Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    dear humay forex trading may na indicators per barosa karna chaiye or na he news per kiu k indicators humay kabi kabi wrong signals b dete hai or news k time markets mai gambling b hosakti hai news agr negative ho to kabi kabi wo up ki traf jana start hojati hai issi waja say ye kaam apne experience say he kafi behtr way say hum handle kar sakte hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      Well mera kuch khas believe nahi indicators par is liyeh news par bharosa krna ziada behtr hai. Wese bhi forex market logon se banti hai or logon k sentiments par chalti hai to formulas kis kam k.
      • #1248 Collapse

        G janab forex mai hum news pr zyada sy zyada inhisaar krty hy or forex mai yay chexy sab sy zyada importrance hasil krny ky liyay ap ko bht kuch hasil dy skti hy ap ko kya chahyay.
        • #1249 Collapse

          forex main trading karty howe apko kisi aik cheez pr depend naheen karna chahye apko chahye k ap is main indicator or news donon ko use karty howe trading karian takky apko is main loss na ho or ap asani say earning kar skaeen
          • #1250 Collapse

            g sir main to zyda indicator par he aitbaar karta hun indicator say humyen zyda markeet ke samj ati hai or hum istahran kam time main zyda earn kar sakty hain
            • #1251 Collapse

              dear indicators to robot ke trah he hoty hen is liay main use nahi krta or indicators market ko nahi chalaty is liay main apni experience ke base par trading krta hun or main apny trading plane ke base par he trading krta hun....
              • #1252 Collapse

                me to new hon mery khiyal se sb se pely indicator us ky bad news ya sab se pely news or us ky bad indicator pr nazar dalni chaye ky wo kya ky rhy hain .
                 
                • #1253 Collapse

                  Brother mein to bazate khud news pay ziada aitebaar karta hun kq k indicators kabhi ghalat bhi ho sakte hen magar news se market pay sahi asar hota hay jesi news wasi market hogi....
                  • #1254 Collapse

                    waisy to full forex he kabil atbar nahe hai. yahan chahiay ap jo stratigy use kar lain yakeen se nahe kah sakty k ap profit earn karain. per main zyda trading to just gold main karta ho. jo k balkul be atbar hai.
                    • #1255 Collapse

                      dono hi apni apni jaga important hyn hamy 100% kisi pe b depend nahi karna chahie na hi kisi 1 ko hamesah dekhna chahiye. hamy news and indicators dono se info lete rehna chaiye and apny experience and analysis se agy barhna chahiye
                      • #1256 Collapse

                        Bhai question to acha kia hai but 1 baat batado ke indicator news par chaltey news indicator oer ni chalti to apko news ko zyada dekhna chaiye iske elavai indicator ko bhi dekh a chaiye becauseindicaot thora down pr buy sihnal dedeti jis par loss ho jata hn
                        • #1257 Collapse

                          well forex business mai best teacher ap khud hi hain yani k ap khud par aga mehnat kary gey then ap khud hi bht jald forex business k rules of style ko sikh jayegy and ap is main kamyab ho saky gey ...
                          • #1258 Collapse

                            forex trefing min min to sab we zyda new Paris par aitbae karta hun kun kah UA biznees min jb bhi news ati gy to ya to ap ja akont profit min ho jay ga ya to pihr ap ja akont disabal ho jaye ga min to news oae hi aitba karta gun
                            • #1259 Collapse

                              janb hum is main news say kafi help lay sakty hain is main humain kafi achi gudens mil sakti hay huamin trading main agr loss ho raha ho to haumin indicators say kafi help mil salti ahy or huamin in dono ko trading main use karny say loss km hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                Sir main abhi new hoon mujhe trading ka bhi nahi pata lekin jo baat ap keh rahay hain wo theek hai hamain trading kertay waqt forex may yaqeen kerna chahiyer or us per jo indicator hotay hain un sab per zeyada say zeyada trust kerna chahiye is say business may berkat hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X