Dear Members!
Hr business mehnat ar sabar mangta hae apsay. Forex ka business aim wahid business hae jo k bht km sarmaya se bhi start kia ja sakta hae ar jahan pr apki izat e nafs bhi majrooh nai hoti. Ap btain k apky mulk main kaunsa aisa business hae jo km sarmaya se start ho. Laikin hr business ki trah kuch ikayian yahan bhi mushtarik hain.
1. Sabar: koi bhi business ho chahy wo lakhun ka ho ya phr hazaroon ka ho jb tk ap sabar nai krty achay ar burray waqt main buzdili ka mozahira ya sabit qadam nai rehty to ap ki kamyabi k chances pr bht gehra effect parta hae.
2. Sarmaya ka sahi istemal:
Baz dafa ye hota hae k hmain kahain kissi item pr invest nai bhi krna hota to hum kr dalty hain ar nuksan ki sorat main us particular product ko hi morid e ilzam thehraty hain. Jb k qasoor hmara hi hae k hum ne hawa k mukhalif simat uran bharni hi nae the. Sarmaya ko theak jaga hi lganay se apko nafa ata hae. So jo currency ya commodity pair fav main ho wahain trade lgain.
3. Loss se na ghabrain. Ye apko uncha urany k liay hai.
4. Kabhi dosray ki strategy ko andha dhund na follow krain. Ho skta hae us ne sahi se market analysis na kia ho. Wo bhi nuksan uthae ar ap bhi. Lihaza khud pr yaqeen rakhain.
5. Knowledge share krain. Kabhi knowledge daba k rakhnay se nai barhta hae. Hmaisha knowledge share krain ar hasad se bachain ar dosrun ki life main asanaian le kr aen.
Hope you will like that post.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим