Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    ma indicator bhi use karta hoon aur news bhi dono he apni jaga hain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      brother mare kahyal se huma news ko fouse karna chaye ku jis country ki economy change ho gi or phr us ka effect ap k currcey pairs pe to zaror para ga phr ap dono ko mela kar dahk lan indicator or news ko phr ap trade karn ga to fida ho ga loss nhi ho ga ap ko
      • #288 Collapse

        Jab mene forex ko start kia to us me News ko read kia krti thi lekin jese jese mene expereince hasil kia to kuch indicators ko b use kia lekin ab me jan gai hu k forex me news b 100% nhi deti or indicators b lekin ap k pass achi stragety or expereince ho to ap acha profit le skte hain
        • #289 Collapse

          nuqsan

          :Dhum forex trading mein boht faida b kertay hain aur nuqsan b, nuqsan say bachnay k leyah apnay dil ko barha kerain, nuqsan es leyah zyada hota hai .:mad: kiun jeb hum ko nuqsan ho raha hota hai hum wait kertay hain aur jeb hum ko faida ho raha ho hum fori thora sa profit lay k kat detay hain:cool:
          • #290 Collapse

            I allows do both fundamental and technical analysis ti do safe trading.But only trad with the news or indicator is not good and we can be get loss But If we want to do riskfree trading then we allows have to do both fundamental and technical analysis.
            • #291 Collapse

              i prepare my personal trading strategies manually but i get help from different indicators, current news and EA robots to know the current market trend. according to me those traders trust on indicators or other trading tools only they cannot become good trader.
              • #292 Collapse

                me personally tor per kehta hun k agar news ke samj hon toh hum us se ziada profit ker sakty hain..
                meny buhat kam he indicators follow ker ley hongy q k me past assumption se ziada present and future pe yaqeen kerta hun...
                   
                • #293 Collapse

                  Mujy to indicator or new dono par ak jitna he atmad han kyun k new apni jaga par sahe han or indicator apni jaga par sahe han esi waja say main ya khata hun k en dono k importance han forextrading par.
                  • #294 Collapse

                    I think both are very important in forex trading, a good traders always understand the trend of market and then trade but indicator is best in my opinion
                    • #295 Collapse

                      mere khayal main forex main indicators se zyada news pe depend karna chahye kyon ke jis country ki currency pe hum trade karte hain oski Economy jam changes aaingi to zahir si baat hai apki trade par bhi oska direct asar ho to ap koi bhi currency par trade karne se pehle thodi news bhi dekh lya kare ke kis country main
                      • #296 Collapse

                        muje to forex trading main zayda yakken news tarding per hai khoe ky jab ap forex tarding main news per work kerna zayda better hai but us ky lie be samjdari be lazmi hai
                        • #297 Collapse

                          mai news aur indicator dono par depend karta hun jab indicators se signal aur news bhi osi mai positive aye phir tab he trade start karta hun aur yeh formula kafi success hay meray strategy mai
                          • #298 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                            Forex mai news or indicator dunu ko sath lay k chalna parta hai kisi aik ko choose nahi karna hota jab hum kisi aik ko chose karty hain tu hum bhout c problems ko face karty hain jis ki waja se trading mai nuqsan b hota hai behtar hai k hum Forex mai indicator or news dunu ko apni strategy mai add karain jis ki madad se hum acha profit kama sakty hain.
                            aap nay theek kaha.hum kisi ko bhi miss nahin kar sakty.donon ko saath saath lay kar chalna hota hai.main technical analysis bhi karta hun but mery khyaal say agar hum news ki help say trading karty hian to zyaada earn kar sakty hain.bri news he market ko effect karti hai.shooti news say market pay zyaada effect nahin hoota.
                             
                            • #299 Collapse

                              donnon chezzon ke apni apni ehmiut hey indicator hmain trend show kerwatey hain ayr her frame main us ke sort hall dikhatey hain jub news ka koi pta ni hoita keh kub kis terf woh market ko ley jaiey lekin hmian her wuqt news keh liey tyar rehna chhaiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                gee mre bhai forex bohat acha busineess hy es busineess me hmy news ke mutabik aur apny experience ke mutabik fasly krny chahye aur ziada hmy apny experience ko dekh kr phr usy ke mutabik trading krny chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X