Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

    Nahi mehnat karne Wala kabhi nakaam nahi hota agar koi mehnat karta hai to us ko chahiye ke kabhi tang na pare kyon ke agar wo kaam choar de ga tang a ke to ho sakta hai ke wohi lamha us ka turning point hota kyon ke market yakeenan mushkil to hai yahan 90% loag loss karte Hain magar 10% Jo earn karte Hain wo mehnat Kar ke hi earn karte hain bus apna system follow karain aur us pe kaam karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

      wsalm forex trading main mehenat k bawajud bhi hum agr loss krte hn tu hum apni khud ki ghaltiyun ki wja sy loss krte hn hum forex k roles ko follow nahi krte bal k pni ,marzi krte hn forex main apni marzi kabhi bhi nahi chalti forex main humsha market analysis k sth chlna chae tbhi hum kamyab ho skte hn
      • #18 Collapse

        Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

        Yes dear sis boht achi bat ki hai akser log boht mehnat kerty hain per phir bhi nakam ho jaty hain to is ki reason bhi ap ne achi byan ki hai k wo log mehnat to kerry hain per unhy pata nahi hota hai mehnat kis direction mai kerni hai jahan se faida mil saky ager koi unhy sahi way mai guide ker dy to un ki mehnat zaya nahi jay gi
        • #19 Collapse

          Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

          Ji aap Sahi kah rahe hain Kuchh log mehnat Ke bavjud Bhi Na kam Hote Hain vah isliye na kam Hote Hain Kyunki unke pass knowledge Nahin Hota yeah demo account per Bar Bar practice Nahin karte yah trade Lagate Waqt lalach Hoti Hai yah dehan Kahin aur Hota Hai isliye Varna kam Hote Hain isliye Hamen mehnat Karni chahie talatala mehnat Ka Sila Sabko deta hai
          • #20 Collapse

            Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

            G han dear mehant k bawajod bi kuch traders nakam ho jatay hain aur es ki ek reason yahi hay kah un ki mehnat karnay ki sahi direction nai hoti aur dosri reason yah bi hay kah kuch trader mehnat to kartay hain but apnay emotions ko control nai kar saktay aur lalach kartay hain aur es waja say woh kamayb nai ho saktay aur nakam ho jatay hain.
            • #21 Collapse

              Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

              ye to mehnat pr depend krta hy kh kon zeyada mehnat krta hy kon zeyada mehnat ni krta es liye ye khuda pr chor dain liken hum apni taraf se full mehnat koshish kry ta kh humain mehnat ka phal mily ku kh Allah pak kesi ki mehnat ko raiyga nhe hony dyte mehnat ka phal lazmi milta hy ak din....
              • #22 Collapse

                Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                Asslam o Alaikum g han brother kuch log forex pay mahant tu krty hy but us mahant k sth wo kam ko thk say nii krty forex k rolls ko khalif wardii krty rhty hy ya un k pass khowlage experience nii hota jas ki wja say wo log mahant krny k bawjod forex pay loss utha kr nakm ho jaty hy
                • #23 Collapse

                  Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                  Bilkul Kai bar Aisa Ho jata hai ki main uske bavjud bahut se log Aise hote hain jo karna kam ho Jaate Hain iski example Main Khud hun abhi bahut jyada kam Hua hun Iske andar bahut jyada main bhi karta raha hun Jiski vajah se mehnat karta hun
                  • #24 Collapse

                    Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                    bhaio main ap sy yh swal pochna chahti hon kh ager kuch members mehnat ky bawajood bhi nakam ho jaty hn to un ki kia waja ho sakti hy bhai mery khayal main wh mehnat to bht ziyada kerty hn lakin un ky pass mehnat kerny ka koi acha sa method nh hota bus wh aisy hi lagy rehty hn un ko trading ki bhi kuch samjh nh ati ager wh forex ky bary main bht mehnat karin gy to hi wh kamyab ho sakin gy
                    Ji bilkul sometime are proper planning karte hain pura plan Banakar trading karte hain Fir Bhi loss ho jata hai iska main reason kya hota hai K Market unexpected move Kar Jaati Hai Jiski vajah se Hamari trading loss Mein Chali Jaati Hai isiliye trading karte hue stop loss use Kiya jata hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #25 Collapse

                      Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                      dear member nakam log mehnat se nahi hoty unke pass mehnat ke bawajod koi experience hasil nahi hota wo sahi tara forum se guide nahi hoty unko chaiye agar mehnat ke sth agar kamyab hona hai to senior member ko sth shamil kare apni mehnat mein phr wo mehnat se kamyabi hasil kar sakty hai.
                      Mehnat Me Azmat hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                        Ye bat mumkin he Nahin hai k Jo mehnat Mary aur wo nakam ho Jo log Dil se mehnat karty hain jeet Ka jazba rakhty Hain wo Kabhi nakam Nahin hoty hamen chaheay k Forex main ham apni mehnat ko improve Karen aur best work kren
                        • #27 Collapse

                          Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                          g bilkul bhai jan mehnat karny k bawajood bhe koch member asy han jo nakam ho jaty han os ki waja ye hoti hy k wo pak forex forum main mehnat tu karty han kam main likin wo apna kam acha ni kar paty q k wo acha knowledge gain ni karty os k bary main
                          • #28 Collapse

                            Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                            Mery khiyal sy asi koi bat nii main khud yha struggling KY sath kamyab huwa Hain koi bhi Kam jb Tek AP usy smjh ker ni kery gyh AP kamayab nii ho skty agher AP is my kamyab hona hain to AP ko achy tariqy sy learning kerna hota Hain market ko jb AP mArket no smjh ker kerty Hain AP ko lose nii hot is my .
                            • #29 Collapse

                              Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                              janab aap ki baat durust hai, sakht mehnat hamein kamyaab bnaskti hai, naye mimbraan ko hooshiyar kaam karna chahiye kyunkay agar woh sakht mehnat nahi karte hain to woh apna nuqsaan ziyada se ziyada karen ge, inhen sakht mehnat se kaam karna chahiye taakay woh haasil kar saken achqa munafe aur munfa woh hsil kartaaa hai jo kamyaabi hasil karnay k jazbah rakhtaaaa ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                                mery khayal sa ye to ye mumkin nahi hai k hum mehnat karny k bad nakam ho jaen ..kun k hamri mehnat kbhi bhe rahiga nahi jati hai hamen hamari mehnat ka sila zaror milta hai or hum kamiyab bhe hoty hain bus hamen achi mehnat k sath he kam karna cheye,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X