Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??
    bhaio main ap sy yh swal pochna chahti hon kh ager kuch members mehnat ky bawajood bhi nakam ho jaty hn to un ki kia waja ho sakti hy bhai mery khayal main wh mehnat to bht ziyada kerty hn lakin un ky pass mehnat kerny ka koi acha sa method nh hota bus wh aisy hi lagy rehty hn un ko trading ki bhi kuch samjh nh ati ager wh forex ky bary main bht mehnat karin gy to hi wh kamyab ho sakin gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

    G han forex market main luck ka bhi bahot important role hota hai ky ham just mehnat ker ky acha bonus bhi hasil ker lety hain lekin agar luck hamari favour main na ho tou beshak hamara bonus bahot zyada hi kyun na ho ham sary ka Sara bonus minton main zaya ker dety hain ky achi mehnat ka bhi hamain kuch hasil nehi hota
    • #3 Collapse

      Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

      Yes mumkin hai k mehnat k bawajood b loss ho sakta hai, forex ma ik mah mehnat sy agr acha bonus na mele to dosry mah b us target ko pora karny ki khosis karni chahe, forex ma mehnat karna tark ni karna chahe, asanya melti hai but continuous mehnat k bad,
      • #4 Collapse

        Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

        G han thek kaha apny k bhot sy log mehnay k bawjud is main nakam hojate hain iski wja ye hoti hai k inhy mehnat k satj sath expeirnce or knowldge nahi hota or wo is main sirf bonus haisl karne kp Sab kuch smajhte hain assl imteahn isk bad hota hai isliye is main kismat ka bio hath hota hai jis sy wo is main eraning nahi kar paate.
        • #5 Collapse

          Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

          Kuch log bht ziada mehnat karty Hein or Nakam is waja s hojatty Hein KU kh woh Lalch karty Hein or ziada quality ni BNA Patty Hein Apny forum par trading methods smjhy bghair apnka Kam kieye rakhty Hein or signals Ni prhty or daikhty trading market ka bullish or bearish market p nzar ni rakhty
          • #6 Collapse

            Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

            G beshak hardworking kamyabi ke kunji Hai forex pe lkn mehnat bhi agr sahi tareke see rules ke mutabiq na ke jae to woh mehnat Hamare kuch Kam Ni a skti qk agr hum illegal tareke se mehnat ke bhi jae to bjae success ke account ban ka sabab ho skti Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

              aap nay acha sawaal kia hay forex trading may mehnath aap ko dhono jagho par karne hothe hwy forex forum par be our forex trading may trading karnay mah be our agar aap ek jaga par ziada mehnath karay our dhosray ko ziada tawaju na dy tho aap ke ek mehnath zaaya ho jathe hay is liqy wgar dhono jagho par ache mehnath hoge tho zaroor kamyaabi milegi.
              • #8 Collapse

                Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                g han bahi jan kei log mehnat karne k bawjood b nakam ho jate hen us ki man waja yeh he k woh regular kam ni karte aor us k sath sath aik waja yeh b he k woh log kam karne ka tariqa ni jante aor woh aese hi mehnat men lage rehte hen aor woh phir nakam ho jate hen hamen chahye k jab b koi kam stat karen to us ka tariqa seekhen pehle phir mehnat karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                  G ap ny bilkul theak bat ki hy kabhi kabhi aysa hota hy hum mehnat krty hain but us mehnat ki direction kisi or simat my hoti hy uska result bhi positive nahi atta is liay hum us cheez my fail ho jaty hain hmain ghabrana nahi chaheay bulky us sy sabaq sekhna chaheay
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                    G han ap ki bat bilkul sae h kuch log hoty hain jo mahnat tw karty hain aur din rat forex main kam karty hain lakn na kam ho jaty hain un ki sub sy bari waja un m pas mahnat ka koi acha mathed ni hota aur wo posting karty hoye ya thread create karty waqt koi mistake karty hain jis ki waja su un ko loss hota h
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                      G dear members mehnat karne members khbe bhe nakam nhe ho sakty who members nakam ho sakty hy jo mehnat nhe karty mehnat karny wala har member kamyab ho sakty hy jo log mehnat ke bawajod bhe kyamyab nhe hoty in me experiunce nhe hota aur who ak kyamyab insan nhe bn sakty
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                        g han mehnat ke bawjood bhe nakam hona kio bari bat nahi hy ager ap mehnat kerte han to full tawajo ke sath kam keryn interest piade karyn ta ke success bhe hasil ke jeye ager phir bhe nakam hote han mehnat ke bawjood apne kam ke quality ko check keryn ap se khe wahe mistakes ho reh hoge likn aik mind mein rakhin ta ke mehnati kabi nakam nahi hote han
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                          Of course dear kon ye cahta hy ky wo nakam ho har Mamber yahin expect krta hy ky us ko Forex trading main kamyabi achieve ho dear bhut sy Mamber asy hain jo mahnat karty hain but phir bhi un ko Forex forum mn loss ka samana krna part hy mahnat tu har Mamber krta hy kuch log mahnat na krty hoey bhi successful ho jaty hain es ki waja hy luck Pak Forex forum mn luck hi py depend krta hy ky kon successful ho ga aur koi successful nh ho ga acha luck achi earning
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                            Asslam o alaikum dear members
                            G Han bilkul Kuch log mehnat karne k bawjood b nakam ho jate hen us ki man waja yeh he k woh regular kam ni karte aor us k sath sath aik waja yeh b he k woh log kam karne ka tariqa ni jante aor woh aese hi mehnat men lage rehte hen aor woh phir nakam ho jate hen hamen chahye k jab b koi kam stat karen to us ka tariqa seekhen pehle phir mehnat karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia mehnat ky bawajood bhi kuch log nakam hoty hn ??

                              Agar Koi ismein mehnat Karta Hai To vah ismein kamyabi Hasil kar pata hai agar mehnat nahin karta to kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Pata Kyunki agar aap Kisi chij Mein mehnat Karte Hain To aap usmein kamyabi Hasil kar paate hain aur jald se jald agar aap kis kam Mein mehnat Nahin karte kya chij Mein mehnat Nahin Karte to aapas Mein Kaise kam ya Jyada kar Payenge yah Apne Baat Yahan Main Rakh lena
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X