Importance of risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    mary bhai main ap se itfaq kerta hon forex tardign aik acha karobar hi orr bohat se log iss se achi earning hasil kerte hain agar ap ke pass acha knowledge ho ga to ap bi asani ke sath income hasil ker skte ho
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      Jee dear apki info bht achi hai aur app ne money management aur risk management ko bht simple words mein lay man language mein app ne samjhaya aur i hope new bies ko iss se asani hogi. Kyunke dono bht zaruri concepts se aur dono must hain trading mein apke liye
      • #633 Collapse

        Good management of capital could help you a lot to achieve greater profits, but I think you need good management to successful trading capital will help you achieve more profits strategy
        • #634 Collapse

          risk ki meray kahayl mai to koi importance nahi hay jnab,,,,ager app k kahayl mai hay to wo app hi jant hain hum ko to nahi pata hay jnab,beshak trading aik kafi acha business ay jnab..
           
          • #635 Collapse

            g is me apko risk se bhut loss bhi ho sakta hai or acha profit bhi ho sakta hai lekin ye confirm nai hai kisi k lea bhi is k lea apko bhut careful ho kar kam karna chaea ye ak best online job hai sab kela.
            • #636 Collapse

              risk management or money management inke bagair ham kabi be apne accoount ko safe nahi rakh skate is lie ak kamyaab trader ke pass iski achi planing honi chaihye kiu ke in dono se ham kamyab be hotee hen or apni sari jama poonji invest kie hue zya be kar dete hen
              • #637 Collapse

                je haan forex mein kaam karty waqt risk tu lena parta hai kahi bar market ke smaj nahi ati us mein thora se karna parta par ziyada nahi aur sabar karay ap ku profit zorri mily ge thankful for question
                 
                • #638 Collapse

                  forex trading aik risky business hai is liye money management bohat important hai agar hum big risk laite hain to big loss bhi ho sakta hai forex mein earn kerne ke liye kam risk mein trading kerna he acha hai
                  • #639 Collapse

                    Wow Very nice... A perfect information.. Sir main Forex Trading Main new hon Abhi Aap K Article ko parhaaa buhat Zyada informative hai i wish k Aap orr bhi Aisa mawaad roman urdu Main he post Karain jo Study kar k hamain Eek Behtar Trader ban'nay Ka mokaa mil Sakay
                    thanxs
                    • #640 Collapse

                      rizawan bhai ap kay tumam thread best hoty hian is thread main jo achi chzain ap ny ham new traders ko smjha di hain woh hamary liy bht faida mnd sabit hon gi aor ham ny in chezon par aml kr kay kam krna ha ta keh hamain achi earning mil sky.
                      • #641 Collapse

                        yes my dear friend aap thek kehtey main aap ki baat se 100% itefaaq karta hon forex aik bohat hi risky business hai is main money management bohat aeham hoti hai hamein chahey ke market ko pehley achey se read karein or is k sath sath demo account pe bhi work karein....
                        • #642 Collapse

                          bhai jan forex ek risky business hai lekan ap forex mein buht ziada earning b kr sakte ho is liye agar ap forex mein earning krna chahte ho to ap o chahiye k ap aisi trading kro jis mein ap apniu money or risk ko manage kr sako
                          • #643 Collapse

                            Yes ye sb zroori hain k Risk managment ki madad se trader samaj sakta hai k koun c lot us k capital k mutabiq behtar rahay gi jis se nuqsan nahi hoga or koun sa leverage behtar rahy ga. isi tara Money management ki madad se trader achi tarha samaj sakta hai k us k experience k mutabiq kitna weekly or monthly target set karay jo woh achieve karnay k bad kitni amount ko withdrawal kar lay or kitni capital mai add kar sakay.
                            • #644 Collapse

                              Rizwan bhai ap mein ap sy agree karta hun k risk aur moeny mangment dono he hona chae take apko risk bhe kam leana pare apka captial bhe save ho aur sath sath profit bhe secure ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                G bhai ap theek kh rhay hai Money Management ko dekh kr hi hmay lot size ko fix krna chahiye or us hisab say trade ko place b krna chahiye Q k money management k hisab say jitna zyada backup hum apni trade ko day gay utnay hi achay result dekhnay ko milay gay or trade risk free ho skti hai.agr is cheezo ko dehan mai rkh kr trading na ki jaye to loss honay k chances hotay hai.
                                 
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X