whats is greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    whats is greed
    aslam o alaikumm kya kisi expert ko pata hai ka greed kya hai or kise kehte hen bhout sa loog kehten hen greed na keroo pleaese guide me what is greed
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan mge to nai pata agr ko pata he to aap kisi question men bata dain..
    • #3 Collapse

      greed ki waja sau ham ko buaht bara loss hota hy q k greed ham ko profit say loss ki terf lay jati hy ager ham es ko chor dain to kabi n loss na ho
      • #4 Collapse

        Greed yeh bhaot hi khatarnak chez hay jis se hum ko bhaot sa loos bhi ho sakta hay kion k isis ki wajah se men kai baar apana account wash kia hay , hum ko chie hay k hum is se zaror bachen tab hi hum is men kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Greed means that a trader want to earn more in short time without good knowledge and good earning information about this business.Do not do trading with greed because it will very harmful for you at the time of trading in this business.
          • #6 Collapse

            yes dearaisa hai k aik trade ap ko acha profit de rahe hai or ap ko us time per wahan apni trade ko close kerna hai but ap ziada profit k chakker me apne us profit ko b loss ker dete ho yeh greed hai.humey chahiye k jo profit mil raha hai us ko le lein or ziada ki greed na kerein.
            • #7 Collapse

              dear greed lalach ko khty hn kisi cheez k hoty howy us cheez ko had sy r mazeed chana is called greed ye apka bohat barha dushman hai yahn par
              • #8 Collapse

                well jnab , ap ne jo pocha hein tu bai mein yeh kahoon gee k bai meray khial mein tu greed usko kehtay hein k jb koi apna aik target set kar k tradng karta ehin n wo us ko acheive b ho jata hein tu thn usko trade close kar daini chay bt wo greed kartay hohe again tred karta hein same day n loss kar bhait'ta ehin apnay greed ki waja se
                • #9 Collapse

                  bhai g aap aik account pe trade kar rahe hain wo ap k profit main chala jata h. ap dobara phir us sa bari trade usi movement main lga data hain wo loss main chali jati hai...
                  • #10 Collapse

                    dear ap ne bahut acha question kia hy wo is lie ke jab ap koi bhi business start karte hain to ap ke mind main yahi ata hy ke ap jald se jald profit earn kar lain is lie ap lalach karte hain r ap ko loss ho jata hy
                    • #11 Collapse

                      yaar ye Greed wo chez ha ap aik account main kar kara raha hain wo ap ka profit main chala jata ha ap dobara phir us sa bari trade usi movement main lga data hain karte ho to ap k dil main jo lalach ata hai profit ka us ko greed kehte hain
                      • #12 Collapse

                        greed ka mtlab hy hirs lalach jb ap ko aik cheez sy profit hoa ho aur ap apni limt gain kr chuky hon aur ap ka phr dil kry ky phr tradeing krun tu ya ap lalach kr rhy hen aur aesy kr ny sy ap ko loss ho ga
                        • #13 Collapse

                          bhai jan greed kay sada alfaz mein meaning hai lalch kay so greed wo chiz hai kay hamein profit ki tarf se loss mein le jaye to plz greedy hokar trade na karen balkey patience reh kar trading karein shukria
                          • #14 Collapse

                            greed bhai jaan in short lalach ko kehtey hain jab app kaam time mein ziyada paisay kamaney k liya bari lot open karo aur appka account small hoo tab isey greed kehtey hain ..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              as i learn in forex trading greed is our big enemy in forex and i think if you want to earn money in forex then you have to control on your greed and if you can not control on your greed then you can not earn money-

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X