stop loss lagata ho ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1501 Collapse

    gi bhai ager ap trend open kar ke use per nazar rakhte ho to sahi warna sl tp zarur lagana chaiye light ka bi dar hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1502 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
      dosto trading ma stop loss lagata ho ya nahi ya zarrori ha take profit be lagata ho ya nahi kunka kuch log 10 sa 15 ganta forex ko data ha os ka lya stop loss zarrori ha ya nahi
      mere khayal se stop loss and take profit set karna zaroori hai, jub aap ek strategy ke tehat chaltay ho tou aap ko chahiye ke tp and sl zaroor set karein ta ke aap account ko achi tarah maintain kar sako
      • #1503 Collapse

        Main nay trading abhi start ki hy is liay tools kay baray main itni information nahain . Is liay main abi in trading tools kay baray main study ker raha hon takay in ko istimal say pehlay in kay faiday aor nuksaan jan sukon abi tak main ye majhta hon kay ye aik good tool hy aor isay istimal kerna chahiay .
        • #1504 Collapse

          stop loss and take profit dono zaroor lagane chaye kiu k koi bhi trader continue computer k saamne nahee beth sakta aor market to seconds main kaam kar jaati hai
          • #1505 Collapse

            stop loss wasiy lagana chahiay . qk yah bohat aham option hai per mera abi tak koi b stop loss main order close nahe hua . agr loss ho raha ho or trend change lgy to main khud he close kar daita ho
            • #1506 Collapse

              Yes bhot se trader forex me stop loss bhe lagaty han aur ye us waqat lagaty han forex trading main take profit aur stop loss sirf is sorat main lagana chahiye k jab aap apni screen k saamnay na reh sako to humen stop loss nahe lagana chaye
               
              • #1507 Collapse

                Yeh Trader pe depend karta he stop loss and take profit ko use karna, Stop loss and take profit ko use karna according to me important he, Stop loss ko set karnay se account investment ki safety he jab market hamare khilaf ho jati he aur stop loss point ko touch karti he to trade usi time close ho jae gi aur baqaya capital safe rehta he aur agar market take profit ko touch karti he to trade close ho jati he profit me...
                • #1508 Collapse

                  forex trading main stop losss buhat zaroori hy is k bgair trade krna risky hy. . .agr hm bgair stop loss lgaaye trade open rakhty hain tu is sy account wash tk ho jaany ka khtra hota hy. . .
                  • #1509 Collapse

                    Bhai agar ap time zyada se zyada de rhe hn to achi baat hai but 1 baat ye hai ke time kisi ke lie rukta ninhai aur aesi tarah forex me bhu market kisi ke kie rukti ni hi ap close karne me hoge aur market oppsite ja kr loss krdey gi isi lie sl aur tp bohat imoostant hai sabke lie
                    • #1510 Collapse

                      etne high demo pehle hona lazmi hai seekhe bina koi insan life me kisi bhi job ya kaam ko anjaam nhi de sakta hai is lye forex ke karobaar ko learn kar ke he us se earning kara ja sakta hai is lye is business ko bhi pehle learn karna fhgd
                      • #1511 Collapse

                        stop loss lagata hon me har trade me stop loss or take profit ka use karta hon agar sahi se me kaam kar rha hon is business me to me samajhta hon ke mujh ko kabhi is business me nuqsan uthana nhi pare ga or me is me better profit bhi earn kar sakon ga .
                        • #1512 Collapse

                          g gun jnab is buznees min him stop ooos ja ustimal Karna huhar ji zyda zarurw hy agar him ko is min Lois hone kagta hy to tab him is bizneesibizneesin stop Koo's ja istimal jarna buhat hi zysa zarure hy
                          • #1513 Collapse

                            Ess bath men koi shak nahi hai k forex aik online world wide business hai hum yha py easly trading kr skty hain aor many profit earn kr skty hain es lye hum forex may stop loss lgaty hain aor lgana bhe chahye koun k ye forex ke best facilites hai hmary lye jis ko use krty howy hum many loss sy save rehty hain
                            • #1514 Collapse

                              jnab hum jab trading main kam karna satart karty hain to humain is main stop loss ko use karna hota hay is ka use humary liye boht faidaymnd hay huamin is kay use say loss boht km hota hay or huamin trading main apna saccount ko safe rakhny main help karta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1515 Collapse

                                Sir main abhi new hoon mujhe trading ka bhi kam hi pata hai lekin jab main trading karo ga tab main full dehan say karo ga or apni trading may stop loss ka option zaroor use kerna chahiye is say apko kaafi information bhi mil jaye gi or ye loss say bacha day ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X