news ke time pahle se open trade ko handle karna:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news ke time pahle se open trade ko handle karna:
    dear baaz time Aisa hota hai ke aap ki trade open hoti hai aur darmyan me news aane ki vajah se jo profit aapki trade par aaya hota hai wo reverse ho kar loss mein change ho jata hai aapko chahie ke aap ki koi trade open ho aur wahan par news a jaaye to aap us news ko ignore na Karen us ko analysis Karen kay uska aapki open Trade par kya asar ho sakta hai aur uske hisab se action len take aap unexpecting Loss se Bach sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے

    News ke time per yah new se pahle ya FIR news Ke Aane Ke foreign baad Jo trade open ki Jaati Hai vah bahut hi jyada risky hoti hai Kyunki market ka koi pata nahin Hota ki market ab kis site per Chali Jayegi isliye Aise time per trading Na Karna sabse Jyada batter Hota
    • #3 Collapse

      Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

      Assalamau ALiakaum my dear bhai jan main ap se mutafiq hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main agar hamare koi trade pehle se open hae or aj us par news hae to hamen pehle to news ke figures yeni forecast ko check karna cahiye agar hamare haq main ho to trade ko rehene dena cahiye agar against ho to hamen us ko close kar dena cahiye
      • #4 Collapse

        Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

        News py forex market bhot depend karti hai, news k waqat trade tb he handle ki ja sakti hai jb pehle trade kam lot sy open ki hoe hai, forex ma pehle lot kam sy kam open karni chahe ta k zayada sy zayda chance ho apni trade ko counter karny ka,
        • #5 Collapse

          Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

          Jab Hamen pata chalta Hai Ki news a Rahi Hai To Hamen chahie ke pahle se hi Hamen news ke liye taiyari karna chahie Kyunki news ka trading bahut hi hard Hota Hai joki har waqt loss ka Samna karata Hai Ham Logon Ko Logon se bachne ke liye news ke bare mein pura samjhe
          • #6 Collapse

            Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
            dear baaz time Aisa hota hai ke aap ki trade open hoti hai aur darmyan me news aane ki vajah se jo profit aapki trade par aaya hota hai wo reverse ho kar loss mein change ho jata hai aapko chahie ke aap ki koi trade open ho aur wahan par news a jaaye to aap us news ko ignore na Karen us ko analysis Karen kay uska aapki open Trade par kya asar ho sakta hai aur uske hisab se action len take aap unexpecting Loss se Bach sake
            News ke time per Jo trade ki jaati hai usko handle karna Kafi Jyada difficult ho jata hai Kyunki Jab news aati hai to market bahut fast Munh karti hai aur Market Jab fast move kar rahi Hoti Hai To Uske behaviour ko samajhna Kafi Mushkil Hota Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

              hamy news ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

                bahut hi achy bat share ki hy , hamein news sy pahly trade close kar deny chaye aur pher gold sy door rahna chaye aur pher is ky sath jis ki new ho ager hamary trade thory loss mn ho ya pher ziada loss mn ho to pher hamein is mn chaye ky ham wo sab ki sab trades close kar dien jis sy pher hamein is mn ziada loss nhe hosakta hy so hamein chaye ky ham mehnat ky sath sath apny uper yaqeen bhi rakhien jis sy pher kamyabi hasil hosakty hy
                • #9 Collapse

                  Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

                  trade lagany ky kush rules hoty hain hamy in ko pora kar ky he kamyabe hasil hote hain hamy apne learning ko best bana kar kam karna chahey hum is main din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain yai aik wase business hain hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain yai aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

                    hamy news ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai live trade opne kar ky acha munfa kama sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain is mai hum apny boss ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

                      time ko mange kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is main hundle kar skaty hain aur hamain markt main bi trader banany say pahly is k bary main anlsey kar k hi hum achy say trade karny main bi koi prblm na ho saky gi tab hi hum perform karien gay tb hi hum achi trade kar k hi hum kamyb ho skaty hain ta k loss km hon gay
                      • #12 Collapse

                        Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

                        forex mai news ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum passia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kr sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kari sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kamkary gy to hamy loss ho j yag is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

                          hamy news ko watch kar ky forex mai kam karan ho ga pher he hum pasia kaamas aky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar skaty hain hum is ma idin mai be kam kar sakty hain forex mai hum mahnet sy kam kary gy t hamy kamyebe hasal ho jy ge forex aik bhat bara bsuienss hain is mai daunya ky bary bary mumalik shamil hain
                          • #14 Collapse

                            Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

                            news ke forex mai bohat value hain hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher hehum pasia kma sky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 gant mai sy kese be wakt ka tiime tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los sky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex jasa koi or busienss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

                              Assalam.o.alaikum...
                              G han ap ne bahut ache bat share ke hae forex main agar hamare koi trade pehle se open hae or aj us par news hae to hamen pehle to news ke figures yeni forecast ko check karna cahiye agar hamare haq main ho to trade ko rehene dena cahiye agar against ho to hamen us ko close kar dena cahiye...
                              $#@#i Khan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X