Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    G bilkul apki bat thake hy kun ke jub apko is mai confidence ajata hy tu apko chahye hy k ap is mai over confident mat ho jae kun ke over confident apko looss ke tarf lekdr jata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      Mere khayal mein overconfidence hona itni achi bat nhi hai lekan agar ap k pass proper knowledge hai tu ap KO apni kamyabi PR khus hona chaye kiyon is se kam krny mein aur maza a at a hai
      • #1998 Collapse

        G bilkul apki bat thake hy mai apki bat sai agree kerta hun ke over confidence greed ko invite kerta hy is mai humin confidence zaror hona chahye lakin greed sai bachna be chahye
        • #1999 Collapse

          Bhai forex trading ka to apko pta hai bht he risky bussiness hai trading ky leay tips aor strategy planning etc ki zarorat hai humen forex forum ma knowldge aor experince milta hai humen lalich nhi krni chue aor ovrconfident nhi hona chye loss ho jata hai
          • #2000 Collapse

            agar hum forex trading over confidence ho kar karen gay to es waja say humary andar lalach paida hota hay so humay trading main lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach ki waja say humay kuch earn nahi hota
            • #2001 Collapse

              Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k jab ham overconfidence ho jaty hain to phir ham apni skills par control nahi kar sakty phir hamien kuch samjh nahi aur ham mistake kar k loss mein chaly jaty hain is liye hamien overconfidence nahi hona chahiye
              • #2002 Collapse

                jab hum trade karty hain to humain is main greed ko avoid kar kkay kam karna ho ga ta kay humain achi edarning hasil ho saky humain hard work kar kkay practicec kar kay kam karna ho ga
                • #2003 Collapse

                  Dear dostoo y bilkul theek bat h k over cofidence se insan apna bhut sara nuqsan kar jata h aur insan issi wajah se lalach m a kar koi aisi trade laga leta h jo k is k nahi lagani chahiye
                  • #2004 Collapse

                    Ap ki baat theak hai. Jo bhe es market mai over confidence say jam kray gy tou wo es market mai kamyabi nahi hasil kr sakty aur es KY loss bhe regular ho gy. Es lye es market mai srif confidence say jam krna hai.
                     
                    • #2005 Collapse

                      Gee mery bgai ap ki baat bikul durast hai. Jo bhe esxmarket mai over confidence say kam krta hai tou wo esxmarket mai lalach say kam krta hai. Aur es ki earning bhe nahi hoti.
                      • #2006 Collapse

                        overconfidence hemshA loss hi hota hai humy jab b try kary mehnat krni chaiyeh tubhi kamybi mil skti hai kr forex bohat acha kaam hai forex boaht acha kaam hai lekin agar greed sy dor rahy tubhi kamybi
                        • #2007 Collapse

                          Overconfidence in greedy task at every Field. So in Trading overconfidence is very trading main hamesh sabr se kam lena chahie q k ager hum sabr nahi karen ge to profit kamana nhut mushkil he trading main ager hum profit kamana chahte hen to humain sabr se kam lena hoga
                           
                          • #2008 Collapse

                            bhai jo y word greed ha y kafi lose k basi banta ha ap agr apna palin per chlta ha or greed nh karta jo tp ha os per ap kam kara or greed koi acha trader nh karta or ap ko bi chya k trading ma greed mat karo y ap ko loss dyti ha ap trailing stop use karlo jasa ap rick sa beach jio ga
                             
                            • #2009 Collapse

                              Humain trading main over confidence bilkul nahi hona chahie q k over confidence se humain ziada lose hota he, Ache trader long term trading ko prefer karte hen q k logn term main he humain ziada profit milta he.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                Apny aap pr bharosa ho to koi kam b galat nahi hota. Bs yaqeen e kamil hona chahiye. Wesy market ko dekhty howay he trade open krni chahien na k market k khilaf trade ki jay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X