forex men luck ya mehnat##

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex men luck ya mehnat##

    AssalamoAlaikum Dears G Han Bhai jan pak forex main he nahin balke har kam main Mehnat sab se pehle ap luck ka sara inhesar mehnat par hota hai pak forex main bhi apko pehle Mehnat karain us k bad ap k luck bhi apko kamyabi dilata hai aur ap achcha bonus hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex men luck ya mehnat##

      Luck tu har kaam mein hota hy aur forex mein bhi luck hota hy lakin hum ko forex mein luck par depend nhi karna cahaiye kiok agr luck par depend kartay han tu is se profit Aik do bar hi hota hy aur phr loss hi hota hy hum ko apni mehnat par depend karna cahaiye kiok mehnat aur hardwork kar k hum forex ki learning knewledge aur experience hasil kartay han knewledge aur experience ho ga tu hum achi trading kar k achi earning kar saktay han
      • #18 Collapse

        Re: forex men luck ya mehnat##

        forex trading business he esa hae is main luch nhe balke mehnat kam ate hae q ke pak forex forum main hamara kam karne ka main maqsad acha bonus hasil karna hota hae to is ke liye hamen is main mehnat karne hote hae to hamen cahiye ke hum is main mehnat karen q ke sirf mehnat se he hum is main kamayab ho sakte hain kiya kabhe luck se bhe apko bonus mila hae
        • #19 Collapse

          Re: forex men luck ya mehnat##

          Mhnit plus experience plus luck ye sb AP ke qasimat bdal dte ha
          • #20 Collapse

            Re: forex men luck ya mehnat##

            Agar hum mehnat marengey tou he luck bhi humara sath deygi beghair mehnat kery kabhi luck sath nahe deyti hamesha her kam me mehnat karni parhti hai isi tarha kamyab hotey hain warna beghair mehnat karey kabhi koi kamyab nahe hota
            • #21 Collapse

              Re: forex men luck ya mehnat##

              اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadAslam پيغام ديکھيے
              dear forex men agr hum achi kamyabai hasissl nkaran chakty hen to humen chaioa keh hum forex men mehnt sy kam kareen forex m,en apny luck pe bhaarosa belkul bhe nai karen gy tab he hm forex men achji kamayabai hailn kar saken gy q keh forex men just mehnti memmebr bahoit he achi kamyabai hasil kar sakty hen
              Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye mehnat aur luck donon hi bahut jyada important hote hain sometimes Ham proper analyzers Karke kam kar rahe hote hain lekin Fir Bhi Hamen nuksan Ho Jata Hai Iski vajah yah hoti hai ki Lak Hamari favour Mein Nahin Hota aur jab Lak Hamari favour Mein Hota Hai to hamare wrong decisions bhi correct Ho Jaate Hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: forex men luck ya mehnat##

                assalam o alaikum all dears pakistan mein bahut say aisy busness hain jis mein luck chalta hai or bnda trakki kr jata hai lekin forex mein aisa bilkul bji nh hai forex mein mehnat hotii hai forex mein hum jitna mehnat krty hain utna ziada kamiyab hotty hain or ziada say ziada profit kma sakty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X