new traders kio itna greed kerty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2251 Collapse

    gee haan new trader forex makret mein ate hien aur woh yeh smjhte hein keh forex mein jlde rich ban jein ge to aisa nhe krna hota blkeh new traders ko is bat ka khyal krna hota he keh woh phle apne trading ko smjhe es mein experience acha krein us ke bad trading se earning hote he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2252 Collapse

      Zyada tar jo new trader forex ke business mai ate hai woh rato rat crorepati banna chahte hai jis ke waja se unhe loss hota hai forex money making machine nahi hai yeh aik bohat hi risky business hai jise soch samaj kar karna parta hai aur agar greed hum is business mai kare ge to humhe loss hi hoga.
       
      • #2253 Collapse

        newbies ke lye greed start he me bas hoti hai aik ya do baar jab account wash hote hain to woh bhi phir samhal jate hain har banda aik mind bana kar aya hota hai ke forex se maximum kama lya jae ga lekin jese jese waqt guzarta hai or market ki samajh ati hai phir insan khud he carefully kaam karna shuru kar deta hai is me .
        • #2254 Collapse

          jnab is main jab koi kam karta hay to is main leanring nai karni bas is main earning hasil krni hay is main ahr koi jo new ata hay to is main eanring hasil kanry kay chakr main hota hay is liye trading main practice kay bgair kam karta hay loss ho ta hay
          • #2255 Collapse

            jnab hum jab trading main kam karna start karty hain to humain is main kam time main ziada profit hasi karna hota hay is kay liye new trader greedy ho jaty hain jis say un ko trading main profit ki bjaye loss b hasil ho sakta hay
            • #2256 Collapse

              jnab jab b koi trading main new ata hay to is main greedy ho jata hay wo is liye kay is main humain agr trading main success hasil karni hay to humain is main practice karni ho gi ta kay huamin trading main loss km ho skay or profit hasil ho
              • #2257 Collapse

                is busines me log is liye lalach se kam krty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hmen profit bht hota ha or is business me hm asani se acha earn b kr skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi kiaa kareen hmeshah soch smjh k kam krna chahe
                • #2258 Collapse

                  bhai forex business hi esa hay jab hum money ko dhekty hay or market ko dhekty hay tu hmary andar greed create ho jati hay. agar koi new trader trading karta hay tu wo aik bar tu greed zarur karta hay par jab usy loss hota hay pir wo samjh jata hay ke next usne kis pattern sy chalna hay.
                  • #2259 Collapse

                    apki baat theak hay new traders sochty hay keh hum nay agar market main earn kar lea hay to kyun na hum forex market say ziada earn karen aur esmain bohat acha profit kmaye aur wo bhi kam time main yahe lalach loss ki waja bhi banta hay
                    • #2260 Collapse

                      jb log dosre professionals traders ko achy earning karat hoe dkhte hain to jealous ho jate hain is lie is ko join kar k ek he din main ameer ban ne ki koshish karte hai aur loss karwa baithte hain un ko chahie k pehle hard work karai phele dreams big soche
                      • #2261 Collapse

                        Jis ka bhi aesa attitude hoga us ka hamesha loss hi hoga aur woh kabhi bhi forex ke business mai survive nahi kar sakta hai kyuke greed har business mai nuqsan de hi sabit hoti hai humhe is business mai apne emotions par control karna bohat zarori hai aur agar humhe kam profit bhi horaha hai tu use accept karlena chaiye aur greed ko avoid karna chaiye.
                         
                        • #2262 Collapse

                          isliye k unhen lagta ha bht jaldi profit banalenge and bhtt zada earning karlenge lekin aisa hota ha nai ha sab kuch ulta hojata ha so mere khyaal se hume chaiye k is tarha naii karen pehle sekhen and then trading karne ki koshish akren
                          • #2263 Collapse

                            actually new traders ko teach sahi nahi kia jata hai kiyun ke jab tak ap forex ke barey main ek ek cheez nahi seekh lete hai ap is field main kuch nahi ker sakte hai is field main yehi cheezey required hai jin ki base per ap trading kerte hai so greed or over-confidence ko remove karey kiyun ke succession ko yehi cheezey rokti hai ap ki
                            • #2264 Collapse

                              Short cut kabi b kamayabi nhe da sakta greed bht buri cheaz hai Es say Bachna chaea agr greed karo gay to Es businesss main sure loss Ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2265 Collapse

                                aoa bhai new traders ko nai pta hota k forex aik real time business ha islie wo isko aiik game samaj k enter hoty han aur bad ma unhe nuqsan uthana parta ha ,ye sab k sath hota ha bgair nuqsan k koi nai seekhta ase he sab achy trader banty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X