whats is greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear brother........pehli baat to yeh hai k greed ko lalach kehty hai ........aur khasker forex trader ko to bilkul b nai lalach krni chahiye kyo k riski business hai kuch b ho skta hai .....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      greed yaa hay kay jaab aap trading kartay han or us mein aap koo port hu rhi hay or port zayda nahi hay or aap trading koo clos nahi kartay or kahtay han kay iss mein or port hu or port hu zayda say zayda iss ko ghreed kahty han or aap keey woo trad loss mein cahli jati hay or app oo port say loss hu jata hay.
      • #78 Collapse

        bhai jann men ap ki bat samjh gya hoon ap ye pooch rahy hen greed kia hoti hy to bhai jan greed aik boht bari bala y is sya p ka pysa watse ho jata hy greed krna ye hy ky ap huge lot size len or itna zayada target set kren ky market whan tk jay hi na is ko greed kehty hen
        • #79 Collapse

          hum is main agr kam karty hain to is main greed ko avoid kar kay achy say kam karna ho ga jis ki help say market main kam karna ho ga kun kay greedy hony say market main loss ho sakat hay humain hard work karna h oga ta kay market main kam karna kafi asan ho sakay is main demo ka use karna best ho sakay
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #80 Collapse

            in my opinion the define of greed is that when you set the trade and from this trade you get profit and then instead of stopping you set more and more orders this is the greed and from greed you may get big loss also.
            • #81 Collapse

              Greed ko urdu main laluch kehty hn greed forex main aik important mistake hy jub ap ko khush profit ho jai to ap ko chay ke trade close ker dain aur profit withdraw kerwain greed krny se profit bh loss main chla jata hy
              Signature removed by moderator
              • #82 Collapse

                bhai greed woh hoti hai jb hum trade lgaty hain to zuada profit k luy zuada lot use krty hain is ko greed khty hain or agir hmari trade profit man jati hai tb bhi hum osy close nahi krty or zuada profit ka wait krty hain is jo bhi greed khty hain is business man jo bhi mily ly lana chaye zuada profit ka wait nahi krna chaye
                • #83 Collapse

                  dear trading me greed tab hoti hay jab app key orders profit me hoty hey or app es ko close nahi karty or zeyda profit ka greed karty ho ye be ho sakta hay key yahi app key orders big loss me be ja sakty hey.
                  • #84 Collapse

                    sir forex ma asay samaj lay k greed ma loss hi ha qk agar ham greed krty ha k ham aek do din ma 30$ earn kry to ham begar market ko samjty or ziada lots size laga dety ha jis ki waja say hamay loss ho jata ha sir aek ches kaho ga kay agar 10$ ka profit bhi ho jata ha to apko wo close kr dena chahiye qk market down bhi ja sakti ha
                    • #85 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexrehmat پيغام ديکھيے
                      aslam o alaikumm kya kisi expert ko pata hai ka greed kya hai or kise kehte hen bhout sa loog kehten hen greed na keroo pleaese guide me what is greed
                      Greed usko Kehte Hain Main Jab Kisi trader ko profit ho raha hoon aur wo ye Sochta Hai Ke Mujhe aur Jyada profit Ho Jaye aur ISI life mein uski trade last Mein Chali Jati Hai Isko grid karte hain Jiske trader ko bahut nuksaan Hota Hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #86 Collapse

                        Greed wo hai jb hum koi business kerty hai us m ziada c ziada profit kerny ki greed m hoty hai jis ki wja c humy kai bar los b ho hata hai
                        • #87 Collapse

                          Greed ik tarha ka habit hai jo aksar natural hota hai greed forex business k leye buhot nuqsaan deh hota hai q k forex business buhot he technical type business hai so baaz aoqat ik banda ache khase earnings kar raha hota hai lekan greed ki waja say wo sare earnings loss kar daita hai es leye professional trader aksar patience par zor daite hai trading mai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #88 Collapse

                            Lalach ko greed kehte hain agar trading k doran hum lalach kerte hue or zyda gain kerne k liye trade close na kerain ya lalach kerte hue apni strategy k khilaf chalain to ye greed hoti hai. humain apni trade ko emotional trading se door rakhna chahiye chahy wo lalach ho ya kuch or humain emotional trading kerni hi nahi chahiye or jitna ho sake rules ki base pe trade kerni chahiye.
                            :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X