After 2 years in forex market !! why i am not rich person ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    mer ebhai si k kaye reason hu skatye hain keu k ap yaha agr loss he ekr rahe hian tu ap ko profit kese miullya ga ay pher ap k pass lack of knowledge huga,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      dear mery khayal mein to forex mein 2 years ka experience bohat acha hy agar ap rich nhi huy to mujhy lagta hy k ap ny sahi tarah say forex mein interest show nhi kiya aur ap ny mehnat nhi ki
      • #1323 Collapse

        Eski sab say bdi waja yahe ho gi keh hum market main ziada profit earn nahi kar paty hon gay aur eskay pechy yahe dar rehta hay keh humay loss na ho jaye agar humara ye dar khatam ho jaye to hum acha profit earn kar skaty hay.
        • #1324 Collapse

          mere khiyal say agar aap jab tak forex main market ko nai samjhow gay tab tak aap jitna marzi kaam kar loo aap kabhi bi Rich nai ban sakte aur na hi aap kabi bi aik professional trader ban sakow gay isliye sab say phaly aap forex main trading k basic rules ko samjh loo aur sath hi sath isay fiada utha kar business karow.
          • #1325 Collapse

            bhai ya ko aldainn ka chirag ni ha ka ap us ko ragdooo or ap rich ho jyo keo ka ais ma ya ap par he depend krta ha ka ap kitna invest krta ho or kis jagha par krta ho agr ap galat jagha invest kro or rich hona socho to aysa to bohat mushkil ha
            • #1326 Collapse

              dear ager ap kuch learning hi nahi kro gy to ap forex sy kabhi bhi profit nahi bana sko gy is lye zarori hy k ap is ki learning len apni mistake ko experience banaye or phir dekhen ap ko success hasil ho gi
              • #1327 Collapse

                good question brother .... agr ap 2 saal spend kiy yahan pa forex ko 2 saal diy tau ap agr rich nhi hain tau is me fiorex ka koi ksoor nhi hy ya ap ka kasoor hy sara ap learnig pa focus nhi krty hun gy ap laparwahi sy kaam karty hun gy ... koi na koi fault tau ho ga aop k andr k a rih nhi huy ...
                • #1328 Collapse

                  Dear Brother! Forex main agar hum 2 years say work kar rahy hain. rich is liye nahi ban patay kay hum puri mehnat karty hain. Forex business aik wahad business hai jis main earning ki koi limit nahi.
                  • #1329 Collapse

                    Apk k ameer na honay ka ek he drawback nazar ata hai k ap jo b profit hota hai wo use kar laitay hain, koi savings nahi kartay so investment zaruri ha ameer honay k leay
                    • #1330 Collapse

                      bhai rich nahi hue to ho jao ga aap apna profit to hasil kar rahy ho na koi baat nahi kbi to ap rich ban he jao ga bhot say loog kaam kar rahy hai or rich b ho gaye hai aap mehnaat karty raho or apna profit lety raho
                      • #1331 Collapse

                        assalam-o-alikum...
                        dear....
                        after 2 years in forex markiting why i am not a rich person????peoples not obey rules and use wrong way to work then they face lose....
                        • #1332 Collapse

                          g hai ap nai theak kaha hai trading k lia money ko collect krna parta hai first jb money collect ho jaye then real account start krna hota hai or jis se profit hi profit ho jaye then ap automic rich ho jaye gai
                          • #1333 Collapse

                            bro reason yeh hai k ap k pas forex k bare me knowledge kam hogi agr ham demo account par practice kar k trading start kare to ham rich b ban sakte hai lakin forex ko learn karna zaroori hai.
                            • #1334 Collapse

                              jee bhai jaan saisa hye key apa ko mey yahi kahuu gaak ey aisa nahi hey key aap ko is kama mey rich hona hey tho aap rich ban saktey hey is kaam mey laikin tghorha thorha kar ey is kaam mey baagna nahi hey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                Disappoint nahi hona chayeye. Meray khayal main aap aik achay trader hain, zaroorat practice ki hy. Aap lalach main aa kr kam profit lenay ki bajay ziada profit hasil ki fikar kartay hain aur yun pehlay wala profit bi zaya kar detay hain. Yeh to aap ko apnay aap ko judge karna hy keh kahan mistake hy. Apni mistakes ko sudharain, sub theek ho jaye ga.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X