new traders kio itna greed kerty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2476 Collapse

    un ko is business ki knowlged nhe hote ha is liay ow is ma aty ha our bre trad zada lot sa lag daty ha kay hum to aik he dinb ma rich ho sakty ha lakine un ko is ma knowlged nhe hote ha to loss kar laty ha is ma aik our bat be ha kay jab kio aap ko ya kahta ha kay is ma aap ko boht profit hota ha to is lalach ma be log aty ha to loss kar laty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2477 Collapse

      Insan fitratan lalchi hai jis ki waja se lalach us k andar ziada hoti hai. Jab new trader trading me aata hai to yahi lalach usko nuqsan deti hai jis ki waja se wo nuqsan me chala jata hai.
      • #2478 Collapse

        har new trader to greed nahi karty but kuch traders asey hoty hy jo greed karty hy or zada sy zada paisa hasil karna chaty hy or wo forex mai kam karty howy apni choti choti galtiyoo ko ignore kar daety hy or unhy is tarha kam karny sy big loss hota hy
        • #2479 Collapse

          mare bhi new terder ko chahy k sub sa phal aap is ko skao is k bad hi account ko banay tak jab aap new ho to is ma koi b maskal aap ko na ho ou5r aap is kaam ko achay sa b kir skay new terder ko zada risk nhe kirna chahy q k is sa in ko ak hi dan ma loss b ho skta hay
          • #2480 Collapse

            ya to ache bat nhe ha kay aap is ma aik din ma he rich ban jay our is ma aap greedy karty ha jis ki wja sa aap ko kio zada profit nhe hota ha is liay aap ko is ma mahnat karner cahay greedy nhe karna caahy is ma aap ko knowlged our experinec ko ues karna cahay is sa milay ge aap ko success
            • #2481 Collapse

              Ji janab bilkul thek baat ki hai new traders waqui m lalach karte hain start main tabhi loss bhi karte hain is liye Un ko chahye sabar se kaam lain
              • #2482 Collapse

                GREED bunyadi tor per her insaan main hoti hay, is liye jab new traders apna traing career start kartay hain tu GREED ek natural feeling hoti hay. Jab aap ko market ki achay say samajh aajati hay keh yeh ek raat main ameer ban-nay wala khail nahi hay aur na hi yeh ek Paison ka Samandar hay keh jitna chahy paani nikaal lo, us k baad new trader ko andaza hota hay keh GREED say nuqsaan hona hay aur agar kamyabi chahiye tu properly work karna paray ga.
                • #2483 Collapse

                  Dear is ki bohat se wajohat hai , bohat sare newbie trader ko guide bohat he zaida galt kiya jata hai , or wo forex aik dam ameer banane ki khushish kerte hai kiw k unhe bohat sare khawab dheka deiye jate hai , newbie trader forex ko learn nahi kiya hota hai is leye un mein greed bohat zaida hoti hai or is greed ki waja se wo apna sara kuch loss ker dete hai .
                  THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
                  • #2484 Collapse

                    new trader ko is main learn kar k hi trade karni ho gi aur greed ko avoid kar k hi hum is forex main jab trade main greed kar k trade karty hain tou hamain is main loss hota hia aur zaida any k chkr main kam say bi hath dho bethty hain so hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi aur greed ko avoid krna ho ga
                    • #2485 Collapse

                      Har new trader es business ko easy samjhta ha or wo over confidence ho jata ha or osky andr fear jesy emotions khtm or greed waly emotions paida ho jaty han wo apny dreams or wishes ko boht hi kam time ma pora karny k koshish ma lagv jata ha or 1 limit sy ziada risk otha bethta ha jo osky liay loss ka sabab ban skty ha or esky account ko mukamal tor pr tabha kar skta ha.
                      • #2486 Collapse

                        Dear is ki kai wajohat hein aur sub wajohat ki sub sy badi waja forex trading ki knowledge na hona hy wo smajhty hein k forex ek esa business hy jo esy he bank sy money utha k de deta hy lekin wo ye ni dekhty k is mein loss bhi hy to ek badi wja forex mein new trader k greed hony ki ye hy k wo forex k bary mein itna ni janty hoty k un ko malom pady k forex kiya hy aur kesy hy
                        Removed by moderator.
                        • #2487 Collapse

                          new trader ko is k bary main information nai hoti hai so hamain markt main is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is main greed ko boht hi avoid kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forex main trend ko use karna ho ga ta k loss kam k arein gay
                          • #2488 Collapse

                            q k new traders ko trade k rules ka pata nahe hota or etna experience bhi nahe hota so jb luckly unhein profit hota hai tou wo trade or zada long ker dety hainn k hamain or zada faida ho or ham or zada earn ker skein yani k greed main aa jaty hain or phr loss bhi kerwa lety hain apny emotion ko apny control main nahe rakhty experience na honay ki waja sy
                            • #2489 Collapse

                              g bhai jo bhi new trader join kerta hay wo directly crode oil gold silver or bitcoins ya ripple waghera main trade kerta hay wo samajhta hay kay aik hi din may ameer ho jaye ga mager aisa nahin yeh aik bohat hi slow process hay or step by step process hay jiss ka pehlay step loss hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2490 Collapse

                                aap ko is ma aty he rich honay kay dreems nhe daknay cahay q kay ya aap sa time cahata ha business aap is ma jitna zada time day gay aap kay liay is ma itna he acha ha our aap ko si ma seek kar ana cahay q kay jab aap is ko seek kar aay gay to aap ko is bat ki knowlged ho ge kay aap ko is ma aik din ma rich nhe hona ha aap ko is ma time kay saht he kamybe milay gte

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X