Kiya humy forex sy faida hoga???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kiya humy forex sy faida hoga???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Danish11 پيغام ديکھيے
    Aoa . how are u all.?
    Mera Sawal yah hai ki Hamen Forex se fayda Hoga Ki Nahin hoga Kya Ham ismein earning acchi kar sakte hain ki nahin kar sakte?
    doston kya hamen forex form se fayda hota hai ya nahin to yah ek bahut achcha sawal hai forex mein agar Ham kam karte hain acchi tarike se aur imandari se kam karte Hain to hamen sari baat hai ismein bahut jyada fayda hota hai lekin agar Ham iske bare rocks ismein jo hai vah time nahin date time Jaya karte hai kya isko time pass samay to fir main ismein se jyada fayda hasil nahin hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kiya humy forex sy faida hoga???

      Han g bilkul hame forex se zarur faida hoga agar hm forex ko sahi time dengy sahi mehnat se kam karengy to Forex se hame zarur faida milega
      • #33 Collapse

        Re: Kiya humy forex sy faida hoga???

        G bilkul ap agr forex kay rules and regulations ko follow kryin gay to zror ap ko faida ho ga .ap agr proper time dyty hain market analyse kar kay information ikathi kar kay forex fourm nain share kartay hain jis say logon ko faida ho ap ko bhe faida zror ho ga ,
        AGAR APKO POST ACHI LGY TO FOREX MEMBERS LIKE TO KARTAY JAYA KRYIN
        • #34 Collapse

          Re: Kiya humy forex sy faida hoga???

          g bhai bilkul humay forex say acha faida ho sakta hai agar hum is market ko proper learn kar kai start karain aur us kai liyay behtreen tool hamaray pass demo account hai tu humay chahiyay kai hum demo account per jitni bhi trading kar saktay hain kain takay hum jab real account main trading karna start karain tu humay kabhi pareshani ka samna na karna paray aur loss say hum bach sakain.
          • #35 Collapse

            Re: Kiya humy forex sy faida hoga???

            forex buht acha business hy is business mein agr hum mehnat karain aur forex ko samjh kar aur knewledge aur experience hasil kar k kartay han aur market ko samjh saktay han aur analysis kar saktay han aur apna confidence ko acha kartay han tu forex se buht ziada faida ho sakta hy learning zarrori hy earning learning se hoti hai aur forex mein hum ko mehnat karna hoti hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Re: Kiya humy forex sy faida hoga???

              Bilkul forex trading sy ap ko bohat faida ho sakta hai agar ap sahi sy trading kary mehnat kary to trading sy bohat sy faidy hasil ho sakty hai sab sy bara faida ye hai k ap ghar beth earning kar sakty hai ap ko kahi jany ki zroorat nahi hai ap ki trading me koi ap ka boss nahi ho ga or is me time ki koi limit nahi hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X