forex men luck ya mehnat##

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex men luck ya mehnat##
    dear forex men agr hum achi kamyabai hasissl nkaran chakty hen to humen chaioa keh hum forex men mehnt sy kam kareen forex m,en apny luck pe bhaarosa belkul bhe nai karen gy tab he hm forex men achji kamayabai hailn kar saken gy q keh forex men just mehnti memmebr bahoit he achi kamyabai hasil kar sakty hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex men luck ya mehnat##

    Asslam o aalikum g han dear ap ki baat thik hy pakiatan forex min luck nahin mhenat karni chaye q k hamesha yaad rahy apni qismat mhenat karni sy hoti hy isi lia hmin apni luck acha karny ka lia forex min ziyada sy ziuafad mhenat karin jitna ho saky forex ka rules ko follow kaien aur os min ziyada sy ziyada mhenat kairn jis sy hum forex min achi ka.maabi haisl kar sakin gy aur hum kamyaab ho pain gy aur hara luck acha ho ga
    • #3 Collapse

      Re: forex men luck ya mehnat##

      Forex ma 100 percent mehnat py bahrosa karna chahe, luck unko he yaha favour karti hai jo pehle khud ko esk kabil banaty hai, agr ap serf luck k sahahry he trade karny ah gae hai to apko etna loss ho ga k acctt he wash ho jae ga, forex mehnat sy he earning deta hai,
      • #4 Collapse

        Re: forex men luck ya mehnat##

        G dear tu jhan tak mai samjhta hun tu us mai dono pay he depned karta hai kiyu kay ager ap es mai mhnet kay sath kam nhi kartye hain tu ap ka luck bhi nhi chalta hai ye yad rakhain tu ap ka luck bhi hona zaroori hai per ap ko es mai mahnet kafi karna partye hai ye yad rakhain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: forex men luck ya mehnat##

          dear g han ap nay sahe bat kahe hay meray khyal main mehnat k sat sat luck k bhi hona zaroori hota hay is main ham k phela aim hard work he hota hay aor is k bad ham ko oppertunity gain hoti hay agay ki janib janay k lye is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat kam ko kartay rahein is main ham ko chye k ham is main kisi bhi point ko kam khyal kr k is ko chour nah dein is he main ham ki kamaybi hay .
          • #6 Collapse

            Re: forex men luck ya mehnat##

            i agree if you are want to get more earning you need to work hard because luch only favours the hard worker thats why we need to work hard to get good trading from forex and we should not rely only on luck because first of all we have to work hard to get earning from forex
            • #7 Collapse

              Re: forex men luck ya mehnat##

              Dear friend Pakistan Forex forum main apna luck khud he bnana parts hai Firex main mehnat karky h apna luck best bna sakty Hain hamen chaheay k Forex main ziyada se ziyada mehnat Karen mehnat sy he ham apna luck BN sakty Hain aur Forex main Achi earning gain Kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: forex men luck ya mehnat##

                mere pyare bhaijaan Forex aapka lak nahin balki aapki mehnat rang dikhati hai to mere khyal mein aapko chahie ki aap Dil lagakar kam Karen forest mein jab aap Dil lagakar aur uske sath kam karenge tabhi aap kaun knowledge or experience Hassan hoga aur tabhi aap aasani ke sath reading kar sakenge aur achcha bonus aasan kar sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: forex men luck ya mehnat##

                  Forex trading my mehanat ka sath sath liluck bi chalta hy .hum agar chaty hayn ka hum acha profit hasil karayn to us ka liay arory hy ka hum mehanat karayn or acha profit hasil karayn .agar hum pak forex forum my kamayb hona chaty hayn to us my mehamat karana bi bohat zarory hy .agar hum pak forexforum my mehanat kar ka achi posting karayn gy .or us ka bad humara bonus humary mehanat ka sath sath humary luck per bi depend karata hy.pak gorexak bohat acha bussines hy.agar humara bonus acha a jay to hum bohata cah profit hasil kar sakty hayn.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex men luck ya mehnat##

