Forex ma La lach bahot hota ha muj sa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    forex mein greedy aur jaldbazi karnay walay ku loose he loose hota hai es mein successful hona chatay hain tu kosis karay es mein mind se trading karay greedy aur jaldbazi na kary
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      Dear actually problem ye hai kay jab ap ya hum koi bhi trading start kdta hai to humen is baat ka knowledge hota hai kay is kay zariye se humen earning ho gi or phir money kay lalch mai a kay zyada se zyada trading kdty hue loss mai chaly jaty hain.. Jab kay mera suggestion yehi hai trading mai lalach ko mt apnaya jaye q k is se bohat zyada nuqsaan ho sakta hai. Hamesha trading complete honesty se ki jani chahiye phir loss km se km ho ga.
      • #1548 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
        dosto forex trading ma lalach bahot hota muj sa is waja sa pir ak jab profit ma closed karta ho to jaldi ke waja sa pir dosra lag jata ha ap ka sath hota ha
        forex aik online business h r sab ko pta h k jo jitna zada kaam kry ga usy utna zada faida h r log agr is earning opportunity sy faida uthaty hen to i think k ye achi baat h wo apna time waste ni karty r us y kuch gain kr lety hen
        • #1549 Collapse

          Ap ager lalach ko control nhe kro gae tou ap loss and loss krte chale jao gae ap ko chaiye k apne emotions per kabu rakhoo ager nhe kr skte tou kindly Ap esa kro k Sl
          • #1550 Collapse

            bro pasa chez he ase ha es ka lea greed hona prta ha mgr hmy sbar sa akm lana chaeya es kam sa kam acha hota
            • #1551 Collapse

              haan sir ap sahi keray hoo jaldbaazi waisay bhi shaitaaan ka kaam hy jaldbaazi se sirf nuqsaaan hi hoota hy aur insaan sahi tarha koi kaam nahi kar sakta hy aur naa samajh sakta hy
               
              • #1552 Collapse

                bhai paisa to cheez hi aisi hay per isko kamanay k bhi tariqa hootay hain her kaam ko karnay ka aik tariqa hay ager us tariqa se haat k chaleen gay too kaam to kharaab hoo ga hi na
                   
                • #1553 Collapse

                  iss business me aksar log lalach me ajate hain yehi tu waqt hota hai strategy use krne ka ache trader ko apni strategy ko samne rakh kr trading krni chahiye kiun k ye strategy hi usse lalach se bachne me madad kre gi aur profit degi.
                  • #1554 Collapse

                    ager bai meray forex per lalch kertay raho gay to aista ahsta account loss kertay jayain gay and is ka benefit bilkul b nahain milay ga.`
                    • #1555 Collapse

                      forex trading main to lalach bohat he buri hy agar aap lalach krn gay to trading krna aap kay lya mushkil ho jayn gee to better way is that kay aap apni aqal say kam lan or soch samajh kay trading kran
                      • #1556 Collapse

                        g man kahna chahun ga k forex k buisness mein humen kabi b lalch nai krna chahiye kiu k ager ham lalch karen gay to phir ham over trading karen gay jis se humen sirf loss he hoga is liye humen kabi b forex k buisness mein lalch nai karna chahiye
                        • #1557 Collapse

                          forex me lalach buht hota he,lekin is k bawajood aap ko sanbhal ker chalna chahye, or sabr ka daman hath se ni chorna chahiye, jb aap ko technical analysis ki achi knowledge ho gi to phir aap apni greed ko control kar sko gy.
                          • #1558 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me lalach hm se bhi bht hota ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen kafi profit nazr ata ha or zyada profit hasil karny k chaakar me hm is business me lalach se kam kar laity haain
                            • #1559 Collapse

                              Yee to hai forex trading par log bhot zyada lalach kar te hai aur pher loss kar te hai tu lalach bure bala hai
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                dear apko esa bilkul nhi krna chahiye mujay mere sir nay b yehi sikhaya hai k trading mai greed bilkul nhi krni pr hmesha apnay target k mutabik trade krni chahiye.greedy trading say hmesha loss hota hai.isi liye mai smjta hoo k trading mai Emotions or Greed ka koi kam nhi.hmay insay btchna chahiye.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X