Successful trader hmesha long term trading krta ha !!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Successful trader hmesha long term trading krta ha !!!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Maya khan پيغام ديکھيے
    Dear members Forex main trading krni ha Tou hmain. Hmeshaa soch smjh KR ismain Kam krna chahye becOz jb hm trading krty hn Tou short term trading itna faida ni deti jitni k long term hmain patience k sath work krna chahye aur trading hmesha long term kren
    forex trading mein sirf vah Banda kamyab hota hai jo Banda ismein kamyabi hasil karke long-term ke liye Jo ismein apni trading jari rakhta hai aur long time at reading karne ke liye yah sirf vah log kar sakte hain Jo log iski ismein Jo yah knowledgeable karte hain jyada se jyada Josh mein vah experience hasil karte hain aur apna knowledge game karne ke sath sath apni market ki value ko samajhte Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Successful trader hmesha long term trading krta ha !!!

      Sucessful trader humasha long term trading kar sak tha hay wo trader par depand hota wo hamasha long term trading kary sucess full trader ka apna exprence kam aytha hay or us ka apni knowledge or learning bohat maina dia the hay ..............
      • #18 Collapse

        Re: Successful trader hmesha long term trading krta ha !!!

        g han ap ne bilkul drust farmaya jeet hmesha usi shaks ki hoti hai jo himat nhi haarta balkay carry on jatta wali bat lko madenazar rakhtay howay apnay kaam se jura rehta hai agar apka experience nhi hai phir bhi aap agar thora thora kaam kraty rehtay hain or himat nhi haartay to jeet aapki hee hoti hai kamyaab busnissman hmesha apnay kaam se sadaa jura rehta hai long term work hmesha faida hee deta hai aik to is se ap kaa experience barta hai or doosra apko profit bhe zyada hota hai
         
        • #19 Collapse

          Re: Successful trader hmesha long term trading krta ha !!!

          kisi bhi kaam ki kamyabi ka pehlay asool hi yehi hai k us kaam ko mehnat or lagan k saath kia jay agar aap koi kaam mustiqal mizaji se nahi kar saktay to us kaam ko shuru karnay kaq koi faida he nahi..forex main b kamyabi isi baat main hai k aap nafa yaa nuqasaan ko baalaye taak rakhtay howay apnay kam ko steadfastness se jari rkhai yehi kamyabi ka raaz hai
           
          • #20 Collapse

            Re: Successful trader hmesha long term trading krta ha !!!

            g bilkul successful trader jo bhe hota hai wo long term he trade karta hai or us trade main wo market ki movement ko check karta rehta hai or us par analysis karta hai phir he apni trade ko close karta hai kun k wo achy profit ko gain karny ka wait karta hai jaisy he usko profit gain hota hai wo forun he take kar leta hai ..
            • #21 Collapse

              Re: Successful trader hmesha long term trading krta ha !!!

              Forex pak forum mn successful traider humesha ache triqe se our smjhdari se kam krta he woh bhot soch smjh kat traiding krta he our traiding kerne se phele acha experience hasil krta he our zyda se zyda time forex pak forum ko deta he our sirf apne bisnus pe focus krta he our successful trader long term traiding krta he
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Successful trader hmesha long term trading krta ha !!!

                Ji han bhai jaan Sach bolo hone ke liye bahut hi jyada mehnat karna padta hai agar Hamen ismein successful hona hai To Hamen is mein bahut hi jyada knowledge aur experience Hasil karne ki koshish Karni chahie aur Jitna Bhi Humse ho sake Ham ismein mehnat Karen aur post credit Har post credit ko read Karen Akele Ham is Samay jaldi se kamyabi Hasil kar len Nahin To Ham is Samay jaldi kamyabi Hasil nahin kar Payenge
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal

                اب آن لائن

                Working...
                X