Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    jnab hum jab trading karty hain to humain is main confidence say kam karna ho ga laykin humain is main over confidence say kam karny say humain trading main greed ho sakta hay jis say huamin trading main loss b hasil ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      jnab humain trading main over confidence say kam nai karna ho ga humain is main greed ho sakta hay huamin is tra say trading main karny main huamin achi earning nai hasil ho sakti hay humain trading main loss b ho sakta hay
      • #1953 Collapse

        gi ye bat tu thek ay ke overconfidence greed ko invite karta hay agr hum apny apko zeada proudy ya overconfidence samjhty hay tu us time hum apna nuksan kar rahy hoty hay or wo loss hamara gree ki waja sy hota hy. jab koi bi trader greedy ban jata hay tu wo trade me koi ghlti kar bethta hy jis ki waja sy usy loss hota hay.
        • #1954 Collapse

          apki baat theak hay agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to humay market main loss kay chances increase ho jaty hay aur humay aisa nahi karna chahiey balkeh market main theak say normal trading karni chahiey apny ap ko tes mar khan nahi samjhna chahiey
          • #1955 Collapse

            humey forex main kbhy bhe overconfidence nai hona chahie kyun k jab he hum overconfidence hote hain hum asal main greed ko janam daite hain aur jab hum greedy ho jate hain to humey kuch milne ki bajaye sab cahin jata haa
            • #1956 Collapse

              G hum ko forex trading mein conference se kaam karna cahaiye aur confidence se kaam kar k hi forex trading mein profit earn kar sakty han aur agr hum forex trading mein overconfidence hun gay tu is se lalach ho ga js se forex trading mein loss ho sakta hy
              • #1957 Collapse

                Learning ka silsila forex ke business mai hamesha rehta hai agar ap learning ko nazar andaz kare ge aur yeh samaj kar kam kare ge ke mai jo bhi trade execute karo ga woh meri hamesha profit mai jaye gi overconfidence ke sath aur greed ke sath agar ap kam kare ge to bohat jald ap ka account wash out ho jaye ga.
                • #1958 Collapse

                  Forex Trading main over-confidence tab bhi ap feel karey trading chor de kuch dair ke liyekiyun ke yeh ek aisi cheez hai jo ap ko greed main dal sakti hai so over-confidence se nimatne keliye ap ko apni trading main patience or sensibility ko produce kerna hota hai jis se ap ki trading main kafi achchi improvement ajati hai
                   
                  • #1959 Collapse

                    Bht say log trading ko lottery Sanjay hain trading k lea bht zayada study aur research Karni hoti hai es main greedy nhe hona chahea bus acha profit la k trade close Karni chahea
                    • #1960 Collapse

                      aoa g ap ne bilkul thek kaha k traders k favor ma jab tak market move karti ha to unhe loagta ha k wo bohat achy trader ban gaye han aur wo koshish karty han k bari se bari lots ko open kare bad ma unhe nuqsan uthana parta ha ye human nature ha ham isy neglect nai kar saktu
                      • #1961 Collapse

                        jo b cold blooded trader hai chahye kitna hi expreanxe q na ho wo over confedence nahi hota q k os ko malom hota hai k markit 100 kabi b apke haq main nahi hoti hameesha risk ko sath le ke chalna parta hai
                        • #1962 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                          As we knew that when trader are over confident then he completely neglect learning and strategy.He just follow their over confidence and open use less trade and that are dangerous for live account.We need confidence in our learning but when we thinks that we understand market behavior now then we are failed in Forex because when we are using our ideas to open trade and in last our overconfidence wash our account.
                          Share your comments with your past experience.
                          :cool::):o
                          yes my dear brother aap neb bilkul sahi kaha hai confidence ka har business mein aham role hota hai lekin over confidence se hamein bohot loss uthana par ja sakta hai forex aik aisa business hai is mein hamara confidence level high hona chahiye
                          • #1963 Collapse

                            agar tu ap market k lye gready karyen gay tu ye ap ko overconfidance kar day gi jiss ki waja say ap ksa sara ka sara capital market may investmentk k lye use ho jayen ga or ap k hath may koi raqam nai bachy gi
                             
                            • #1964 Collapse

                              yes i agree over confidence invite greed kiun k jab ap over confidence hoty ho tu ap ye samjtye ho k jo b trade karo gye perfect ho gai tu ap trade ka volume big laga gye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                my dear friend forex main agar aap kamyab hona chahty hop to iss masin confident ki sakht zarorat hai over confidenc ap ko nuksaan ki taraf lyjata hai so that thay can avoid greed or confidenc sy kaam kro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X