new traders kio itna greed kerty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: azem پيغام ديکھيے
    jo bhi new trader is main ata hy wo aty hi is main greed kio kerta hy or is main ak hi din main rich ban jana chahta hy asa attitude kio hy ?
    New trader ka masla yeh hay keh wo log forex market may atay hi greed shru kar daytay hain, har koi yeh smajhta hay keh wo is market say hazaro dollars nikal lay ga, lakin hota is k bar aks hay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      new traders ko business ki samaj nahin hooti.is liey wo greed karty hain or is waja say he loss hoota hai.but kush time is business main guzaar kar wo samaj jaaty hain or phir earn kar sakty hain.mujy bhi start main loss howa tha.
      • #63 Collapse

        forex trading aik acha business hi jis main bohat hi profit hi iss lye log zyda profit ke lalach main apna account wash kerwa lete hain iss lye koshish ker ke greed ko control ker ley then ap asani se profit hasil ker lo gye
         
        • #64 Collapse

          ummmmm muje nhe pata yarrr log asa keu karte hai n hala ke asa bilkul bhi n he karna chahiye boooht ziada buri bat hai me apna btaon to me khud new hon par mene jab se join kia hai aj tak nehe socha hai asa ...
          • #65 Collapse

            wo chahty han kay rat main hi wo ameer ho jay or itna earn karr lay kay bus or yahi wajah hai kay w sabloss kar dety han or kuch bhi nahi rehta un kay pass
            • #66 Collapse

              baat aise hai ke jo bhi new user's aate hain woh yahi chahte hai ke bus hum hi hum hai is liye un ki hum hi hum un ko mu ke ball gira deti hai? so, is se saabit hai ke un ko greed nai karna chahiye because greed is curse.
              • #67 Collapse

                Because new traders do not have good knowledge and deep experience and do not control their emotions and they want to earn much money within a very short time.They do not know that if a trader wants to succeed in forex trading he should accept small profits.
                • #68 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: azem پيغام ديکھيے
                  jo bhi new trader is main ata hy wo aty hi is main greed kio kerta hy or is main ak hi din main rich ban jana chahta hy asa attitude kio hy ?
                  mostly new traders forex men learning se zeyada earning ko trjeeh dete hen is liye wo forex men nakam hote hen or proper learing kiye bina hi forex men earning krne beth jate hen is liye wo loss krte hen
                   
                  • #69 Collapse

                    Innovative individual currently have compact technique plus practical experience which will rationale people reckon that Foreign currency is actually a straightforward business they usually may easily benefit from the following business in just a few months.
                    • #70 Collapse

                      dear forex trading mai greed bilkul nahe karna chahye warna boht nuqsan hota hay newbies ko itna experience nahe hota hay ais liye woh zyada kay chakar mai apna sara capital zaya kar daytay hain.
                      • #71 Collapse

                        dost asal main baat ye ha jab admi naya naya iss kam main ahta ha tu wo puranay logoon ko jab zaida earning kartay daikhta ha tu us main bajahay mehnat karnay kay wo short cut kay chakar main par jata ha
                        • #72 Collapse

                          mery khayal main aj kl world main mehngai bht hy, logo k pas jobs nhi hain, inflation bht hy, unemployment bht hy, prhay likhay log bekaar baithy huy hain, iss liay jb wom forex main joining laytay hain to jldi sy rich bnnna chatay hain.
                          • #73 Collapse

                            dear new user as lye loss kar jate hain q ek wo jazbati ho kr trade kar dete hain jes se an ko big loss ho jata he me samjta ho ke tb tk trade nhe karni chyae tb tk aap ke pas exprencess or knowledge na ho
                            • #74 Collapse

                              Janab jaisa k hame pata hai ki greed to sabhi trader ko nuksan deti hai forex main or ham sabhi ko greed kabhi na kbhi jarur yahan per hua hai ham isme kuch bhi nhi kar sakte hai kyonki insaan ek aisa aadmi hai jisko hamesha jayda paisa pasand hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                dear zahir si baat ha her new trader jo forex ko join karta ha us k andar jaldi ameer honay k lalch hota ha lakin kuch new trader apni greed per kabo pa letay hen aur forex ki learning start kar k he live trade kartay hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X