mehnat karni parti hy
                          • #73 Collapse

                            Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kaha hai forex trading business mein loss tou bohat easy say hojata hai lekin success hasil kernay bohat time lagta hi kiyunke yeh aik risky business hai.
                            • #74 Collapse

                              g haan g ye bilkul teekh kaha hmyn loss easliy ho jata hai oor success honey ko kafi time lag jata hai oor ye sb logn k sath hota ha wo iss liye k hmyn iss k barey myn ota nae hota oor hm bger janney iss py trade lga detey hein...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: raj@666
                                Dear bikul jab tak aap koi bhi cheeze seekh ker nahi kertay to aap ko usmain naakami ka saamna kerna perhta hai or aap usmain kaamyaabi haasil nahi ker saktay so we just need to focus on learning trading to earn profit....
                                hum forex ma hum ko sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ka bad hum in ko trade kkar ta ha or is ma hum ko ager loss ho ta ha to hum is ma phir sa point ko bana kar is ma trade kar ta ha or is sa hum is ma eran kar ta ha or is ma hum ko both kam kar ka hum is ma point ko bana ta ha or iska bad hum is ma be is ma eran kar ta ha or is ma hum ko eran ho ta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X