new traders kio itna greed kerty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    yes dear me ap se agree hu k new trader itne greedy q hote ahin to me btata hu k ye log itne greedy is liye hote hain inko paise kamane ki jaldi ahi or mere khayal se in ko lgta hai k hum aik day me paise kama sakte hain so thats why they do much work for earn some good money here..
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      kyou ke i think wo new hotay hain so new new ko jesay aik new car ya bike letay hain tou uska chalanay ka dil kerta hai ke aap usko bohut chalain wesay he esay bhi log koshish kertay hain ke bohut he zada kama lain aik he din main so thats why ke wo starting main lalach kertay hain. per loss khanay ke baad woh sudhar jatay hain meri trah.
         
      • #288 Collapse

        New traders greed boht ziada kartay hein kiu kay wo apnay dreams ko jaldi se jaldi reality mein dakhna chahty hein wo right timing ka wait nai karna chahty wo jitna jaldi ho sakay rich hona chahty hein magr forex ki nature ko samagny ki zrurat he un kay liye.
           
        • #289 Collapse

          kuch log tu is liay greed ziada karty hain kiun kay un logon ko trading se bohat ziada sabz baagh dikha kar trading me laya jaata hai or wo samjhty hain kay wo aik ordr laga kar aik din me hi apni investments ko double kar lain gay, ye kam kabhi kabhi logon kay liay first tiem successful ho bhi jata hai magar next attempt me wo bach nahi paaty or lose kar jaaty hain secondaly iski waja ye bhi hai kay log apny pury week kay target ko aik din me hi pura karny ki koshish me ziada masroof rehty hain or apny account ka bohat bara margin use kar lety hain iskay ilawa bohat sari reasons hain magr ye common hain
          • #290 Collapse

            i think greed in trading is a natural thing, business kesa bhi ho har koi greed to karta he or kam waqt men zyada sy zyada profit earn karny ki koshish karta he, but trading men greed profit sy zyada loss bhi dy jati he,
            • #291 Collapse

              is liya shahayd wo smjhata ha k isme paisa hi paisa osy mil sakta ha jb k haqiqat me kch aur niklta ha jb wo tarding me loos kr bethta ha to khta phirta ha tarding sahi nai ha jb k aesa nai ha
              • #292 Collapse

                dear main to un dosto ko yahi kaho ga k ager wo forex ko new join kar rahay hai to wo pahle demo account use kary us k bad real account ki taraf aye.
                • #293 Collapse

                  ha g bikul es ma koi shak hy ny h k news trader ko bhot zada greedy hoty h es ki waja yi h k new trader ko inta zada pata ny hota k market ki movement kis tara hoty ho or kya hoty h trading es ly new trader bhot loss kr ki beth jaty h to phr trading chor dity h es ly ma to en ko yi hy batao ka ap new trader ko chahy k wo aram sy trading ko start kry or chota chota volume use ta k agr un ko zada loss ho rha ho to wo asany sy usy recover kr sky or tab tak uny trader ki smj bi aa jaty h es ly trading me greediness sy kam ny lina chahy.
                  • #294 Collapse

                    Actually forex trading k bare main ek misconception mashoore hai k forex paise banane k machine hai log ye bhol jate han k is machine ko operate krne k liye boht mahnat aur waqt ki zarorat hoti h aur wo jald se jald paise kamane ke chakar m lalchi ho kar loss face krte hain.
                     
                    • #295 Collapse

                      dear wo new hotay un k pas itna knowledge nhn hota hai ap ko is k bary mai greed karny or is k bary mai loss ka nhn pta hota hai agar ap is ko jitna zaida samjy gy ap k liya ye utna zaida hi profit gaining banny ga jo k ap k liya acha
                      • #296 Collapse

                        new trader trading me bohat ziada lalach karty hai q k aksar traders aisy hai jo thora sa knowledge hasil karny k baad trading shuru karty hai or jab wo trading se profit hasil karty hai to wo sochty hai k hum or bhi ziada profit hasil kar sakty hai is liye lot ko close nhi karty or is tarha jo lot un ki profit me hoti hai wo bhi loss me chali jati hai. Is liye new traders k liye mera mashwara hai k wo lalach na karein or first year sakon se thora thora profit gain karein.
                        • #297 Collapse

                          haan ap ki baat theek hai jo new comers hotay hain forex trading business main wo bohat kuch sun kar atay hain forex trading business ka or wo greedy ho jatay hai or bohat jald ameer bana chahtay hain
                          • #298 Collapse

                            i think greed is a very dangerous think for forex... most of the trader loss in forex for greed.. i loss my money for greed... so we should avoid greed..
                             
                            • #299 Collapse

                              nahi greed to new or old kisi bhi trader main ho sakti hai. waise logon main ye perception hai k forex trading main aap beghair mehnat k or dimagh istimaal kiye jitna zyada ho sake profit earn ker sakte hain. iss waja se wo hard working to kerte nahi sirf khayali pulao hi banate rehte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                ja log new join ho ty hai un ko exprince nahi hota is new trade par zayada sa zayada earn karny kamna chahty hai .kamelimi kiwaja sa loss ma jaty hai .or phr jlid baze ki waja koch jan nahi paty or phr forex ma kam karna chor daty hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X