Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    dear g han ap ne bilkul theek kha hai hamy hamesha is mai kam karny k liya ik plan k sath aana chae hai or apna profit level low rakhna chae hai is mai ham jitna zaida over confidance ho gy hamy utna zaida hi is mai loss ho ga jo k hamary liya acha nhn hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      mery khayal mein forex mein wo he trader overconfidant hoty hein jo apny expeirnce say zyda earn kar lety hein or hemasha unko forex mein lalach he overconfidence banati hai jo ko forex mein loss ka bahis ban sakti hai
      • #138 Collapse

        han ji aisa bht baar hota hai ke jab ap start main ate hain ap ko kaha jata hai greed nahi karna aur ap nahi karte jis ki waja se ap ko profit milta rehta hai aur jab ap ko profit milta rehta hai tab ap ka confidence over confidence main change ho jata hai jis ki waja se ap greed karne lagte hain aur ap ko loss hota hai greed karne ki waja se
        • #139 Collapse

          yes dear i also think that we all need to gain more and more earning from forex trading and to gain a lot of profit from forex trading and i think that this si the best for all and we all should try to gain earning from forex trading business
          • #140 Collapse

            g han bilkul agr hum aik chiz par invest krny p boht confident hota hai tu market ky rule ka kuch nh pta kab change ho jay so is liye hamay over confident nh hona chaiya jis ki waja sy trader my lalach a jata h greed come.
            • #141 Collapse

              waqyi agar ap overconfidence honge to ap ziada ki lalach men lambi trade pe hat marenge. ab agar ap ko expeirn hoga ya luck achi hogi to phir to hay keh ap profit hasil karen. warna ap apni tamam investment ko loss men kho denge.
              • #142 Collapse

                Waisay Tou confidence Achi Chez hai Magar baat jab over confidence Ki ho Tou wo hammain har jaga par nuksaan he Detaa hai,forex trading Eek typical Or Risky buisness hai yahan Overconfedence hona Sarasar Apna nuksan KArwana hai
                 
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #143 Collapse

                  han m app ki baat sy agree kar ta hn over confidance hamesha marwata hy or sath m hamary indar m lalach ko jaga ta hy, natijy m hamar loss hota hy, sab sy ahem baat ye hy ky koi b nh janta ky forex market kahan move hogi agar hum andaza kar lyty hn or wo andaza sahi hota hy tu hum ko overconfidance nh hona chahi q ky kisi b waqt hamar andaza ghalat huw tu loss hojai ga.
                  • #144 Collapse

                    yar confidence hona achi bat hai aur ab tab hi confidence hota hai jab ap mo kuch ata hai yani ap ka pas us ka knowledge hota hai ha agar ap overconfidence hu jata hai yani ap samjta hai ka ap hi sab kuch hai aur ap ko is ka bara ma sab pata hai ap sa aga koi nahi to wahi sa ap ki barbadi shuru hu jati hai aur samja ka waha sa ap ka loss huna shuru hu gaya hai
                    • #145 Collapse

                      no doubt, forex trading meyn over-confidence hony ka bohat nuqsan hota hey. over-confidence aap ko laalachi bana sakta hey. forex meyn Luck 1 key-factor hey. agar apki luck click karey or aap kuch transactions unexpected profit pe ker lien to khud ko fores ka king met samjheyn. heavy profit transactions ke bad he over-confidence aata hey or aap loss ker dety heyn.
                      • #146 Collapse

                        confident to bohat acha forex main par jab ham over confident hojaate hain hamaare andar greed peda hoti hai aur phir loss kar bethte hain aur daawat bhi dete hain sirf lalach ko .
                           
                        • #147 Collapse

                          Dear Zrori nhi hay kay over confidence always loss ki waja hotay is may 50% chance apkay profit kay bhi hotay hain hm hamasha one sided ho kr sochtay lakin is ki bhi limit hoti ha ager ap over hon gay to ap may lalach ki waja say nuqsan ka andesha hoga.
                          • #148 Collapse

                            Over confident is so harmful in forex trading. it always invites greed and brings our loss. So we have to be patience in trading. we have to leave over confident. Thanks.
                            • #149 Collapse

                              her cheez apni limit me he achi lagti hai isi tarha agar hum apnay confidence ko confidece he rehnay den to acha ho ga na k agar hum is ko over confidence me change ker len jo k hamaray lye nuksan day ho ga.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                miry kahyal sy ya bat ap ny sahe kahe ha k zayada tar log lalach karty ha zayada earn karny ki or wo koi stratge or koi market ki movment ko ni dykhty or bari trade start kar dyty ha or bad mi us ka natija yahe nikalta ha k wo loss mi jaty ha es leya hamy trading karty wakt apny dimag sy kam lyna chaheya or soch samaj k karni chaheya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X