new traders kio itna greed kerty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    din main rich hoony kay chakar main hooty hain or market ki samaj nahin hoooti hai.is liey loss ho jaata hai but agar learn kia jaye to proper learning kay baad trading ki jaye to forex profitable hai or hum is main kaam kar kay achi earning
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      new traders ko market ka zyada experience nai hota aur wo trading ko easy samak lety hain kay is main profit hi profit hota hay but greeding say jub loss hota hay to pher ayesta ayesta in ko tjarba ho jata hay kay greeding loss ki vja hay to wo is ko khud leave ker dety hain
      • #108 Collapse

        bhai dekho jo new trader hota hai us ko loss ka itna khayal nahi hota or us ka experience or learning bhi itni nahi hoti or wo chahta hai k bs mai ek din mai apna invest kia huwa paisa wapas kar lun jis ki waja se use loss hota hai or phir log forex ko bura kehtai hain yeh galat hai.
        • #109 Collapse

          her banday ki apni soch hoti hai lekin zayda ter jitney be new trader un ki yehi khawish hoti hai ke zayda se zayda profit hasil karain thorey se time mein lekn bad mein vo samj jatey hein slow and steady win the reace
          • #110 Collapse

            New traders es liyay losa krtay han kun k woh zayada earn ki lalach main apna account bhe 0$ krwa bathtay hab.aur yeh hota yeh sab lalch ki waja say ha
             
            • #111 Collapse

              yehi to problem hai yar human nature ka kay ham sab log lalchi hotay han by nature,agar 1 rupiya mil jay to dusra panay kay peechay par jatay han so yehi wajah hai kay forex mein aksar log nakami ka munh dekhtay hain kyun kay woh apni lalach say majbur hotay han.
              • #112 Collapse

                well i think kay new traders samjte hein forex mein hum jaldi se ameer ho sakte hein aur wo isi liye greedy ho jate hein jis ka end ye haii k unhein losses hote hein and then wo seekhte hein k greed forex k liye bohat harmful hai..:(
                • #113 Collapse

                  aaj kal jo bhi new traders yahan aarhe hen wo isi soch ke sath aarhe hen k ye ek money making shortcut hai jisme wo thre hi waqt men rich hojaenge or iske liye wo iski study bhi nahin karte thek se na experience gain karte bs greed karte hain or bht zyada earn karna chahte hain...
                  • #114 Collapse

                    dear greed aik aise buri bala hai jo insna ko boaht ziada khrab karte hai aur new trader zida greed is leay kraty hain k wo kuch he days main jump krna chehaty hain aur ziada profi hasil karna cahahty hain magar yeh baat thek nahe hai because jo b kam hai wo sabar k sath kia jay to zida mitha phal deta hai
                    • #115 Collapse

                      Forex trading me ziada greed newbie karty hai.On kay pass abhi itna experience nhi hota kay wo is ko sahi say samjh saky.Forex trading start me ap ko greed ki tarf lay jata hai.Jis say bachny kay laye hamay khud koshish karna hoti hai..
                       
                      • #116 Collapse

                        Ji han bilkul sahi kaha ap nay new forex traders aty hi greed shru kar dyty hain jab k greed galat hai greed ki wajah sy new forex traders bjay phly experience gain karny k kum time main ziada earning karny ka sochny lagty hain jis ki wajah say wo apna nuqsan karlyty hain lihaza forex trade main kam k leay jald bazi nahi blky brdasht or himmat sy kam lena caheay
                        • #117 Collapse

                          Dear new traders is lie greed karty ha kun k un ko trading ka experience ni hota or wo jab first time trading karty ha to un ko jo profit hota ha us ko dekh kar un k dil greed a jata ha. is lie wo us ki taraf bhagty ha. kun k un k pass na to knowledge hoti ha or na hi itna experience hota ha is lie un ko learning ki zaayda zuroorat hoti ha.
                          • #118 Collapse

                            dear friend ap ki bt nilkul sahi hai k har new trader greed he krta hai forex business men asal men as ki wajha hai forex business ki education leye bgair trade krna aur jab los hojata hai tu maios hojana laluch boht bori bala hai forex men jo new trader ko bara loss deti hai hamisha
                            • #119 Collapse

                              aj kal ke janration may sabar hatam hota ja raha hayn aur ham jaldi say jaldi pasa kamana chahtay hayn aur chahtay hayn kah ham rato rat ameer ho jayn magar asa nahe ho sakta lalach hamasha insan ko dabo dati hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                new trder uis lye itne grre krty hayn kue ka wo samjyty hayn kaa forex bht eay job ha js ma hm zaida sa zaidaainvest krnn ga to us sa zaiad faida ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X