whats is greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    i think greed wohi sai start ho jati hai jub hum without learning forex ki working start kar daitai hai or bus humai ye hota hai k hum trade krai or profit hasil krna shoro kar dai is tara mostly loss he hota hai or agar over all daikha jaye to big loss hota hai aik regular earning ni kar rahai hotai hum or trade b big kar rahai hotai hai yehe greed hai i think.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      w.salam bhai greed lalach ko kahty haiaur lalach insan ko khatam kr deti hai . Forex main lalach waloo ki koi jaga nhi hia q k wo lalach main a kr apna nuksan he krty hai is smain ..///..
      Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
      For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
      • #63 Collapse

        greed lalch hai mager forex trading mai greed ka kya concept hai forex trading mai greed kaisy krty hain main aj tak nhi smjh ska or kaisy krty hain.
        • #64 Collapse

          greed ka mtlb lalach ha .ap forex business ma zeayada earn karny k chakar ma apna loss karwa behty ho.lalalch sy kisis ko aj tak koe faida nahe hua ha ulta nuksan hi hua ha
          • #65 Collapse

            Walaikum Assalam, well my dear brother, greed kay meanings lalach kay hain, aur Forex trading mein greedy approach hamari sub say bari enemy hoti hai jo humein bar bar approach karti hai kay hum greed karain aur humein losses ho, kyun kay Forex mein humein quick time of period mein apnay working kay result mil jatay hain iss leay hum greedy ho jatay hain kay ager hum jaldi ziada earning kar lain tou kya jata hai aur yehi hamari sub say bari mistake hoti hai...
            • #66 Collapse

              aysal bath to ya hay kay bhai ap greed nahe kar to best hay aysal greed ka mtlb to ya hay lalach hay or forex lalach kar nay wala ko loss ki taraf pucha dia tha hay is liya ap ko greed kar nay say phelay acha taraap such lay kay agreed mai kar tha ho mujay kia kia ho sak th ha y.................
              • #67 Collapse

                ager ham forex k business mein zyada peso ka lalch Karen gay to ye hamare liye greed he hai brother aur is liye humen chahiye k ham kabi b lalch na Karen balkay patience k sath kam karen
                • #68 Collapse

                  Forex trading aik buhat hi acha online business he es min se hum kafi bari earning aur profit bhi le sakte hin hum jeise jeise es business min work akrte hin to humin market ki har harkat ka andaza ho jata he aur phir hum market k trend ko bhi samjh sakte hin aru achi trading bhi kar sakte hn aur greed se bach bhi sakte hin.
                  • #69 Collapse

                    is ma lalach kart ha is ma ham mko zayda resk ni la cahya ar ham ko loss ho boht zayda be ho saka ha sab is kam ko liek karta ha sab ka liy ha sab is akm ko pat time business kahta ha
                    • #70 Collapse

                      greed lalach hota hai or forex me jo insaan lalach karta hai us ko is business me kuch bhi hasil nhi ho pata hai siwaye loss ke is lye mere khayal me loss se bachna ho agar aap ko to greed ko khud se nikal kar he is business me kam karna chahiye .
                      • #71 Collapse

                        Greed yeh oti hai ka ap ziada se ziada profit ki lalich karty hain ap cahty hain ka ap jald se jald ziad aearn kar lain aur agar hum kam profit mil raha ho tarding main hum nahi laty iss tarah kai bar hamri trading los ma bhi chali jati hai tu bhtar ha kalalicj na karain aur jitn asani se earn kar skaty hain itna profit lain aur order lose kar dain.
                        • #72 Collapse

                          bhai greed ka urdu mein matlab hai lalach. jab koi kehta hai k greed na karo iska matlb ye hota hai k lalach na karo trading k waqt kiun kay trading k waqt lalach karne say bohat sary nuqsanat hain jis mein se basic tou yehi hai k ham banaya huwa profit bhi kho dete hain.
                          • #73 Collapse

                            der greedy ke tareef ham eyse kar sakte ha ke ke ap ko aik ordr mea profit ay raha ah to ap us ko close nhe karte ha jab ke wohe ordr ap ka loss mea chala ayta ha to ap k eleya wo he probalm creat kare ga
                            • #74 Collapse

                              jis se hum ko bhaot sa loos bhi ho sakta hay kion k isis ki wajah se men kai baar apana account wash kia hayjo lalach ata hai profit ka us ko greed kehte hain lekin ahme kabhi bhi greed;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex main greed us ko kahtay hain k aap nay is man trade ki hai or aap ko is main profit ho raha hai market aik khas had tak chali gay hai lekinaap apni threag ko close nai kartay hian to aap ko is main loss ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X