Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1531 Collapse

    g haan main ap say itfaq kerta hoon k jo traders over confidence main kaam kertay hain un k ander lalach a jati hai and yeh lalch un k liyeh loss ka samna kerna perta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1532 Collapse

      Absolutely right. I am also a victim of this. I think overconfidence invites greediness or we can say that greediness invites overconfidence. There is a close relationship between overconfidence and greediness. Confidence is good and essential for doing Forex business, but when the trader gets overconfident or greedy he takes wrong decisions with illogical thinking.
         
      • #1533 Collapse

        g bhai bilkul forex mein confidence to achi cheez hai lekin jb trader over confidence hota hai to phir wo big lots se trade karna start kardeta hai jisi wajah se wo money management ke tamam rules ko avoid karta haia ur phir in the end usko total loss hojata hai account mein.
        • #1534 Collapse

          jab hum over confidnce k trade kartey hn to is se hum bht hi ziada greedy bane lag jatey hn aur aik dafa aap greedy ki taraf chale jatey hn aur is mn fail ho jatey hn
          • #1535 Collapse

            ap nay bohut hi darust kaha hain hum jab bhi over confident ho ajyin tu hum ko apni trading and learning main mahaan lagta hain mager ager dekha jayin tu koi bhi perfect nahin hota hain baaz awqaat hum ko sab calculation theek kernay kay bawajud bhi losses hotay rehtay hain is say haamin bachna chahiyea
            • #1536 Collapse

              Yes i agree with you that over confidence invite greed because when a trader become overconfidence he or she begin to take trading decision that will put his account or capital at risk. most of the time over confidence lead to loss of money at any given point in time.
               
              • #1537 Collapse

                Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt hlalahu wa dozkh haramahu dear all pakisatn forex fourm members bhai ne jo keha main is bat se agree ho aur dosron ko bhi yahi advice kron ga kay kbhi bhi kisi bhi kam main over confidence se km na lain is mai lalch a jati hai aur ap ko loss ho jata hai....
                • #1538 Collapse

                  Overconfident Log Hamesha Markket Me Fail Ho Jate Hain Markket Mein Hamesha Confident Rah Kar Trading Karni Hoti Hai Tab Hi Aap Kamyab Ho Sakte Hain . Forex Trading Hamesha Emotional Free Ho Kar Trading Karni Chahye Thanks .
                  Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                  • #1539 Collapse

                    banda jab over trading kerta hai tu woh over confidence he hota hai aur over trading us time kerta hai jab woh laluch kerta hai
                    • #1540 Collapse

                      Aap trading kartay waqt over confidence na ban jain iss say aap kay ander greed berh jay gi aur aap say aysi ghalti ho jay gi jiss main aap ko bahut barra loss bhe ho sakta hay
                      • #1541 Collapse

                        forex me wakat ke sath sath hamara jo experience hota he woh barta jata he or hamko yh be samaj aati jaati he ke ham konse points ko zehan me rakhte hue win karte hen or is se hi hamara confidence barta heor agar ham isko control karen ge toh acha rahta eh lakin jab ham over confidence me hote hen toh greed ati he or loss hota he
                        • #1542 Collapse

                          confidence ka hona to ek bohat achi baat ha lekin overconfidence hona ek bewaqofi ha. kion jb ap overconfidence ho jaty hein to ap ko is waja se sometimes loss face krna pr skta ha.
                          • #1543 Collapse

                            Do not always rely on others. do it by self. if for example can already, so any single fighter do not matter. This is very important if we are dependent on others then trading we are only one of the ideas of others and will not benefit
                               
                            • #1544 Collapse

                              yes dear aap ki baat to theek hi hai kai agar hmm over confidence hoo jai too is say hamary andar greedy aani shoorui ho jaati hai .But kia koi mje yah bta sakta hai kai is say bachnay ka sab say acha tareeka kon sa hai I think kai is main sab say acha tareeka yh hai kai hmm apna target bnai oor us ko itna rakha kain hmain malloom ho kai hm is ko achieve kar lain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1545 Collapse

                                g han ap ki bat thek hai k jab b hum kbi overconfidence main a jate hain to phr hum kbi b learning nhi krte
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X