news ke time pahle se open trade ko handle karna:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

    New k time pe trading mat karey or agar trades open hai to sl laga k rahey q news k time pe market reverts ho jati hai jo trade lagayi ho or again ho to jo trade profit main hoti hai wo b loss main chali jati hai. Is liyey ahtiyat karey aise time pe trading ye phr hedging strategy use karey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

      Hmen news sa hmesha touch he rehna chaya or kbi b la parwahi ikhtiar me kerni chaya. Forex trading bht he acha business h is mn hmen trade kerni hoti h. Ager hm trade news k lehaz sa kren to kbi b hmen loss ne ae ga q k market value kisi b wakt change ho sakti h. Forex mn market ka khas khayal rakhna hota h q k market mn kbi price km hoti h or kbi ziada hoti h.
      • #18 Collapse

        Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

        news ke time Pahle Se open trade ko handle karna Forex mein news ka important role Hai Kyun ke new se Hamen market ke events ke bare mein Pata Chalta Hai market ki conditions ke bare mein Pata Chalta Hai news se Hamen or news Hamare Liye bahut zaruri hai agar Ham trading Mein involve Hain To international level per market mein jo movement hoti hai uski update news se milti hai aur iske sath sath market ki conditions ke bare mein aur Market ke events ke bare mein Hamen sirf new se Pata Chalta Hai to Jab Ham trade open karte hain aur koi news Aati Hai us trade ke bare mein to usko handle karna thora Mushkil ho jata hai Kyun k news se market ke upar bahut zyada effect parhta hai aur Is hi wajah Se Hamare seniors Kahte Hain K money management se chalen Kyunki money management se chalenge To Ham Apna loss Nahin Karenge aur Agar news Se Kisi bhi currency per bahut zyada effect parhta hai to Hamara Itna loss Nahin hoga news ke aane ke bad trading Mein Pahle Se open trade ko handle karna thora Mushkil Ho Jata Hai Magar Jab money management ka use rakhte Hain To isse Hamen bahut zyada fayda hota hai money management ka use Rakhna Hamari trading ke liye bahut zaruri hai money management ka use se money management ke liye usse Hamen last Nahin Hoga infact profit hoga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: news ke time pahle se open trade ko handle karna:

          hun humain new k wqt se pahly trdaing nhi kerni chahiay ager humari trade pahly se open ho aur wo profit main ho tu humain ziada ki lalach nhi ker ni chahaiy aur apni trdae ko close ker daina chahiay ager hum asa nhi kerty tu humain bad main pachtana kisi kam ka nhi hota.

          اب آن لائن

          Working...
          X