may be dear aisa ho k new trader forex main boaht greed karty ho per main na aisa koi nahe daikh. q k jab koi new trade hota hai to wo to bhat risk main hota hai. q k abi tak us ko forex samjh nahe ayi hoty tab wo kaisay aisa karta hai it looks strange . mazeed yah bat k shaid wo banda he forex main zyda greed karay ga to forex ko gambling samjhta hai ya wo samjhta hai k forex aik earning machine hai jhana se just income hoty hai or wahan se loss nahe hota . wo bada to forex main atna greed kar skta hai per her banda yah nahe kar sakta. q k lalch utna karin jitna ham capital loss kar skty hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим