KaYA ap agree kartay hain.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    han jab hum trading krte hian tu hamari soch sirf profit ko
    focus krti hia hum sirf profit chate hian loss ko nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      G bhaio men apki baton se agree hn men nen ye kabhi nahen socha k treding k doran mujhe loss b ho saqta he balqe esa sochna he nahen chahiye agar ham esa sochen ge to kabhi kamyab nahen ho paen ge hamen sirf profit k bare sochna chahiye
      • #93 Collapse

        je main ap ke bat se agre karta hon kah jab bhe ham log trading karte hain to yahe sochte hain kah hamin bohat acha profit mile ga lakin hamin loss ho jata h .lakin jab ham log forex main mahnat karte hain to hamin market ka pata chalta kah ab market kis taraf mive kare ge .to ham profit hasel kar late hain .lakin jab ham log mahnat he nahe karte to hamin loss to ho ga .as lae ham sohcte kuch hain lakin hota kuch h .
        • #94 Collapse

          ge ap ki bat drust he lekin profit ka to ak andaza hota he lekin ye zarori nahi ke ap jitna soch rahe hon utna hi profit ho or loss ka is lie nahi sochte q ke hame apne experience pe bharosa hota he.
          • #95 Collapse

            G haan men ap ki is baat se agree karta hoon k new trader jab real trading start karta he to kuch hi dinon men apna sara deposit wash kar deta he is ki bari waja ye k usay trading ki practice nahi hooti or na hi itna knowkedge hoota he. New traders ko chahiye k pehlay achi tarha trading ko seekh kar demo par trading karen taa k real account men loss se bach saken.
            • #96 Collapse

              g han sab traders he just profit earn karne ki sochtay hain lekin loss k bare main kuch traders he sochtay hain. mere personal opinion k mutabiq to aap apne capital ko kis trha loss say bachana hai wo zyada important hai.
              • #97 Collapse

                g jnab ye bat bilkul thek h k koy bhi trader jo koy bhi kam krta h us ko hmesha apna profit ka kial hota h and wo kisy bhi tareekay say profit earn krnay ki koshish krta h lakin us ko chahia k wo nuksan ko bhi maday nazar rakhay is lia soch kr khadam baray.
                • #98 Collapse

                  bilkul theek kaha ap ne jnab ham emotions me akar bari trade laga laty hyn lekin ham ye bhool jaty hyn jitna hamy is trade se profit ho gaa istana hi loss bhi ho sakt hy Q k 50, 50 chance hota hy k ye trade kamyab hogi ya nahi
                  • #99 Collapse

                    My dear friends forex traders ko kisi bhi time forex trading market main koi bhi lot lagane se pehle is ke profit and loss ko calculate kar ke trade enter karni chahiye. or gar app ko loss hota ha to foran close ka deni chahiye.
                    • #100 Collapse

                      You are work.the markwt with the good strategy or planning. You are earbbthecdaily money regular. You are successful trader .
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #101 Collapse

                        hum is main kam karty hain to is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say market ko understand karana humary liye assan ho sakta hay magr ko use karna hay to is main learning k aham karna ho ga kun kay is main greedy ho kar kam karny say humain trade main achi earning nai hoti hay
                        "The mind is everything, What you think you become"

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X