Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1906 Collapse

    Fore main agar hum learn karty hain to he earn kar sakaty hain or agar hum start main achi earning kar lein, to phir overconfidence ho jaaty hain to loss bhi ho sakta hai, is liye overconfident nahi hona chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1907 Collapse

      overconfidence apko greed hi deta hai is kay ilawa apko kuch bi nai deta hai iak overconfidence say apko apnay kay account ki equity ko bi set karnay ka pata bai lagta hai apko fadia bi nai hota hai
      • #1908 Collapse

        overconfident ho ya emotions pr controlna ho aik hi baat hy ess liy ap k liy best hy k ap emotins pr control rkhein aur greed mein nai aien q k greed sb sy buri bemari hy jo traers ki earning ko kha jati hy mera sb k liy mshwra hy k jtna zyadh ho sky greed sy bch kr rehn chahiy q k yeh boht bhuri cheez hy trading mein
        • #1909 Collapse

          forex trading ma confidence ho k trading karna bhot ache baat ha..lekn overconfidence nai hona chayhe kyu k overconfidence hone se aksar loss hojata ha..forex risky business ha is leye jab be trading karna chayhe ..target set karna chayhe..
          • #1910 Collapse

            G ha napp ne sahi kaha ha hmen is business me overconfidence k sath kam nahi krna chahe hmen is business me hmeshah soch smjh k kam krna chahe kyun k agr hm soch smjh k kam karty hain tu hm is business me lalach se bach skaty hain
            • #1911 Collapse

              jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or humain is main profit b ho sakat hay or huamin is main agr success hasil kanri hay to humain is main greed nai kanra chahiye
              • #1912 Collapse

                When you have the bonus account only some bonuses that you can not lose - trade is cautious and conservative, as soon as there is on the account of profit trader then affords drawdown. so it is always necessary to keep themselves within the strict limits.
                 
                • #1913 Collapse

                  Forex main kabi bi overconfidence nahi hona chahiye aap ko. jab insan over confident ho jata hy os main ziada rich banay ki feelings peda hotin hen. experience ki waja say agar hum bari trade open kar leety hain to ye trade account ko bhi kharab kar sakti hain.
                  • #1914 Collapse

                    Bhai jan jab bhi hum overconfidance hory han tou hum hamisha nuksan hota forex trading k ilawa hum kis bhi biussiness ke bat kry tou humain is se bachna chahe kyun overconfidince us wakit hota jab hum samjhte han k hum ye kam asani se kr len gy emotional ho jate han jis se humain bhgaut loss ho jta ha bussiness men.
                    • #1915 Collapse

                      jee han bhai jiss wakat tak hum koi b kam confidence me rehtay howe kartay chalay jatay hain us wakat tak hume us kam ka pata lag jata hai or us cheez say earning honay me zyada behtry nazar ati hai sochnay ka kam jo hume dekhnay say or practice karnay say he samjh me ata hai.
                       
                      • #1916 Collapse

                        Jub hum real account mein trading kerte hain starting mein kuch profit earn hota hai to hum over confident hote huwe greedy ho ker trading kerna shuru ker dete hain then hum ko loss face kerna padta hai to aap ko chahiye greed aur over confident se forex mein avoid karein ...
                        • #1917 Collapse

                          yes exactly confidence will always win with 3 numbers as a universal truth that it is close with this great-looking not make a good boyfriend trying to be successful in the dating world. So. Greed is lost.
                          • #1918 Collapse

                            Hum aik formula pe amal karte hue trades lagate hin aur jab humin kuch trades min faida ho jata he to humin confidence ho jata he aur phir hum over confidence bhi ho jate hin k bari bari trades lagate hin apne formule ko chor deite hin yani volume bara kar leite hin aur apne account balance ko nazar min nahi rakhte hin to hum loss kar jate hin overconfidence humesha greed pe end hota he.
                            • #1919 Collapse

                              Yes sir you are right, over confidence se hamesha koi na koi ghalti ho jati ha because aik trader phir knowledge ki jaga confidence ko use karta ha and market ko properly analyse karnay kay bajaye khud se trades open karta ha, jis se loss ho jata ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1920 Collapse

                                Hmen is business me over confidence se kam nahi krna chahe hmen is business me hmeshah soch smjh k kam krna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm is business me acha earn asani se kr skaty hain isi liye hmen soch smjh k kam krna chahe

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X