loss is easy thing but succes is difficut ri8

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss is easy thing but succes is difficut ri8
    hum loss to easily houjaten hen per humen succes houne ma bhout sara arsa lag jata hai loss chand second ma houjata hai succes 6 month ma learn kernai ka bad hasil houta hai aisa q share your opinon please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Loss is easy for all people but success in difficult in this business because this is a risky business and not all people can earn profit from this business.This is difficult to success in this business because this is not an easy business.
    • #3 Collapse

      jee bikul bhai jan forex trading me lose tu bht easy ho jata hai mgr profit hasil karna zara difficult hota hai is keliy hamy pehly forex ko learn karna parta hai our trading ki practice karni parti ha
      • #4 Collapse

        No doubt loss karna kch bhe mushqil nhi or loss hota bhe hamari apni ghltiyon ki wjjy se hota hy agr hum forex ko properly learn kar len to mera nhi khayal k humen kbhi loss bhe ho skta hy
        • #5 Collapse

          bhai mara seekhna aik mushkil; kam ha aur money lootana asan kam ha minto ma admi kangla ho jata ha jab ka seekhna ka lia mehnat aur riazat karna parti ha. jab ap 6 month laga kar kuch seekhain ga to apna kharch yani loss bhi double wasool kar lain ga.
          • #6 Collapse

            jee haan bilkul fail hona asaan hota hai aur pass honay k liay aap ko parhna parta ha to zaahir hai aap ko is mein bhe kamiyab honay k liay mehnat karni hoge warna to loss he hoga bs aap study karo aur practice karo
            • #7 Collapse

              ji mere bhi ap ko forex par trading kr k proift bhi hota ha or loss bhi ho jata ha is k liye ap ko chaye k ap forex par proper training karn is k bad he ap forex par success hasil kr skate ho ap ko loss bhi hota ha or proift bhi hota ha
              • #8 Collapse

                forex ka bussines sab se easy ha lkain ismain hum komehnat ki sab se ziyda zarooart hoti ha agr mehnat karain egtab hi hum ko phaal mile ga
                • #9 Collapse

                  G angular distance loss to simple fodder laikin profit bohat tough fodder kynk profit hasil krnay kay liay ap KO kai sort kay marahal say jana parta fodder
                  • #10 Collapse

                    bilkul bhai jaan ap nay thek kaha hay loss bahut easy ha qn kah hm greed ziada kar jaty hain aur soch samjh kar nahi kam karty
                    • #11 Collapse

                      ha g janb,,bilkul sahi kah ahay app nay janb,,i ma agree with you janb,.,is mai loss bohat he ja;d gho jata hay janb,,lekin is mai na janb,,success bohat he mushkil say hasil hoti hay ,,it is my thinking on it
                      • #12 Collapse

                        loss kartey kartey hey ap log success pa saktey hay ap thora sabar se kam lay inhsallah aik din success mil jaye ge ..kamiyab honay k liay mehnat karni hoge warna to loss he hoga bs aap study karo aur practice karo to kamyab hoge..
                        • #13 Collapse

                          loss easy ho jata hia aur success muckil sy hoti hai aur experience aur knowledge dono hamay demo account par practice karnay say hasil hotay hay forex aik worldwide business hay aap forex say bahot achi earning kar saktay hay just aap forex ko learn karay yeh forex aik lifetime busines hay aur aur bahot famous business hay .
                          • #14 Collapse

                            Yes it is easy to lose but difficult to win,so always trade carefully with focusing on your target to be achieved.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn is business me loss tu bht asani se ho jata ha lakin is business me success bht mushkil se hasil hoti ha isi liye hmen is business me hmeshah loss k waqt sbr se kam le kar loss se experince hasil karna chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X