new traders kio itna greed kerty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Har new banda yahe msjta hy k forex bhe shayd kese dosry online sit ke terha hoga esly jaldi se money hasil ker le jay lakin wo esky reality se bekhabr hoty hain. so per jub unko ehsas hota hy tho hud he samaj jaty hain...
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Well mostly new traders and enter in this business due to having alot of money attraction and they want to become rich in very short time, in forex business we called its greed, because untill unless we are not properly spending time with this business we can not start our earning in forex market.
         
      • #318 Collapse

        New traders come here to earn profit and they fall in greed, But they have to keep in mind that greed is a enemy and it can harm us must. so we need to avoid greed in forex trading.
        • #319 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: azem پيغام ديکھيے
          jo bhi new trader is main ata hy wo aty hi is main greed kio kerta hy or is main ak hi din main rich ban jana chahta hy asa attitude kio hy ?
          asal waja ye hai k new trader ko nafa ya nuksaan k baaray main pta nahi huta,to wo samajhte hain k ye aik mufeed buisnes hain,is main paesa he paesa hai aur is tarha k log apna loss sub se ziada karte hai lalach ke waja se.
             
          • #320 Collapse

            new trader jo bhi ata hey woh is main bohot hi jaldi rich bane ki koshish karta hey jiski wjha s usey forex main loss hi hota hey aur woh kabhi bhi is main successful trader nahin ban sakta hey.
               
            • #321 Collapse

              new traders ko saber kerna nahi ata hai or wo is ley loss khaty hain kion k un ko practice ka time nahi milta hai or kerty bhi nahhi hain or direct profit kamany ki try start ker dety hain jis se un ko loss hi hota rehta hai.
                 
              • #322 Collapse

                jee janab asal mey ye business hee aisa hey key jab aik aadmi is business mey aa jata hey or thorha saa profit daik letey hey thab un key haalaat change ho jatey hey or wo greed ki taraf ho jatey hey jo key trading key lye danger hey
                • #323 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: azem پيغام ديکھيے
                  jo bhi new trader is main ata hy wo aty hi is main greed kio kerta hy or is main ak hi din main rich ban jana chahta hy asa attitude kio hy ?
                  Jee apki baat theak hay forex trading main jab koi new trader profit gain kar leta hay to usmain aur ziada profit gain karny ka lalach barh jata hay aur esi waja say wo risk main chla jata hay loss kay chance ziada ho jaty hay tb.
                     
                  • #324 Collapse

                    bhai paihele to me A kahunga k koye bhi insan kisi v kam me eak do din me expert nehi ho jata hai, apko kisi kam me kamyabe hasi karne k liye apko apko paihele us kam me zada se zada wakat deke us kam me apni knowledge aur exprieance gain kar k hi us kam me kamyabe hasil kar sakte hai..
                    • #325 Collapse

                      dear greed to aik aisi cheez hai jo k sirf new he nahi kartay bal k sabhi chahy wo old trader hon wo bhi kartay hain. boht kam or kamyab trader aisay hoty hain jo k is py qaboo rakhtay hain. so sirf new he ni bal k sab ko is sy bachna chahye or new ko to zyda koshish krni chahye.
                         
                      • #326 Collapse

                        Dear Friend new traders itna greed is liye kertay hai kyoun ke unko bohut he zada kam nahe kerna aata our na he unko loss ki thoker lagi hoti hai ager log jay tou wo itna greed kerna band ker dain gay. Am i right?
                         
                        • #327 Collapse

                          dear new trader is liyea greed karty hain k wo samajhty hain k ham bas forex main join hony k bad jaldi sa rich ban jaingy lakin un ko pata nahi hota k forex main experience k bagher earning nahi kamai ja sakti agar new trader forex k bary main reading karaingy tu un ka greed pan khatam ho sakta ha.
                          • #328 Collapse

                            my brother new trader ye samjta hy yahan pe doller bante ja raha he or wo rich bana chata hy new trader ko nhi pata yahan balance kase kase jata hy us ko koi kam ki samj to hoti nhi hy or wo loss kar lata hy bae mare pahle forex ko seeko bad ma ap rich banan or kamyab hona greed mat baano
                            • #329 Collapse

                              asa aksar hota ha k new traders zyada greed krta han or is ki waja sayad ya b ha k new ana wala jaldi sa jaldi bht sa pasa kamana cahta han but unhan ya ni pta hota k ya market sirf experience and reqular trader k lia he profitable hoti ha jaldbazi krna wala har trader loss ma he jata ha or profit bht kam hota ha asa traders ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                bewakoof hotay hai asal mai pehlii bar kisi chiz ko daikha hota hai tu lalach bhi ajati hai uss chiz ko hasil karnay ki .greed say dore reh kar bhi achay tareekay say kam kia ja sakhta hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X