new traders kio itna greed kerty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2236 Collapse

    infact in start mi agar kuch new traders ko kuch profit hasil hota ha tu wo lazmi ziyada profit hasil kerny ke ly ziyada lot size ki trading kerta ha and isi way mi wo over tarding ker ke apny account ko risk mi dal deta ha and isi tara us ka whole account wash out ho jata ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2237 Collapse

      New traders doson ko dekhtey hoi is business sey unlimited profit kamaney key chakar main hotey hain aur yun big lots laga letay hain. Loss honey key bad unhain pata chalta hy keh without knowledge aur learning key profit kamana asan nahi hy. Is leye pehlay knowledge hasil karain aur phir trading ko start krain.
      • #2238 Collapse

        jii han new trader forex mai bahot greed kerta hai jis waja say woh sharoo mai hi ais mai ukta jata hai jab osy ais waja say loss hota hai too hamain chahy ham forex mai lalach na kerain.
         
        • #2239 Collapse

          Newbies es bussiness ko smjhty nh aur proper learning nh karty jis ki waja sy wo aik he din mn ameer hony k khwb dekhty hain aur isi waja sy loss karty hain. Agr wo greed na Karen tu kahen ziada profit earn kar sakty hain.
          • #2240 Collapse

            G ha New trader buhat laluch ker lety he kunke unho ne Forex trading k Bart me zyada earning ka sun rakha hota he wo experienc liy bina trading kerty rahty he Seekhny li tawaja nahi kerty ar loss ker bathaty he
            • #2241 Collapse

              new traders is liye greed karte hen ke wo abi is kam me new aaye hote hen or un ko is kam me experience nahi hota or wo yahi samajte hen ke hum aram se rich man ban jaye ge or ye soch un ki galat sabat hoti he or wo loss ho jate hen
              • #2242 Collapse

                meri family to mujhe full support kar rahi he forex men working ka liye because me ghar walo ko monthly 500 dollar tak earn kar kay day raha hon or forex me mazeed invest kar ke forex me trading ziyada karne ka irada he to forex sa ziyada earning ho ge forex me ap ko information sa work karna chahiye
                • #2243 Collapse

                  Hmen is business me zyada lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain hmen tu loss hota ha or hmen itna loss ho sakta ha k hm apni sari ki sari investment b asy gawa sakty hain is iliye hmen loss k waqt sbr se kam laina chahe
                  • #2244 Collapse

                    actully jo new traders hoty hain un ko lagta ha k wo zeada profit earn kar ly gy tu wo lalch karty hain kisi point py unhien bohat acha profit ho jata ha lakin asa point b ata ha jab wo doob jaty hain jis sy bohat nuqsan uthana parta ha...!!!
                    • #2245 Collapse

                      Aisa wo khud nahi karta aisa osko bataya jata hai k yeh bhut asan aur profitable bussiness hai jis sy Ap jaldi rich bn sakty ho. But mn unko batana chahta hon k yeh koi short cut nahi hai aur na koi game hai. Yeh aik bussiness hai jis ko only hard working sy Kia ja sakta hai.
                       
                      • #2246 Collapse

                        jnab is main jo koi b ata hay is ko ye hota hay kay hum is min jaldi say acha profit hasil ho saky or wo log greedy ho kar kam karty hian jis say humain trading main loss ho sakta hay or humain trading main success b hasil nai ho sakti
                        • #2247 Collapse

                          g bhai wo is liye karte hian ke wo samajhte hian ke is business se raaton raat ameer hosakte hian,jabke is mien ap achanak se ameer nahi hoaskte is mien apko kaafi mehnat karni hoti hia.
                          • #2248 Collapse

                            New traders thory wakt main zeyada k chakar main hoty hain is liye wo lalach main a jaty hain aur apna loss kar dety hain. Is liye new ko lalach main nai ana chaiye balky apna experience bnana chaiye aur trading seekhni chaiye ta k kisi bary loss sy bach sakyn.
                            • #2249 Collapse

                              yeah brother new trader mostly greedy ko follow karte he, because unke pass zeyda knowledge and experience nahi hota, forex business men trader ki sab se biggest enemy greedy he, trader ko greedy nahi karni chahiye, agar trader greedy karta he aur kuch pips loss ho jate he to woh trader mazeed emotional ho jata he aur mazeed trade open karta he jis wajah se woh trader zeyda loss kar lete he, is leye traders ko greedy and emotion ko follow nahi karna chahiye...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2250 Collapse

                                Mjy abi tak yahe bt samj ay ha ky jo new tradee hoty hain un ko jab ek br profit ho jata ha phr un ko greedy ho jate ha ky ma zayada sy zzayada paisy hasil kron phr jab wo greedy krty hain un ko profit ki bejay loss ho jata ha yah bt thk ni ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X