Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Salam friends, Forex trading is a great business but you have first to learn it, before start trading be calm and have control on your emotions. Have confidence but not over confidence and have patience of low profit, these steps will help.:(
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Yes bro kisi bi cheez ko samjhne ke liye ye 3 baten zaruri honi chaiye knowledge skills aur experience wagaira tab admi ye forex sekh sakta he aur apna aik acha mustakbill bana sakta he lekin isko galat treqe se istamal karne walu ko ye bohat nuqsan bi deta he forex trading
      • #123 Collapse

        confidence agar acha ho to apko faida he hasil hota hai us se agar aap over confidence aur greed k sath trading karaty ho to ap profit kam gain karaty aur loss ziada karty ho
        • #124 Collapse

          jis kam mein lalach ho wo hamesha niqsaan ka zaria raha hai kehte hain ke lalch buri bala hai tou sahi kehte hain ziada pese kamane ka lalch apko akhir mein nuqsan ke pas lake khada kardeta hai jahan se wapisi bht mushkil hoti hai
          • #125 Collapse

            kabhi kabhi essa ho jaata hai,jab acha profit mil jaye to trader overconfidence ki waja say big trade open kar kay wo bhi loss karwa leeta hai.lakin essa new traders he karty hain.experts is tarah ki mistakes nahin karty.
             
            • #126 Collapse

              g han main to khud is baat kay khilaf hon kay over confidence kia jaey forex main trading apni jaga mager over confidence hamain bilkul bhe nahe kernac heay ye achi bat nae hay is say ham marekt main ghalt orders laga saktay hain jo kay loss ki taraf lay kay jaey ga
              • #127 Collapse

                yes when a trader is good in forex trading and he earns good then does not sue good analysis and planning in forex trading and he just has and idea and does not hard work and this things invites over confident and it's not good for you that you invite your over confidence trading with over confidence is not suitable with market behaviour and you lose your money
                • #128 Collapse

                  dear lazmi nahin hay kay overconfidence humesha hi greed ko jaga day sakti hay lakin hum over confidence ho kar apna loss kar sakte hain lakin agar hum forex trading bohat hi calm aur cool ho kar aur market kay trend ko daikh kar karain to asani se profit earn kar sakte hain.
                   
                  • #129 Collapse

                    I am agree with you. Greed is our enemy in forex trading. we have to control our greed and keep in mind that over confident is not well in forex trading.
                    • #130 Collapse

                      ha ya saee ha Overconfidence hmary leay forex market ma hatra ban sakta ha. confidence tu hir insan k passs huta ha laken usay istmal karnay ka kesi kesi ko pta huta ha, usay experience huna cheay market ma trade open karnay k leay.
                      • #131 Collapse

                        yes of course my dear foex mein humy hemsha confidant ho kar kaam karna chahy lekan apny ap ko boht zyada master ya over confidante nae samjhna chaeay keun kay over confidance say hum ko kafe nuksan ho sakta hai
                        • #132 Collapse

                          is main to confurm ha ky ap ko loss ho ga q ky jo over confidence hota ha person wo to loss he karta ha ak had tack hona chahey cofidence bhe mar deta ha forex main
                          • #133 Collapse

                            New trader ko apna confidence boost karnay ke liye demo account ka sahara lena parta hai. Kyun ke confidence forex trading main bohat important hai. Lakin over confidence to hamesha hi loss deta hai. chahay wo kisi bhi field main ho. Abhi tak mere sath aisa incident nahi huwa.
                            • #134 Collapse

                              yes, agar ap overconfidence ho kar trading karengay to apko greedy honay mein time nahi lagay ga aur ye apko nuqsan de sakta hai faida nahi forex forum parb sabar se trading karne wala persons kamiyab hota hai aur jald bazi se trading karne wala nuqsaan ka shikar ho jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                brother i totally aggress in forex confidence is good par over confidence means k app khud ko bohut bara trader samaj ne lagthey hoo aur yehi samajthey hoo k har trade mein app profit karogay jis ki wajah se app over trading karney lagthay hoo aur bas trade par apna pura investment lagthey hoo aur trend ghalthi chali jati hai aur app apna sara paisay loss kar jatey hoo..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X