Should we move the stoploss much bigger on a losing trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g haan ap bilkul sahi keh rhe hain stop loss aik use full power hai forex business me jis ki madad se humara account wash hone se bach jata hai iss liye hume zada loss se bachne k liye stop loss use karna chahiye aur wait karna chahiye k right time ka take loss ki bajae kuch profit ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      i think k stop loss us time krna cahaye jb apko conform ho k market up and down jaye gae us time ap stop loss laago ta kay agr apko koi loos ho tou kam he ho.
      • #18 Collapse

        Kabi kabi es ka fida be hota hay muji aik bar about 200$ ka lose honi wala tha ur main stop lose ko mazeed koch point gra deya thori dair bad market up hoi to esi trade main muji 285$ ka fadia ho gya.
        • #19 Collapse

          ji mein yehi kahun ga yeh kam krny k liey bht sy log hain jo bigger hain or short term ki trading krty hain yeh sahi hai
          • #20 Collapse

            g han agr aap ko lagta he ka aap ko iss kaam main laga taar iss kaam main loss hota hi jaa raha ha to main aap ko ye hi suggest krta hun ke stop loss ko use karen aur kam capital se trade karen aur nayi nayi strategies pr tawajoh den iss se aap ko bht fayda ho sakta ha
            • #21 Collapse

              baaz oqaat trader ko stop loss ka use b kernma perta hai and ager wo yeh sanjaty hain k unain mazdeek faida nahain ho raha hai to wo yeh option use kre sakty hain
              • #22 Collapse

                no dear apko kabhi bhi ye nahi karna chahiye ke ap apna stop loss bara rakhen aur take profit chota rakhen kiunke is se apka risk bhi barh jayega,to apko chahiye ke ap stop loss chota aur take profit bara rakhen aur stop loss ko drag karke big bhi na karen.
                • #23 Collapse

                  majority of those professionals will have an ato two indicators as a counterweight pribadinya..akan analysis there is some point in their analysis maid apart from the track record of their experience.
                  • #24 Collapse

                    my dear jahaan tak stop loss ki baat hai to mein samjta hoon yeh risk management mein buht achi cheez hai ap jb b stop loss lagao technical analysis support or resistence level ko dekh k lagao
                    • #25 Collapse

                      Is bat men koi shak nahen kay forex ek online best working place hai aur Jab humen forex trading men loss hota hai to hume chaheye kay hum traing men stop loss bhi zeyada lagaye
                      • #26 Collapse

                        mairy khayal sy to agar ham ko kisi trade mai loss ho raha ho to ham ko us ka stop loss ka point move nahi karna chahiye balky us trade ko close kar daina chahiye. kyu k stop loss ko zayada move karny sy ham ko mazeed loss face karna par sakta hai.
                        • #27 Collapse

                          i think hmny phely stop loss ko jb ap ny set kr dia hai to ap ko us ko bar bar change nai karna chyie kue k wo ap k lyie zayada loss ka baise ban skta hai.es lyie ap ko stop loss bs ak dafa he set dr dyna chyie
                          • #28 Collapse

                            Ik trader kay liey uss ki planning or strategies he sab say zyaada important hoti hain.jab ik trade loss main jaati hai to better hai kay uss ka stop loss hit hony dia jaey.agar aap uss ki mazeed big loss main move karty jayein gay to phir stop loss ka maqsad he khatam ho jaey ga.s
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              stop loss ko use kar kay achy say kam karna ho ga kun kay market main kam karna humary liye kafi achi earning hasil ho sakti hay is main take profit ka use karty hain ta kay market main achi earning ahsil ho sakay is main aik limit mil jati hay ta kay market main kam karna kafi best ho sakay learning best hay
                              "The mind is everything, What you think you become"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X