Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
    dosto mera ya question ha ka Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator or konsa true hota ha
    bahi mairay khayal mayn ap ko indicator par atbar nahe karna chaheyey balkay ap ko forex news ko ziada daikna chaheyay aksar indicator galat hotay han aur news theak hoti han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      dear brother forex ma huma her cheez ko dakna chay humara forex ma kise cheez per denpend nhe kar na chay humara new treading short or long treading karne chay
      • #963 Collapse

        ap ko indicator par barosa nahey karna chaheyai fullu ap un se madad lay saktey hay lakin full trust karna theak nahey hay jis country ki currency pe hum trade karte hain oski Economy jam caahanges aaingi to zahir si baat hai aapki trade apar bhi oska da irect asar ho to ap koi bhi currency par trade karne se pehle thodi news bhi check keya karay to bahtar hey hoga pa ke leayi...
        • #964 Collapse

          bahi forex trading business bht hard business hay ham forex trading business main atibar sirf apnay trading experience or knowledge wagaira pay karna chahiye q kay news or indicator wagaira pay hamain atibar bht kam karna chahiye tab hi ham success hasil kar sagtay hain.
          • #965 Collapse

            dear mai indicator ke help say currency ke analysis ker ta ho per mai yahe note ker ta ho ka high impact news say ik dam kafe jada currency pair mai ik dam up aur down hote hai jes say kafe jada market mai movement start ho jate hai
            • #966 Collapse

              news or khud ka experience per kiu y perfect hai trading k lia jb indicators tu some time work krtye hai or sub time nahi so kis tra on per believe krien dear forex business experience per hi dpend kia ja skta hai.
              • #967 Collapse

                news ya indicators donon is main bhtr planning krna lazmi ha aor jb tk trading main trader sahih news sy achi trading ka pta chlta ha aor indicators sy acha trend market ka lata ha aor is trah trading main faida hota ha
                • #968 Collapse

                  forex me news or indicator dono py atbar krna chahye ye zarori nahi k her bar dono thek ho but mostly dono k experience sy jo trading ap lagaty hen ap ko us me profit hota hy
                  • #969 Collapse

                    Forex ma ap kis par zayada da atabar karta ha News ya indicator,s? brother forex trading har admi ka apna andaz or tariq kar hota hay.jahn tak meri bat hay to may rsi,alligator,moving average isteamal karta hon.
                    • #970 Collapse

                      bhai jaan mai to samjta hu humay news per ziadya dehaan dena chaiey ziadya tar mje profit he usi waja say he hota hai and mai yaha per learn b karta hu
                      • #971 Collapse

                        Main sab se ziyada aitebar technical knowledge per hi karta hun lekin asal main news trading se bhi inkar nahi kia ja sakta kun keh baz awqat high impact news se market bilkul change ho jati hai aur hum loss bhi kar sakte hain.
                        • #972 Collapse

                          dear forex trading main news appni jaga hai or indicator appni jaga hai so forex trading main hum ko news ko zaroore follow karna chaiya kyun kai news kai ana kai bad forex trading ke market main movement hote hai
                          • #973 Collapse

                            I am some sort of media investor and i'm definitely not using signals due to the fact i'm able to gain some really good amount coming from media trading. and media trading can be quite great coming from signals because if you can comply with to help media and then you can often generate income. yet signals can not present you with suitable outcome..
                            • #974 Collapse

                              me forex me jab b hi trade karta hu to me inf=dicatoer par bahut hi aitbaar karta hu kyuki forex tardijg me aapko sara decision sirf indicator ke upar lena hoga aur aap news par trade karte hai to aapko loss hoga aur aapko forex me kabhi success nahi milta hai ye kam karna aasan kam nahi hota hai kabhi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                mein tu news ka aitbar karta hn and forex aik great business hay aur is mein fake teacher nahi hy aur ap is mein khud teacher' bno kisi say learning na karo ap khud manual demo practice karo is tarha ap' ka knowledge acha hoga aur ap forex ko samjh sakayn gyn aur profit kar layn gyn' .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X