Feel free in Trading. ✓✓✓

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Feel free in Trading. ✓✓✓

    Bilkul janaab hamain chahiye k hum forex ko zyada se zyada time dain or achi tarha seekh kar trading karain or safe tareekay se trade karain or us k baad free feel karain lekin jab hum zyada lots ki trades laga lain gay to hum free feel nahin kar sakain gay kyun k forex main bohat ehteyat se trading karni hoti hai or apnay balance ko poori tarha manage karna hota hai ye bohat important hai tension k bagher trading karna bohat zaroori hai is k liye hamain over trading se bhi parhaiz karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Feel free in Trading. ✓✓✓

      Ji han Forex trading business Aisa business hai agar Ham is business Mein proper expert Ban Jaate Hain To Ham is business mein bahut easy feel Karte Hain is business Mein Ham bahut aasani ke sath profit Hasil kar sakte hain Jitna Achcha hamare pass experience Hoga utna Achcha Ham is business Mein profit Hasil kar Sakenge yah business bahut Achcha business hai
      • #18 Collapse

        Re: Feel free in Trading. ✓✓✓

        G bahi ap ne achi bat share ki hy humain trading m kafi mehnat k sath work krna chaye tb he ja kr hum os m successful ho skty hian aur kafi earning hasil kr skty hian tb he ja kr hum kafi earning hasil kr sky ge insha allah...
        • #19 Collapse

          Re: Feel free in Trading. ✓✓✓

          different aapki baat theek hai jab bhi Koi trade open kijiye uske bad feel free hona chahie koi bhi button apne upar nahin Lena chahie kyunki jab bhi Koi trader trade open karne ke bad pareshan hota hai aur trade ko bar bar open close karke dekhta hai isase loss hota hai jab trade open kijiye usmein risk management ka factor ke sath stop postic profile laga Diya jaaye aur mentally topper arrest kiya jaaye pressure nahin liya jaaye....
          • #20 Collapse

            Re: Feel free in Trading. ✓✓✓

            Bilkul theek Kaha aapane Jab Bhi aap trade lagaen Bina Kisi tension ke lagaen free and fresh mind se lagaen Jaise aapko accha feel Ho Jab aap ki trade acche profit Nahin Jaaye to isliye emotion ko control Karen aur fresh mind set lagaen aur Soch Samajh Ke trade lagaen Taki aapko Achcha fayda Ho aur aapki train bhi Kafi Achcha profit mil jaaye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Feel free in Trading. ✓✓✓

              Dear forex members agar small lot say trading ki jaye to he trading men easy feel kar sakty hen agar bari lot ho to account ki tension hoti hay aur khatra rehta hay es lye small lot say trading karen to ap fresh rahen gay aur eran bhi karty rahen gay agar to lalach men par kar bari lot laga di to apko nend bhi ni aye gi.

              اب آن لائن

              Working...
              X