                    Dear forex ak proper business hyy yeh koi game ni hy ya gambling b ni hy jahan luck chal jaye ga forex men kaheen b luck ni chalta is men hamari apni zaati mehnat hamaray kam ati hy jo log is men mehnat ni kartay or luck pay dependit hojaty hyn wo atleast totally fail ho jaty hyn or apna sab koch ismen losskar bethty hyn islye forexmen kabi b luck pay dependna karen hamesha apnay hard work pay bharosa karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex men luck ya mehnat##

                      Dear member aisa ho bhi sakta hy k luck bhi chily liken hamen mehnat par ziyada tavajo deni chiy. Han yeh hy k kabhi kabhi hamari kesmat mn likha hova mil jata hy liken aisa kaha kata hy na, K tumhary liy vahi kuch hy jes ki tum khosish karty ho es liy hamen mehnat py tavajo deni chiy ham jetni mehnat karn gy ham outna kamyab hongy es liy luck ky chakrun mn na bethy raho mehnat karo apna kam karo
                      • #12 Collapse

                        Re: forex men luck ya mehnat##

                        Yes dear ap n bilkul thk kaha k forex trading m mehnut krni chahiya luck p bharosa ni krna chahiya ku k luck hamesha ap ka sath nhn daita luck to aik chance ha kbhi chal giya to kbhi na chala lakin mehnut ap ko hr waqt kamyab kry gi aur forex trading to naam hi mehnut ka ha jitni zeada mehnut utna zeada experince aur jb experience ho ga to analysis a6a ho ga aur analysis m jo expert ha wohi forex trading ka badshah ha aur forex trading analysis expert ko ibhi mayoos nhn krti so ap ko mehnut krni chahiya luck p ni rehna chahiya
                        • #13 Collapse

                          Re: forex men luck ya mehnat##

                          Mehnat Karen market ko understand karna sikhen market ke about knowledge hoga to hi trading kar Payenge sirf luck per depend Nahin Hota..
                          • #14 Collapse

                            Re: forex men luck ya mehnat##

                            Forex Mein lock Aur Main donon Sath Sath Chalti Hai Jab ham log mehnat karte hain to Abhi ham log Kamyab ho Jate Hain mehnat kiye bagair lakh ke upar Bharosa karne se ham log kamyabi Hasil nahin kar sakte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex men luck ya mehnat##

                              Luck or bonus g dear forex mein hum mehnat karne se hi kamyab hoty hai mehnat karte rehna zaroori hai humari kamyabi k liye is mein luck nae hota kyun k humari hardworking karne se humein is mein kamyabi milti hai har hum is mein zaida se zaida hardworking karte Hain toh is se humara faida hota hai humein is mein zaida mehant karte rehna chaiye hum apni mehnat se hi kamyab hoty hai Jo is mein mehnat karta hai woh hi is mein kamyab hota hai har member Jo kamyabi k liye us mein apni mehnat karni hogi Jo is mein mehnat nae karta hai usko is mein kamyabi nae milti hai forex mein luck bhi Kam nae karta hai agar koi member is mein hardworking nae karta hai kisi k liye isein zaida se zaida mehnat karni hogi hum apni mehnat se hi kamyab hoty hai Jo bhi is mein zaida se zaida mehant karta hi usko is mein kamyabi milti hai mehant karte rehna buhat zaroori hai Jo bhi mehnat karta hi usko hi kamyabi milti hai mehnat karne wala hi kamyab hota hai har member Jo is mein zaida se zaida hardworking person hota hai woh hi is mein Kam time mein kamyabi hasil karta hai acha profit bhi humari hardworking karne se milta hai agar humein is mein. Acha profit milta hai tabhi hum is mein kamyab hoty Hain forex mein zaida se zaida mehnat Karne Wala hi kamyab hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X